forex chart per candle stick ko number se back krnay ka tareeka

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex chart per candle stick ko number se back krnay ka tareeka
    forex chart per candle stick ko number se back krnay ka tareeka

    right click on chart selech properties and check on the SHIFT CHART ap ka candle stick peechy chali jayn ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jnab app ne boht ache aur new baat bta i hai iss k leya boht boht sukeriya app ki iss information ka hum sab traders ko boht faida ho sekta hai app ne chart ko shift kerne ka akk trika btaya hai lakin iss k aur be boht se tareka hain :)
    • #3 Collapse

      thank you very much my dear brother. aap agar is tarha ki information na dety to aaj kafi sary traders is cheez se la ilam hotay aur na samjh he rehtay agar aap ye serious information share na karty hamary sath.
      • #4 Collapse

        Assalam-O-Alaikum han jii bhai jan aur ye aik bohat he achi option hey jis ki madad sey ap candle stick chart ki previous moves ko be check kar saktey hen aur us sey ap ko market key trend ko samjhney me kafi had tak help milti hey.
        • #5 Collapse

          okay jnab app ne achi information share ki hai app ki iss information ka hum sab ko boht faida ho sekta hai boht se logo ko mery khyal main iss k bare main kuch pta nai hota so app ki information faida mund ho sekti hai
          • #6 Collapse

            yar me apke bat ni samja hu ka aap kehna kia cha rahay ho qk mujha samaj he ni i hai apka thread ke so me apko iska baray me kuch ni bata paon gi so plz sorry
            • #7 Collapse

              forex mein bhai apko chahiye ke ap is mein candlestick patterns ko zaroor dekhen aur in hi ki confimation ke sath hi ap market mein enter hon aur phir is mien trade len.
              • #8 Collapse

                thank you dear mare khayl main to ap ne forex chart k lie candle stick ko back kerne ka aik acha treeqa btaia hai aur is se pehle to mujay is k about kuch pta ni tha ap ki is thread se mari aur dosray kai new member ko guideline mili hai jo k chart ko semjne k lie mufeed ho sekti hay.
                • #9 Collapse

                  ji yeh mje khd nai apta tha lekin app ki posts ki vja sy kuch na kuch learn hua hai es bary mein es liey bht bht thanks app ny yeh post dali kuch inf mil gai muje b !
                  • #10 Collapse

                    har tarha kie trade ka ak time hota ha aur us ka drust time py he trade karna hamry faidy maain hota ha theek time talash karin aur us main trade karin ta ky profit ho theek thak profit ho
                    • #11 Collapse

                      g aisa hota hia lekin iska matlab ye nahi hota ke apki abhi ki candle bhi wo khatam kardega,balkje apki jo market chal rai hia wo chalti hi rahegi.
                      • #12 Collapse

                        If all else real Well, if you really try to start something real to start with how many someone tell me so and?! was not sorry to merge all and at the same time the victory was palpable?
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          han dear ye aik good buiness hai si ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik acha buiness hai si ko koi bhi kr sta hai ye aika cha buiness hai is ko kisi time bhi kiajaj sakta hai ye aika cha buines hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X