How Market Levels Changed?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    dear pehli tu baat ya hai k din raat ko trading karna k kia fiada hai jab hum iss business mein kam time mein achy earning kar skta hain hum ko bhut free ho kar trading karni chaya aur din mein ziada se ziada two hour ki trading mara khal mein theak hai jis se hum sb ko time de skta hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      bhai jan me abhi forex market par new ho easily time spend krta ho or achi tarha tread krta ho or me is forum par daily mehnat bhi krta ho or mene is se or koi best business nhi dekha............
      • #138 Collapse

        bhai market me to bhot se level aty ha kabh boom hota ha kabh ression hota ha kabh still hoty ha to kabh bhot hy down ya aik level aik session me hoty ha jin me market news me given hota ha ky market ka trend kya ha ajk
        • #139 Collapse

          Market me jab buyer ziyada aa jata he to aur market me buy ka pressur barh jata he to phir market support ki taraf move karti he aur down hoti he isis tara jab seller ziyada aa jata he to phir market resistance ki taraf mive karti he.
          • #140 Collapse

            mujhe theek se nahi pata is bare mein but i thnk yeh aik team ki tarah act kerti hai ke kinte log is trade ko support kerhe hain aur kitne is se khush nahi hai yahi resist kerte hain is trade baqi aap ko is ki knowledge ko professional hi de sakta hai.
            • #141 Collapse

              according to my experience brother i think that, Market me 2 Levels hoty hain 1. Support and 2. resistance me aap se is baat ka full knowledge lena chahta hoon kay Market me Ye levels kaisay banty hain Kaha banty hain or Aik Support resistance kaisy banti hai or aik resistance Support kais.
              • #142 Collapse

                bhai isy check krny k leye aap ko previous candles dekhni pary gein H1, H4, D1 mei tb ja kr aap ko is ki behtar samjh aa sky gi is aur isy samjhny k Fibonacci Retracement line bhi use ki jati hain jo hamein is k level ka batati hain. ye best hai Fibonacci Retracement Lines..
                • #143 Collapse

                  Becoming a good trader just as becoming a good student entails hardwork. You must first be willing to learn. Secondly, you must develop the attitude of patience and perseverance.
                  • #144 Collapse

                    forex market kay levels change hotay rehte hain yeh aik he tarah kay nahin rehtay trading aik he mood main aur aik he style kay saath nahin ki jaati isi liye to yeh risky business hai sell aur buy jab ziada hoti hai to level up ya down hotay rehte hain.
                    • #145 Collapse

                      salam dear according to my information Market me 2 Levels hoty hain 1. Support and 2. resistance me aap se is baat ka full knowledge lena chahta hoon kay Market me Ye levels kaisay banty hain Kaha banty hain or Aik Support resistance kaisy banti hai yte sb apko learn kerny se achi trha pta chal sakta hai
                      • #146 Collapse

                        jee bilkul forex ek aisi market hai jis ka level hamesha change hota rehta hai is me kisi time bhi changing aa sakhti hai kabhi is ka level up ho jata hai aur kabhi down.
                        • #147 Collapse

                          forex tardign aik acha online business hi jis main agar ap kamyb hona chete ho to ap ko iss main achi learning kerni ho gi then hi ap iss kabal ho g eke acha earn ekr sakoo or profit bi mile ga ap enjoy bi kero ge
                          • #148 Collapse

                            jub market may currency key demand ziada hoti hay to currency key value ziada ho jati hay . aur jub market may currency key supply ziada hoti hay to phir currency key value kam ho jati hay. agar market down ho rhi ho aur supply aur bhi bar jaye to currency key value drop karnay walo ko support milta hay. aur jub is k against demand ziada ho jati hay aur graph upward ye downward honay key speed slow ho jati hay to isay resistance kehtay hain
                            • #149 Collapse

                              market me to bhot se level aty ha kabh boom hota ha kabh ression hota ha kabh still hoty ha to kabh bhot hy down ya aik level aik session me hoty ha jin me market news me given hota ha ky market ka trend kya ha aj
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                dear, me abi forex mei new hu is liye confirm kr k ni bta skta k wo do level kon se hotay hain mgr itna zroor bta skta hu k trading mei ups and downs atay rehtey hain aur hamey poray dhayan se trading krni chahye ta k hamey loss na ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X