Mehnat mn azmat hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat mn azmat hai
    Assalam Alaikum Pyare bhaiyon Ham Sab Jante Hain Ki Forex trading ke andar bahut jyada mehnat ki jarurat Hoti Hai Hamen is minut Karne Se Kabhi Nahin Karna chahie Kyunki Ham Sab Jante Hain Ki minut mein sambhvat hai jo Banda mehnat karta hai wahi Aage Jata Hai Kamyab hota hai aur jo Banda Mein hi nahin karta Hua Banda Kabhi Kamyab Nahin ho sakta Din Raat Ek kar de minut Karen aur hi Sochenge Hamen Kamyab hona hai aur Apna focus kamyabi per rakhen aapko kamyabi Jarur Milegi Agar aapka focus Sikha main Abhi per Nahin hoga to aap kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte kabhi bhi Forex trading ke andar apne aap ko kamjor Na Samjho badh Magar aap kamzor samajh rahe hain apne aap ko To Apne senior se help len..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat mn azmat hai

    Forex Trading me Mehnat ka phal har jagah meeta hota hai lekin forex me is ka maza hi kuch aur hota hai. Forex trading me mehnat aur lagan hi se ham bohut sari kamyabi hasil kar sakte hen. Mehnat hi k zarye se hum agay bhar sakte hen. Forex trading me risk bohut zyada hone ki waja se ye bohut tough karobar ban jata hai. Q k agar hamare pas is k bare me information na ho to hum nuqsan utha sakte hen. Mehnati log kabhi bhi forex trading me nakam nahi ho sakte. Forest wedding Mein Ham mehnat ke jariye se hi Apne maqsad Ko aasani se Pa sakte hain aur Hamare Samne jo bhi target Hoga usko Ham easy complete kar sakte hain mehnat karna Hamare liye Bahe se shrart Hona chahie. Trading k waqat internet ki quality acchi honi chahie.
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat mn azmat hai

      hamy mahnet karne ho ge pher he hum pasia kama saky gy hum is mai nigth mai ya day mai kam kar sakty hain hum is mai apny boss kud ap he hotyhain hum is mai apne marze sy time table bana akr kam kar sakty hain hum is mai agar tuka system sy kam karty hain to hamara account band ho jy ga hum isy apna life time career be bana sakty hain asnae ky sat
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat mn azmat hai

        Yes brother you are right minut Mein Ahmednagar improvement karte hain aur hardwork Karte Hain To aap logon ko bahut jyada benefit Milta hai agar aap log Mein Nahin Karte to aap log ka kurta nuksan Hota Hai mehnat ke sath kam Karenge Naat aap logon ko bahut jyada benefit provide karti hai.
        Knowledge mein Safar karna skill ko improve calendar and buffalo market Genda Jitna Jyada Nelson Karenge aur sab se kam Lag Gaya aap logon to nahin Jyada Kamyab Honge
        ​Forex is the Best Business of the world!
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat mn azmat hai

          Wslam pyary bhai!
          Ap nay bilkl theek kha hai.K jo log mehnat karty hain Allah k hukam say woi log kamyab hoty hain.Or jo log mehnat ko chor kar shortcut k treeky dondty hain wo log aksar nakam ho jaya karty hain.Iss lye humy chaye k menat say kam karyn or shortcut k pechy na bagyn.Forx ak aisa business ha k jis main ap aty toh hain k foran profit bna lyn gay ise waja say ap nuqsan kar lyty hain.Lekin agr ap long term k liy is business main rhyty hain to Allah k hukam say zror kamyabi ho ge.
          Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat mn azmat hai

            G han forex trading totally mehnati logon ka business hey iss men sirf mehnat karnay walay log hi kamyab traders bantay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir regular hardworking jari rakhen tu zaroor kamyab ho saktay hen aur acha profit kama saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat mn azmat hai

              Exactly... Mehnat mn azmat h... Jis ny mehnat ki us ny phal paya... Jis ny lalch ki wo rah gya... Isi tarah is forum p hy.. Jis ny jitni ziada mehnat ki us ny utna ziada phal aya.. Ab yahn mehnat sy murad h k is forum j bary mn proper knowledge gain krna or is k bary mn learn krna or us k bad is pr proper time dy k earning krna... Ta k ziada sy ziada profit gain kia ja sky
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat mn azmat hai

