Dear main yahan per yah cheeze share karna chahta k forex iak risky kam hai or ham is risk ko jab tak nahe mentain karty ham forex se kuch b earn nahe kar skaty hai. to bawajood is risk k lazmi hai k ham is forex ki nature ko understand karain taky ham achy earning plate form ko na chorain. yah umooman ho jata hai k jab ham risk ko nahe samjhty or blindly trading kar diaty hai to phir us se ham ko loss ho jata hai to baz bandy us loss ka zama forex ko daity hai or wo chore daity hai to main is cheeze against ho q k jab ham forex ko chore daity hai to is se acutal effect hamairy income per parta hai. to simply agr ham ko loss ho jata hai to hamain forex ko chorna nahe hota balky ham ko forex per zyda dhyan dainy ki zaroorat hoty hai. taky ham regular income kar sakain or apny family ko support kar sakain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим