When do You Feel that You Are Now Successful Trader!!!!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Dear jab ap learning kar k apne ap ko es qabil bana lain gy k os k bad ap market mai loss nhn karain gy agar karain gy b tu normal mean high loss na ho... aur ap ayse he sath sath learning aur knowladge gain kar k apne ap ko acha trader bana do...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
      Aap sab log Forex Trading se achi tarha wakif hain or market me kam bhi buy/sell karna hai tu phir trading me kon si aisi chez hai jo humen samjhny ki bohat ziada zarurat hai? Aap ko kia lagta hai kay kia aap abhi aik successful forex trader hain ya aapko abhi bhi learning ki zarurat hai?
      Main forex trading main new hun aur abhi tak aisa time nahi aya keh main apny ap ko acha trader samjhun kyun keh mujay profit ki bijaye ziada loss he hota hay aur main esi waja say forex trading ko seekh raha hun.
       
      • #123 Collapse

        I am not understand that i am the perfect trades yet to be the successful and good traders you must get the experience from the demo trading account or to get the necessary knowledge to make the real profit the trading
        • #124 Collapse

          Meray khayal main forex trading main learning key koi intiha hi nahi hai, humain chahia keh hum agar earning kar rahay hai tou hum sucessful hain , lakin humain forex trading ki proper knowledge ho tou hum sucessful hain
           
          • #125 Collapse

            Meray khayal main forex trading main hum us waqt kamyaab hotay hain jab hum demo account par kam kar kay real account maian khoob earning karay aur trading main hum lalachi na hoon, aur trading key proper knowledge rakhay
             
            • #126 Collapse

              ham tab tak ye feeling nahy kar sakte jab tak hame profit na mele aur sirf profit melna nahy balke profit ko maintaine he rakh ke mere khyal me ap feeling kareghe sucfuly trader ban sakte he
              • #127 Collapse

                as human when we make profit and continuously make profit then we feel that now we are successful trader as we can make profit from trades,
                • #128 Collapse

                  Jb kam se kam amin daily $20 se le kar 30$ tk daily easliy bana lnga aur wo bhi risk ke baghair to main samjhunga ke main ek successful trader ban gaya hn,lekin iske liye experience aur practice ki bohat zaroorat hai,to main kamiyab hone ke liye bohat mehnat bhi kar raha hn.
                  • #129 Collapse

                    forex 1 aisy market hai jahan pa sikhne k lye bohat kch hai or trader ki pori life guzar jati hai pr is market ki strategies itni wide hain k in ko completly sikhna kafi difficutl hai. but han maximum chesain agar ap sikhen apni market k hawale sy to of course kisi 1 market mai ap expert zaror ban skte hain. but us k lye continuous work compulsory h.
                    • #130 Collapse

                      me samjta hun kbanda kabi bhi nahi keh sakta k woh ab successful trader ban gia hy us ko aur ziayada experienc darkar hota hy but koi bhi perfect nahi kaha ja sakta hy trading mein trading karty huy.
                      • #131 Collapse

                        maine yeh abhi tak feel hi nahin kiya hai kay main aik successfu trader hun kyun kay main to abhi seekhne kay marahil se guzar raha hun is waja se maine nahin kiya feel
                        • #132 Collapse

                          bhai forex asa buniss nai hai jis main aik dam se successfull trader ban jaya jaye ya hum khud ko perfect samj len ke hum ab aik ache trader ban gaye hain apko is main experince aur proper knowledge ke bad bhia pni learning ko contineu rakhna parta hai kiun ke is buniss main hardworking karne walon ki jeet hai aur uske sath sath market ko analyiz karna aur uske indicators ko samja aur apne emotions ko control main rakhna agar hum ne in tamam steps ko follow karte howe trading ki to hum in future phr yeh samjenge ke hum successfull trader ban sakte hain lekin jab bhi hamen aur ziada seekhne ki khosish karni chaye
                          • #133 Collapse

                            good question that when you feel you are the successful trader. its simple answer is you have to knowledge about your relevent business and have good commond on all the area of this business and then hard working.
                            • #134 Collapse

                              starting me sb kuch naya hota hai sekhne me or smjne me wakt lgta hai aise he aik trader phly demo account per practice karta hai jb wo forum k rules ko ache se smj leta hai to trading shuru kar daita hai mere hisab se kbe ye na smjo k ap kamyab hogaye ho balky ye socho k abe or agy jana hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                buht hi technical sa thread diya ha ap ny hum buht learning kerty ha practice b kerty han laikin hum conform nahi kh sakty k market sell ma jaye gi ya buy ma jaye gi han ma ny kuch log aisy dekhy han jin k pass kafi knowledge ha vo bta dyty han ,arlet sell ma jaye gi ya buy ma but ma jan na chahta hon k konsi cheez trading platform ma ha jo hum sekhain or us sy achi trading ker sakain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X