Which is the best "Manual Trading or EA"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    manual trading . is ma seekhna or samjna ka muqa milta ha lakin zada shuq ho ho ea khud design kro ya kisi designer k pass ja kr banio yh behtr ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      manual trading , EA trading sa boht better kyn k manual trading ma hum khd sa trading karty hn. or hum market ka mutabik or apnay capital k mutabik khd sa he volume set kar sakhty hn or trading kar sakhty hn. jub k EA trading ma robot trading hoti ha. or is ma boht loss ko face karna parh sakhta ha.
      :cool::cool::cool:
      • #153 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
        Aap kay khayal me Manual Trading Ziada Effective hai ya phir Expert Advisor or Robot Trading? Aap me se kitny log Manual Trading se ziada earn kar chukay hain ya phir kitny log confidence se ye keh sakty hain kay wo Robot se bohat ziada profit le chukay hain?
        my dear friend mere khayal se manual trading ziada behtar hia dost aur robot trading per ziada aitbar nhi kerne chaiye
        because us main loss bhi ziada ho sakte hai dost
        • #154 Collapse

          mare khial main to manual trading he behter he kunkeh roboot aksar dhooka de jati hain suna he keh roboot kabhi profit aur kabhi kafi loss deti hain to us p bharosa nhi kia ja sakta waise bhi koi dosra apke lay nhi sochta her koi apne lay sochta he.
          • #155 Collapse

            dear forex busniss main manual trading karna best hai kiun ke bohat se traders bhi manual trading ko hi prefer karte hain yeh bohat easy bhi hai aur hamen is main bohat kuch seekhne ko bhi millta hai market se jab hum apni strategy aur ideas ki base pe trading karte hain to hamara experience gain hota hai jab ke robot trading woh log use karte hain jinhain knowledge hasil kiye bagir profit chaye hota hai aur woh isse shortcut tool ki tarah use karte hain joo ke ziada acha nai hota aur unhain loss hojata hai, isliye hamen robot pe kabhi believe nai karna chaye balke self disipline aur depended ho ke trading karni chye.
            • #156 Collapse

              bhai mere khayal me agar ham manual trading karen ge to hame shekne ko bhe mile ga or agar ham robot ke zarye trading karen ge to ham kuch shek bhe nahe payen ge or ulta hame uksan bhe hoo sakta hai...
              • #157 Collapse

                dear brother manual trading say achi trading our kuch nahi hoti hai agar loss hota hai tu ap say hota hai our ap ko kuch information ka pata chalta hai brother k may nay koi loss kiya hai brother agar loser howa ho our robot say kiya ap ko yeh pata chalay k k is say koi loss kiya our is nay koi profit kiya is point say esay kiya ta k buy howa our or sell koi howa
                • #158 Collapse

                  mery khial men manual trading or expert advisor trading donon hi best hein, mein ny abhi donon mein sy koi bhi try nah ki Q K mein ny abhi trading account nahi banaya or mera abhi one month posting ka complete nahi hua
                  • #159 Collapse

                    jahan tak mera khial hai mmanual trading ki bohat ziada value hai kion ke app e trading se hi earn karna hota hai kion ke jab tak app ke pass trading ke bare mai knowledge nahi hoga app trading nahi kar skte
                    • #160 Collapse

                      Forex main hum yada tar manual trade karty hain balky agar yada amount ho to phr hum iss say na sirf ea ka kaam kar sakty hain balky iss main hum rebot kay through bhi kaam kar sakty hain aur iss say nafa bhi kama sakty hain jo kay um ko buhat yada faida bhi data ha
                      • #161 Collapse

                        mary khayal mai bhai jan manual traidng best ha q k hamain kisi robot par pori tarha aitbae nae karna chahia balky hamain khd par aitbar karna chahia na k kisi robot par
                        • #162 Collapse

                          mere nazdeek to manual trading buht hi zayda better hai robot se ya koi indicator se agr ap aisa karte
                          hain to phr buht hi zayda chances hote hain apke pas ke ap is mein zayda se zayda aur acha earn kar lain
                          • #163 Collapse

                            manual trading hi ki hai hamesha or usy ko preffer krun ga or mje wahi best lgaty hai baki auto ka mje kch pta nai es liey us ka mein kch nai keh skta :)
                            • #164 Collapse

                              well guys in forex trading ,the best technique is to do trade with manually ,by your own ideas,hardwork and strategies.and can take advices from others but do what you decide to do.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                EA trading b achi hy but hota kuch youn hy k EA aik line py to profit dyta jata hy but jab trend reverce marta hy tab ki lagai gai aap ki trades phas jati hian or aap ko di gai profit loss main tbdeel ho jati hy. is liy main to manual trading ko hi bhtr smjhta hun

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X