Which is the best "Manual Trading or EA"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (: g bhai hmein manual trading se hi fayda mil skta hai kyun k robot se loss hi hota hai profit kam hi hota hai hmein chahiye manual hi kren taa k up down ko dekh kr us hisab se lot lga ya rok sken..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      jo ham khod is forex my trading krty hy who wali treading sahi hoyti hy kio k us my ham ko bhot zeda hota hy us my ham ko pana honar ka bhi pata chalat hy k ham ko kitna forex trading ati hy our ham ko ya bhi pata chlaat ahy k pesy khsy kamaye jaty hy ya koi ahsan kam nai hy our jo ea sy kam krty hy who is my kamyab nai hoty hy kio k ea bhot zead frad bhi krty hy
      First LEARN Then You Can Remove The "L"
      • #933 Collapse

        Mujhe menual wagair ka itna zayda ilm nahin hai ye main ne phle baar suna hai k menual trading bhi hoti hai main ne to sirf demo account pe kaam kia hai aur us k bare main bahot kuch jaan chuka hon
        • #934 Collapse

          bhai jahan tak mera expernie hai rebort trading shi nahi hai es main trading karny se loss he hoat hai bohat kam profit hoat hai es liye mujhy tu lgta hai k sub se zeyda manual trading he sahi rahti hai or starting main manual tarding he karni cahhye jub hmain expernce ho jta hai tab hmain baki main trading ki risk lena chahye phr kisi or main trading karni chahye
          • #935 Collapse

            humain trade main agr kam karna hay to is kay bary main knwoeldge hona zrori hay jis ki base say market ko use karna kafi best hota hay magr is main kabhi kisi pairs ko use karna hota hay or kabhi kis pair main kam karna parta hay to is main har pari ko study kar kay huamin market main kam karna ho ga ta kay trade ko samjha ja saky
            • #936 Collapse

              dear firend mere khiyal main to app ko manual trading hi karni chahey kiun k agar ap exper advisor ko na hi use karen kun ke robot ko to bnany wale ni programmed kiya hota hai aur agar apka account blance kam hai to wo bahot jaldi apka lose kar day ga is behter hai k ap khud trading apne account balance k hisab se karen
              • #937 Collapse

                Me hamesha manual trading krne ke liye suggest kro ga EA profit krta hy but aik limit tk then market ki conditions change hoti hn to wo kam krna chor jata hy aur aik time ata hy ke account wash ho jata hy, isi liye ap manual trading kryn jis me profit aur loss apky hath me hota hy risk rewards apky hath me hota hy jbke EA ko aisa kuch pata nh hota..
                • #938 Collapse

                  market main experience hasil kar k hi trade karni ho gi aur wo hi indicator use karna ho ga jis main hum achi trade kar k sucess hon gay aur market main emotion ko kabo main rakh k hi hum sucess hon gay aur earn karny main bi asani ho gi
                  • #939 Collapse

                    Manual trading is abest trading jo trader bhi forex men successful hota hai wo manual trading hi krta hai, jo trader apne behave pe trading krta hai trading men uska apna experence kaam krta hai apni stragty se trade krta hai wo manual trading kehlati hai aur manually tareqe se hi ham trading men succes ho sakte hain.
                    Agar ham robots ki madad se trading keren ge to ham kabhi bhi succes full trader ni bn sakte hain q k robots ko wo stragty ya experence ni hoga jo hamen khud hoga isliye main robots trading ko fail samajhta hoon iss se ham earning k bajaye apna loss keren ge.
                    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                    • #940 Collapse

                      mery khial mai manual trading boht best hoti hai kion es sy hmary knowledge k sath sath experience bhi hasil hota hai.or kafi zaida trader bhi manually hi trading krty hain or manual ki nisbt EA sy chon k robot ki help li jati hai to apni mistakes ka bhi khuch andaza nhi hota or seekhny ko bhi hota...
                      • #941 Collapse

                        mery khyal main humay khud trading karni chahiey agar hum khud trading karen gay to he hum acha earn kar sakty hay aur humay robot trading kay chakar main nahi parna chahiey kyun keh robot kay zariye trading humari theak nahi hoti aur humay esmain khoob mehnat karni chahieycs
                        • #942 Collapse

                          forex trading aik boht acha buseiness hay hum is main agr kam karty hain to hard work kar kay achy say ana ho ga is main agr humain success hasil karni hay to demo ko use karna ho ga is main manual trade karna kafi best hota hay is main scalping karty hain to km time main acha profit hasil ho sakta hay magr humain demo ko use karna ho ga
                          • #943 Collapse

                            mery khyal main agar hum manual trading karen gay to ye sab say best hay aur humay chahiey keh esmain jald bazi na karen aur khud trading ko seekh kar run karen tab humari trading bohat achi aur safe ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain theak say time daina chahiye tab he hum esmain achi earning kar sakty hay
                            • #944 Collapse

                              I opine practice trading is the foremost for a new trader because he need untold market knowledge and trading experience get than profit.But a new monger can not use a robot and If he do it then he give be get going because a new merchant can not hold a robot with marketplace irresoluteness.So we should trad exercise.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                mery khyal main humay manual trading par ziada focus karna chahiey kyun keh manual trading hum achy say kar sakty hay aur humay chahiey keh es business main khoob time bhi dain ta keh esmain achi earning ko mumkin kar sakty aur robot kay chakar main nahi parna chahiey kyun keh es waja say humay loss ho sakta hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X