When do You Feel that You Are Now Successful Trader!!!!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1276 Collapse

    sirf ik do trades jin say humy profit mil jata hai to ye nahi keh saqty hain k hum ik successful trader ho gay hain is main kun k kafi zada hard work say hum ko is main ye maloom krna hota hai or isi say humy kafi zada earn krny ko mil saqta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1277 Collapse

      Forex treading ma ap k feelings sa ap successful nae bonty,,ap ke learning or experience,,k sth confidence treading or earnings ap ko successful trader bana dati hy ,,ap successful tb bony ho jb k analysis or ap ka target achieved hota rhy ,,,market ap k analysis k according mov da ap successful trader ho
      • #1278 Collapse

        ik trader jaldi say is market say money ko kis tara say earn kr saqta hai ye kafi zada zarori hota hai k hum k liay k khud ko is market say safe krny k liay hum nay is kaam ko safety say krna hai or is k liay khud ko is say safe ho k kaam ko krna hai
        • #1279 Collapse

          is market main trade ko krny k liay humy kub ye feel hota hai k teek say trade ko kr saqty hian baki koi b trader is market say money ko earn nahi kr saqty hain agar is ko kaam ka krna maloom nahi hota hai market main
          • #1280 Collapse

            successful trader wo hota hai jo apna goal ko achieve kr lta hn jaab tak ap apna goal ko nhi pa lta ap kbi be ya na socha ka ma acha trader bna gya hn ya over confidence jesi cheezo ka problem ma ata hai jo trader ka lya achi nhi hn
            • #1281 Collapse

              is market say hum ko jub her ik trade say profit earn krny ko milta hai to mumkin hai k is main ye level a saqta hai hum ki trading experiecne main jis say her ik time main hum is market say profit ko earn kr saqty hain or yehi hum ki success hai is main
              • #1282 Collapse

                Forex main sab say ziayda meray kheyal say ap ka forex kay baray knowledge hasil karna hay agr ye ap kay paas ho ga to ap asani say market analysis kar kay trading kar saktay hain aur successful trader wohi hay jo yahan say bohat mehnat karta hay mujy to learning ki abhi bohat zaroorat hay i think yahan pay learning ki koi ending nahi hay
                • #1283 Collapse

                  Forex main ap sell buy to kar sakty hy lakn ap apny account ko save ni rak sakty hy sell buy to wo band bi kar sakta hy jas ny abi new forex ko join kya hy lakn as main zyda importend bat hy market ko analysis karn agher ap ko market ko analysis karna ata hy to ap chay sell karo ga to ap ko pata hy ho ga ka market ki potion kya hy ap ko profit ho sakat hy ya loss as lay analysis ka bagher ap kabi bi kamyab ni ho sakty
                  • #1284 Collapse

                    brother learning is a life time process. koi b insan zindagi k kisi b mor par yeh nai keh sakta k main mukamal insan ban gaya hun aor mujy mazeed kuch seekhnay ki zarurat nai hy. baqi rahi bat forex ki to is me b mery khayal me to koi b person 100% yeh nai keh sakta k mujy forex k bary main sab kuch samj aa gaya hay aor mujy mazeed kuch seekhny ki zaroorat nai hy.
                    han acha trader ban nay k liye apko forex news aor indicators ko samjna chahiye. in ki madad say hum achi trading kr sakty hain
                    • #1285 Collapse

                      Jab men forex trading se handsome earning kerny lagon ga pher mujhy ye feel ho jaey ga k men forex men successful trader ban gaya hon, or forex men success ko hasil kerna koi asaan kam nahi hai success ko hasil kerny k ley mehnat ki zroorat hoti hai or zada se zada learn kerna parta hai
                      • #1286 Collapse

                        forex trading aik tough bussiness he es main kaamyab hony k leye apa ko bhut zyead mehna krni prti he aur bhut zeyada home work krna prta he , aur dosra aap ko bhut zeyada sekhan prtha he practise krni prti he ager aap ye sub kr lo gy to aap kamyab ho jao gy . learn then be successfull
                         
                        • #1287 Collapse

                          jab bhi aisa feel kia loss hona hi shuru ho jaata hai is ka matlab ye samajh main aata hai k success hasil karne k baad kuch overconfident ho kar trade shuru kar dete hain is liye loss ko face karna parta hai is liye hi over confidence hone se bachna chaey
                          • #1288 Collapse

                            bhai aap k batoun sy lug rha he aap forx trading ko bhut assan smj rhy ho asa bilkul nhi he forex tading aik tough busisness he es main bzahir to lugta he k just buy aur sell krna he mager ager apa ko marke direction ko smjana he to us k leye apa ko bhut zeyada mehnat krni pry gi so forex ko easy na lain
                             
                            • #1289 Collapse

                              jab hum forex trading achy say manage kar kay aur regular profit earn karna shuru kar jaye gay tabhi hum esmain kamyab hoty hay aur humay esmain mehnat bhi karni chahiey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1290 Collapse

                                jab hum trade karty hain to hhumain hard work kar kay kam karna ho ga ta kayy humain achi earning hasil ho sakay humain news ko follow karna ho ga ta kay humain achi earning ho saky

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X