Forex trading mein hamen kabhi bhi apni mistake ko ignore nahin karna chahie kyunki forex trading mein aisa karne se ham nakam ho sakte hain forex trading mein jab ham apni mistakes ko ignore kar dete hain to yah mistakes dobara ho jaati hai jiski wajah se forex mein hamen pahle se bhi zyada loss ho jata hai aur hamara bonus account wash ho jata hai jisse forex mein hamari puri mehnat waste ho jaati hai forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye hamen apni mistakes se sikhana chahie ki yah mistake dobara na ho aur forex trading mein soch samajh kar work aur trading karni chahie aur forex trading mein hamen trading se pahle apni learning ko increase karna chahie aur forex mein hamen trading ache confidence aur ache analysis ki madad se karni chahie jisse forex mein ham kamyab ho sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим