news ko watch kar ky kam kary
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    news ko watch kar ky kam kary
    hamy news ko watch kar ky kam karna ho ag then hum kam kar ky earn kar saky gy forex aik online business hain hum is mai live kam ar sakty hain hum is mai apne marze ys time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai rat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala acha business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: news ko watch kar ky kam kary

    Forex Trading me news ya markets ki movement ko lazmi follow karte rehna chaheye. Market news pe nazar rakhna bohut bari khobi hai. Market news hi aksar awqat hamare analysis ko nakam banati hai. Is ki waja se forex trading me bohut zyada taghayur peda hota hai. Forex trading k commodities to sare ka sara market news k zere asar hota hai. Aur is me market me changing ki waja se bohut values apni position tabdeel kar deti hai. Agar market news k sath hamare analysis bhi itefaq kar jaye to is se hamen bohut zyada faida mel jata hai aur hamara target bohutvjald achieve ho jate hen. Loss ki sorat me kabhi mayus nahi hona chahiye balky loss ko recover krna chahiye. Forex trading me trade lagany ky liye makret ki movement ka pata hona chahey.trade lagany ky liye makret ki movement ka pata hona chaheye. Loss ki sorat me kabhi mayus nahi hona chahiye balky loss ko recover krna chah.
    • #3 Collapse

      Re: news ko watch kar ky kam kary

      Apki baat bhi kisi HUD tuk thik Hy likn agr AP badhy time frames pur Kaam kurty Hy like D1 W1 M1 tu news apki trades pur itna effect nahi kurti aur itna masla nahi hota likn agr AP lower time frames pur Kaam kurty Hy tu apky leay phir news masla kadha kur sukti Hy.
      • #4 Collapse

        Re: news ko watch kar ky kam kary

        Dear member aapki baat bilkul theek hai news bhi Hamare analysis ko beta karne ke liye Jaruri hoti hain Jab Ham news Hasil kar len to Fir Hamen Apna technical karna Aasan ho jata hai Kyunki Jo news mein Hamen Pata Chalta Hai vartman chijen market ki movement per effect Karti Hain ISI Tarah agar aap multiple timeframes ko use karte hain to Fir aapko news ki jarurat Nahin Hai
        • #5 Collapse

          Re: news ko watch kar ky kam kary

          Dear apne bhut acha question keha hay forex trading karny say phlye hume news bhut zadya fallow karna chlye phir oske bad market ke analysis ke moment ko fallow kanra chlye phir hume chart ka mutbik trading karna chlye experience aur knowledge ka sath trading karna chlye phir hum kamyab hu skaty hay phir acha porfit haisl kar sakty hay
          • #6 Collapse

            Re: news ko watch kar ky kam kary

            forex trading mein Jo bhi trade karte hain vah trader ko maloom hoga ki forex factory per calender mein daily news hoti hai aur jo pyar karte hain to aapko chahie kya aapko respect re se news ko dekhen agar to news maujud hai aane wali hai to aap baith kar leni ho jane ke bad apni trade start karen kyunki news ka impact market per bahut jyada padta hai isliye news ko dekh kar hi trade Karen Jo kya aapke liye bahut propertypal hogi
            • #7 Collapse

              Re: news ko watch kar ky kam kary

              Assalam-o-Alikum dear apki baat bilkul thik hai forex ik online business hai is main humhy trading karny k liye soch smjh kar kaam karna ho ga or is k liye humhy market k sath sath news ko b follow karna ho ga us main humhy pata chala hai k humhy jo trade close karny lagy hai wo thik b hai k nai news ko avoid na kiya jaye is main hum online kam karty hai or yah 24 hours hony wala business hai
              • #8 Collapse

                Re: news ko watch kar ky kam kary

                Aoa bilkul Thk bat hai hmain news suni chya kun Kay news say upgrade strategy ka pta chlta hai kay anay walay time main kis kam ki ziada value hai or hmri economy main currency ka kiya rate ja rha hai that's why we should aware of the news bcoz business needs awaring of profit and loss we gain in trading market.bcoz trading rate chng with the upcoming time
                • #9 Collapse

                  Re: news ko watch kar ky kam kary

                  News ko watch kar kay decsion lain tu phir trading mai kafi help mil jate hai aur trading kay achy faislay karnay mai kaam mushkil paish ate hai. Jo traders market kay analysis aur news ko aik sath daikhty hain woh kafi achi trading kar laite hain aur kafi acha result b hasil kar laite hain. Iss hisab say har trader ko Market per nazar rakhny ke sath news per b lazmi nazar rakhna chaiye.
                  • #10 Collapse

                    Re: news ko watch kar ky kam kary

                    jesa ka ap sab ko pata ha ka new trading main kitna ahimyat ki hamil ha news ki waja sa market bahut zeyada move karti ha or market news par he depend karti ha ap na dekha ho ga jab news ka time hota ha us waqt market kitna fast ho jati ha lehaza is ko ignore na karen balky news par nazar rakha karen hor hameesha trade leny sa phely news ko lazmi watch karen
                    • #11 Collapse

                      Re: news ko watch kar ky kam kary

                      Assalamu alaikum dear friends umeed se aap sab khairiyat se honge friends hamen forex trading mein kam karne ke liye news ko bhi watch karna bahut jaruri hoganew se hamen bahut sari information mil jaati Hai ke market mein currency ke kya rate chal rahe hain ya gold or silver ke kya rate hai ine sari chizon ki maloomat ke liye hamen news sunna chahie
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: news ko watch kar ky kam kary

                        dear jab aap trade karte hain to trade karne se pahle aapko market ko analyse karna chahie Jab market Mein entry Lete Hain To usse pahle aapko news watch karne chahie Jab aap market ke liye analyses kar rahe ho to Fir aapko news Palash Mein Dhyan Dena chahie

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X