Assalam o Alaikum dear all friends main ap say kahana chon gi kay agar hamain pakistan forex main kamayabi hasil karni hay aur agar ham chaty hain kay hamain is business main accha bonus hasil ho to hamain chaiye kay ham is business main ap na zayada say zayada time invest krean ham apna jitni zayada time invest krean gay hamain is business main utni hi kamaybi hasil ho gi hamain is business main time invest kar kay learning karni ho gi us kay bad hamara knowledge increase ho ga jab hamara knowledge increase ho ga to hamari posting acchi ho gi to hamain chaiye kay ham us business main apna zayada say zayada time invest krean tab hi hamain kamaybi hasil ho sakti hay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим