patience
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    patience
    forex mai hamay patience se kaam leana chiea jaisay hmy jb forex mia loss ho rha hota hai to hm kehty hain k market jald he hamarty haQ mai wapis aa jay ge wase he hamay profit ke dafa bhe patience rakhny chiea
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    akasr aisa he hota hai hum jab bhi trade karte hein am to pe humari trade osi wqt minus mein chali jati hai,aur hum preshan ho jate hein humein chahiye k agar hum ne trade sahi trend ko dekhte howe lagai hai tu wo kuch time bad apko profit zaror de gi,is liye jald bazi nahi karni cahiye
    • #3 Collapse

      jee haan jnab app ne bilkul theek kha hai forex tradng main ager hum log akk kamyab trader bna chahte hain to iss k leya hume patience se kaam lana chahiya ta khum apni koi be trade loss main na kate aur itni dar wait kery jab tak k market ki movement humari trade lk mutabik nai ho hjati :)
      • #4 Collapse

        hame sber se kam lena chaye ager hum forex m achese skm kerte hn tab hi hum is m kamyb ho skte hn forex aik buht hi achabsuiness h sber se jo kam len ga wohi faide m rhe g or wohi is m kamyb ho skta h
        • #5 Collapse

          Assalam-O-Alaikum han ye bat meney be akser note ki hey key jab hum ko loss ho raha hota hey to tab hum us ka us time tak wait kartey hen jab tak profit me na aay aur jesey he profit me ati hey hum usi time trade close kar detey hen zyada profit ka wait nahi kartey hala key hum jesey loss ki bar wait kartey hen aisa profit ki bar be wait karna chahye.
          • #6 Collapse

            Trading key doran jald bazi main koi decision nahi karna chaheye. Forex aik risky market hy aur is main kisi bhi waqt tezi sey market down ya up ho jati hy. Is leye pehlay market ko judge krain aur phir us key trend ko dekhtey hoi lots lagayen. Patience sey jo kam kia jata hy woh saheeh hota hy. Aik din main rich nahi bana jata. Patience sey chalain gey to kamyab rahain gey.
            • #7 Collapse

              listen brother according to my thinking agar market ap ke khilaf ja rahi ho to better thing he ap trade ko close kar de, patience na kare ke market retrace hogi, better he us time market se exit ho jae aur next trade ke leye market ko analysis kare aur jab trend direction analysis ho jae tab ap trade kare.
              • #8 Collapse

                yes dear forex trading ek best business hai jis mein ap best earning kr sakte ho but trading k doraan ap ko patience ka muzahira krna ho ga q k forex market ki movement ki waja se yeh u down hoti is liye ghabraye mat
                • #9 Collapse

                  han dear ye aik good buiness hai si ko bhauts sy loog kr rahy hain ye aik acha buiness hai is ko ksi time bhi kia ja skta hai ye aik real buiness hai is ko ksi time bhi kia ajn skta hai ye aik good buiness hai
                  • #10 Collapse

                    ji bilkul dear sabar se kam lene chahiye forex market mai aghar ap ki trade loss mai bi chali jati hai to ap us ka wait kare ot analysis kare aghar ap ko lagta hai ke market ap ke fever mai ajae gi to ap chalne de warna close kar de ........
                    • #11 Collapse

                      Yes forex me trading karty waqat humen patience se kaam lena chaye kyoun k jab trader ko trading me ziada nuksan hota hai to wo gussy me aa kar pagal ho jata hai is lye to khety han k patience se kam len
                      • #12 Collapse

                        koi b business ho ya job ho patience boht zyadh zrori hy ess liy k jld bazi mein koi b kaam sai nai hota hy jldi mein insan ghlti kr jata hy ess liy yeh bets hy k ap b jld mein koi kaam nai kro aur pehly aram sy market ko check kro k trend kia hy phr with trend trade open kro agr trend k opposite trade open kro gy to loss hi loss ho ga
                        • #13 Collapse

                          g bilkul dear ap ne theek kaha forex main sabar ki boht ahmiyat hai without sabar or tahamul ke koi bhe trader ek kamiyab trader nhe ban paye ga
                          • #14 Collapse

                            app ki achi trading app k zeyda patience par hi depend kar sakti hey app ko chaye k app ko aagar loss ya profit ho raha ho to torda sabar karny me koi harj nahi hota.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              foerx trading mai patience ki importance bohat he zayada hai. kyu k patience ki baghair forex trading mai successful hona kafi mushkil hota hai. ham ko chahiye k trading ki doran patience sy kaam lain taky ham ko maximum earning mily aur ham loss sy bach jaey.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X