                Yes dear is dunia mein aj tak insan ne jitni bhi tarqi ki hai tu wo mehnat ki waja se ki hai koi bhi mushkil se mushkil kam ho ya koi business ho mehnat kr k kamyabi hasil ki ja sakti hai
                Forex trading aik risky business hai but ap dekhyn tu jitny bhi successful traders hain wo lakhon ki earnig ly rahy hain sirf aur sirf mehnat ki badolat tu ap bhi agar hardworking karyn aur megnat karyn tu apko achi earning hogi
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat mn azmat hai

                  Yes dear member aapane Sahi Kaha mehnat Mein Azmat Hai Jab tak Ham mehnat Nahin Karenge kabhi bhi acchi earning nahin kar sakte Hamare kamyabi Ka Raaz Hamari mehnat Mein Chhupa Hai Kitni mehnat Karenge utna hi Kamyab Honge Hamari kamyabi Hamari mehnat per hoti hai isliye Hamen mehnat Karke learning karna Hogi aap ko market ke sath sincere hokar kam karna hoga ISI Tarah Ham Kamyab ho sakte hain aur acchi earning kar sakte hain market Mein Kamyab Hona Itna Aasan nahin hai isliye is per Din Raat Ek Karke kam karna hoga aur mehnat per Yakeen rakh kay kam Karenge To Kabhi Na Kam Nahin Honge.
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat mn azmat hai

                    Bilkul dear mahnat ma hi azmat ha agr hum.mahnat ir sachi lagan se kam nh kte gay to hum acha buisness nahi run kar saky gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat mn azmat hai

                      Assalam-O-Alaikum dosto mehnat main azmat ha is main koi shaq nahin forex bhi hamen mehnet se kaam karna sikhati ha jo log forex pr mehnat kartay hain un ko bohot faida hota ha apni post ko behtareen bnanay k liay us pr mehnat or experience hasil karen tah k acha bonus hasil ho forex main trading sab se behtareen bonus hasil karnay ka zariya ha jitni achi trading pr practice ho gi utna hi acha profit ho ga acha profit or bonus hasil karnay k liay mehnet se kaam karna ho ga mehnet k bager kuch bhi hasil karna na mumkin ha forex hamen sikhatay hain mehnat se jee na churaen or mehnet main hi kamyabi ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat mn azmat hai

                        Mehnat tu shurt Hy chahy wo forex ho pak forex forum ho ya koi aur filed mehnat AP Kary gy tu uska phul milay ga nahi tu kuch bhi nahi mehnat ky bghair tu zindaghi adhori hy. Isleay humain zyada sy zyada mehnat kurni achi aur apni earning ki behtr kurna chay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat mn azmat hai

                          g HAN IT IS PROVE IN PAKISTAN forex that " Mehnut me barkat hy " JITna aap mehnutkrty ho aap ko us ka utna hi silla milta hy es liay hmain apni kam ko secure krny k liay bhuuyt zaida krny k liay hmain mehnut ki zrurat hoti hy jis sy hmain apny busines mefaid ahota hy hmain agr koi bi kaam krna chay to mehnut k bina us me koi ajar ni milta hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat mn azmat hai

                            ji han aapki baat bilkul theek hai Forex mein Yadav Se Jyada mehnat Karni chahie Forex Mein mehnat karna bahut jaruri hai Forex Mein mehnat ke sath Punjabi mein kisi bhi work Mein mehnat karna bahut jaruri hai Chahe vah Koi Bhi vah ko Forex main Jyada Se Jyada mehnat karna bahut jaruri hai jitni Yadav Forex bhi aap mehnat kar lenge utna hi jyada Forex main aap earning kar sakte hain aur kisi bhi work member Gair learning kiye success Nahin Mil sakti hai Forex mein bhi ISI Tarah Jyada Se Jyada learning Karni chahie Forex Mein trade ko open karne se pahle is ka sport or resistance bhi Jarur check kar lena chahie
                            ALWAYS HOPE FOR GOOD TIME
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat mn azmat hai

                              Ji han mehnat Mein azmat Hai mehnat karne se hi Hamen Achcha fal milta Hai Jo log Main To Nahin Karte vah kabhi bhi kamyabi Hasan nahin kar paate Hamen chahie ke Ham jyada Se jyada mehnat Karen aur Dil laga kar kam Karen aap hi Forex Mein kamyabi Hasil ki Ja sakti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X