Which is the best "Manual Trading or EA"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    forex trading in the money you can make the trading as the mannual then you can make the profit in it and also have the way to done the trading in the money you can make the reverse option and the EA is not relible......
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      mojay tu manual trading hi zada acha lagti hain kyun kay jo cheez hum dekh rahay hain wohi robot bhi kaam ker rha hain mager robot kitna bhi mehnga kyun na ho wo kabhi bhi hum ko uthna profit nahin day sakta jitna hum khud apna acha soch saktay hain
      • #603 Collapse

        me to bhai jan mere manually trading he pasand karta hon kiun ke manually kam karne se he mujh ko forex me profits hote hain me robots or e.a me nhi believe karta hon kiun ke un se insaan ki apni skills kam ho jati hain trading me .
        • #604 Collapse

          there are two way to do trading when you working with forex trading, they are mannual trading and robot trading, robot do automatic work and in manual we do work own.
          • #605 Collapse

            main hmesha manuall trading ko tarjeeh daita hn..expert adviser in short EA phy bharosa nhi krta..keh kb loss kar dain aur EA use krna behter nahi es say hum main short cut k zreye kamyabi ka ruhjaan barh jata hai..waisy koi be robo aik time kay bad tek trh say kaam krna chor daita hai...
            • #606 Collapse

              Hmen is business me hmeshah mannual trading karni chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hmen achi earning hmeshah tb hi hoti ha jb hm is business me mannual tradeing se kam karty hain kyun k mannual trading se hmen experince b kafi acha hasil hota ha
              • #607 Collapse

                everyone who trade in foreign exchange business would certainly -minded like that, because we do not take into account the risks and losses that we will experience if we plunge in foreign exchange business, we just think about the advantages and benefits that can be in the can, and in the end the trader also will know that forex is not so simple to achieve a profit
                • #608 Collapse

                  manual trading forex trading mein best krny k liye better ha kyu k koi b successful trader jo sb se zyada earn krta ha, mujhy nhi lgta k robot trading se ek programmed tareeky se trading mein hissa leta hoga. is liye manual trading best ha.
                  • #609 Collapse

                    dear member sometimes robot bhi dhoka de jaate hain so best yei hai kay manual trading ki jaaye lekin jesa kay hum jantay hain due to lack of experience kuch log trading decissions nahi le paatey so un k liye better hai kay aise persons indicator use karay manual kay chakar mein loss na karay
                    • #610 Collapse

                      manual trading robot se behter hai aik to robot ko purchase karne k liye amount bhi kharch karo aor wo 100% sure bhi nahee hota k profit hi ho ga aor is k elawa robot k liye pc har waqt on rakhna hota hai so its so difficult
                      • #611 Collapse

                        Is business me sb se best mannual trading ha hmen is business me kabhi bhi robot trading nahi karni chahye kyun k wo aik bejan cheez ha isi liye hmen hmeshah mannual trading karni chahye kyun k is se hmen experince b bht achi tarah se hasil hota ha
                        • #612 Collapse

                          Treading manual ho ya robot par khayal ap kp rakhna parye ga. jab tak ap ko treading ka pata nahi chlat k wo mkasy ki jati hai kab tak ap manual kro ya robot ap ko koi fada nahi ho ga, Robot un k leye acha hai jin k account me zeyada pasey hai. aur robot ko aik tareq bata diya jata hai,aur wo wase he treading krta hai,. ja k manal ap dekh rhy hoty ho k market kis taraf ja rhi hai,. aur wase ap entry la dty ho. ap manal zeyada pase kama sakty ho.
                          • #613 Collapse

                            ham to na hi manty hain robot trading ko na hi manain gy.robot trading say logon ko bht loss karty daikha hai mera khayal hai pending orders b robots ki tarah kam main aaty hain hamaion menual ki taraf tawajh daine chaiye hai
                             
                            • #614 Collapse

                              ofcorece menual trading bht best option hai forex mai kam karna wooh b bina indecators k depend kar k ya robots ko use kar k apkko pata hota hai k ap ko kab kam karna karna hai robots wooh n ai kar sakty hain jo insan khud kar sakty hain
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                well my dear friend, meray khayal say yahan pey mostly traders manually trading ko prefer kartay hon gey aur manually trading he kartay hon gey kyun kay iss mein humein easy hota hai apni trades ko manage karna kisi bhi situation mein jab kay Robot mein jo programming kar di jati hai uss nay wohi karna hota hai...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X