How Market Levels Changed?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    sorry in fact i don`t know what you mean about this dear i still learn in forex and i tray to know
    everything in trading so in time i will know about this and you can be good in market
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Bhai yahaan jitnae bhi members h sab fazool m r bay-maani commant k rahe h yahaan kisiko bhi nahi pta k support r resistence kkya hoti h ...m ap ko agr sai r bradana mashwara doun to ap google wagaira s serch krien ap ko bht c r bht achi info mil jae ge ...r muje bhi nahi pata support r resistenve k abare m but serch krta hu is k bare m r bhi krien r ap ko agr kuch valuable info mil jae to plzshare with us m bhi pui koshish jroun kamuje bhi info mil jae jis s ap.logon ka bhalaho jae...
      • #78 Collapse

        Market level mainly cahnge for two reason Number 1 is support and number 2 is resistance. I think among the 2 support is most responsible for the market movement.
        • #79 Collapse

          Je haan actually yeh levels dependent hotay hain international news per bhi kyonk jasay aisi news aye jissay war ka khatra hoo tu phr us wakt market main aksar rate bhar jaty hain aur phr unsy trading per asar hota hai aur level rise ho jaty hain aur peak per poohnch kr un main resistance ati hai islye aisay halat main support ka wait krna chahye k kahin per wo ruk jaye.
          • #80 Collapse

            Meray khayal main forex trading main market level har waqt changed hota rehta hai aur agar hum proper startegy aur planning karian tou hum forex trading main humain loss naih ho sakta
            • #81 Collapse

              bhai ager ak support toot jay or market neche a jay to jo support hoti ah wo resistance ban jati ha g or jo resistance hoti ha ager wo toot jay to wo pher wo suppor ka kam krne lagti ha g aesa aksar hota ha g forex me is lie be careful in forex trading
              • #82 Collapse

                bhai yeh levels hote hain ager ap ko markit main acha profit earn kerne k liye in levels per markit ko analysis kerni hogi phire hi ap ko forex markit main acha profit milly ga main forex main acha profit earn ker rha hn
                • #83 Collapse

                  market ka koi pta nhi hota ha keh kis time support kry aor kis time resitance pr ja phnchy. is ki maian waja yh keh keh hm ko market k bary main pori agahi nhi hoti ha jis ki waja sy hm sy sahih andaza nhi hota ha.
                  • #84 Collapse

                    Support level woo hota hai jahan per hum market rukti hai aur phir upward side per move karti hai aur market buying kee liyee behtar hoti hai aur resistance level woo hota hai jahan per market rukti hai aur phir nechee kee taraf move hoti hai aur yahan per market selling kee liyee behtar hoti hai
                    • #85 Collapse

                      main nay pori Thread par har comment ko parhaa Magar Sirf abdullah Sir k kisi nay thek say Support or Ressistance level nahin batayaa...support or Ressistance Level waqai Technical analysis main back bona Sabit hotay hain... mujhe ye tou nahin Maloom K ye Kaisay bantay hain magar Pivot Calculator Say Ab inhain Apnay chart main shamil Kar Saktay hain... or bhi Search Karain Tou Buhat Saray Support or Ressistance indicators mil jayen Gy...suport or Ressistance level say Buhat Sari Chezain juri hui hain..Main personaly support or Ressistance level ko nikaal Kar phr unhi K darmyaan trading Kartaa hon... I Mean Market Agar support k Kareeb hoti hai tou buy ki Trade open Karta hon or Agar Ressistane K Kareeb hoti hai tou Sale Ki...Support or Ressistance Agar Daily Chart par nikal kar Day Trading Ki jaye Tou Acha Result Miltaa hai
                       
                      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                      • #86 Collapse

                        Already the market and also graded levels of traders in the forex market, ranging Not all traders in the forex market the same level of expertise is not the same level of trading
                        • #87 Collapse

                          dekho bhai ye dono levels bhot important hote hai forex main.agar resistance ke baat kerte hai tou atleast 3 4 bar highest point ko touch kerke market neche ajate hai.aur phir agar wapis upar jate hoe oushe line ko wapis touch kerte hai aur upar nikal jate hai tou resistance support ban jate hai.aur support main iska opposite hota hai.thanks
                          • #88 Collapse

                            market level change jab hota hai jab koi event ajata hai market mai market kay price barh jatay hai ,specially yeh sub eid kay event par daikhnay ko milta hai
                             
                            • #89 Collapse

                              brother sorry i am new in forex market. as i am new in forex market i have no idea about the change in market trend.but u can get information from old
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                g han jee bilkul theek kaha hai apney lekin market mein support and resistance k ilawa or bhi kafi sarey levels ajaty hain jese ression and boom wagera inko set karna bhi seasyli hota he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X