Forex man jazbati ho k kam ni karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Forex man jazbati ho k kam ni karna

    Walaikim Asalam Dear Users!! Kam k waqt serf kam krna chaye or jazbat ko kam. K sath nahe jorna chaye jab hum jazbat ko kam k sath jorty hein to kam me mushkil pesh aa skti hai is leye zaroori hai k kam k time serf kam hi keeya jay or agr kam me koi mushkil pesh ati hai to hume chaye k osko ko soch samjh k solve krna chaye na k... Osko jazbati ho k kuch ghalt result nekal lain... Shukria
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Forex man jazbati ho k kam ni karna

      agar aap soch rahe hain ki aap jaldbazi ke sath jyada se jyada profit ho sakta lenge to bilkul aap galat soch rahe hain kya aap kisi bhi platform per chale jaen agar aap vahan per jyada se jyada profit hasil karna chahti hai to sabse pahle aapko use kam karta lekar jyada knowledge aur experience bhi hasil karna hoga agar aap jyada knowledge or experience a kar lete hain to fir aap kuchh waqt ke bad is kabil Ho jaate Hain ki aap use kam se jyada se jyada profit hasil kar saken isliye aapko trading mein kabhi bhi jyada baat nahin Karni chahie isase aapko kaha jyada nuksan ka samna karna pad sakta hai
      • #33 Collapse

        Re: Forex man jazbati ho k kam ni karna

        Jevil kar Forex trading Mein Hamen jazbati Nahin Hona chahie last se Sabar karna chahie apni Galti ko Sada Ne ki koshish karne chahie Apne kaam par focus karna chahie apni trading skills for improve karna chahie Agar Ham Forex mein chor fayda Aasan karna
        • #34 Collapse

          Re: Forex man jazbati ho k kam ni karna

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Aqibshahzad383 پيغام ديکھيے
          ASALAMO ALIAKUM omeed h yap sb khariat sy hn gy aj ka topic hy JAZBATI NI HONA
          agar Ham aap ne profit course aur loss ko samne rakhte hue kam karenge to hamen main kamyabi mil sakti hai ya nahin hai kya mein apne profile ko samne rakhna hai aur uska bilkul bhul Jana hai yah kaisa kam hai jismein profit or loss donon ho sakte hain hamen emotional nahin hona chahie jagapathi nahin hona chahie hamen sabar se kam Lena chahiye jab Ham sabar se kam karenge hath per karenge aur is kam ko full attention ke sath aage badhate jaenge tabhi ismein hamen fayda ho sakta hai profile karne ke liye jaruri hai ki hamen kam ko jyada se jyada mehnat karna hai jab Ham hai na 23 kam ko aage badhate jaenge tabhi hamesha achcha profit mil sakega.insa ALLAH ap zaroor kamyab hn gy .
          Forex trading ke andar Jo Banda jazbati hokar kam Karta Hai To usko sirf do nuksan uthane par Jaate Hain Ek nuksan uska yah Hota Hai Ke vah Apna account was kar baithata hai aur dusra nuksan usko yah hota hai ki vah Apne account was karne ke sath sath Apna profit Jitna Bhi kamaya Hota Hai vah Sab Kho deta hai isliye mehnat Karte Rahen aur Dekhte Rahe Hain ki aap ko Kis Tarah Achcha bonus Milta Hai FIR Jab trading Ki Baat Aati Hai To Hamesha Soch samajhkar trading ki Karen kabhi bhi galat trade na ki Karan aur Hamesha yah Dekha Karen Jab Bhi aap galat Laga Lete Hain To jajba thi na vah Karen uska kar liya Karen aur correct Kiya Karen..
          • #35 Collapse

            Re: Forex man jazbati ho k kam ni karna

            Ji han bilkul Forex trading Mein Hamen jazbati hokar Kam Nahin Karna chahie isase Hamen nuksan ho sakta hai Hamen koshish Karni chahie ke pahle apni learning ko improve Karen Apne kaam par focus Karen apni galti se subakasalu Karen Ta ke dwara Aisi mistake Na Ho jisse Mein nuksan Ho
            • #36 Collapse

              Re: Forex man jazbati ho k kam ni karna

              assalamu alaikum pyare doston ji mujhko aisa mein jiske andar aap ko kabhi bhi Surat mein aakar faisla nahin karna chahie aapko kabhi bhej baat nahin hona chahie aur na hi aapko lalach karne chahie.
               
              SB dosto ko ek dusry ki post ko like krna chahyay..shukria.

              • #37 Collapse

                Re: Forex man jazbati ho k kam ni karna

                Forex mai jazbati ho kr ni kaam krna chajiye blkeh sensible work krna chahiye aur hosh hawas mai kaam kren taakay mai aap jazbti hokr nuqdan se acha soch smjh kr profot hassil kren .. Forex ek bussiness hai koi satta ni jazbato hokr lga dia kismat hui tou win wrna lose .. Isme sub soch smjh k krna prta hai aur phir ja kr isme kuch haasil hota hai aur aap k pass margin kafi acha hona chahiye agr aap achi trades krna chahty hain tou
                • #38 Collapse

                  Re: Forex man jazbati ho k kam ni karna

                  ji bilkul baat bilkul dost hai Kya Forex mein jis baten hokar kabhi Kam nahin karna chahie agar aap Forex trading mein kamyabi hasil karna chahte hain to apne aap ko theek rakhen kabhi bhi lalach mat Karen aur kabhi jis baat mein faisla mat Karen.
                   
                  SB dosto ko ek dusry ki post ko like krna chahyay..shukria.

                  • #39 Collapse

                    Re: Forex man jazbati ho k kam ni karna

                    Ju members forex mn mehnat k sath Kam krta ha oska utna zyda profit hota ha lihaza sub ko chahiye zyda time forex ko den or apna profit Len flbouns ki Surat for trade lga k apna profit withdraw kr skty han
                    • #40 Collapse

                      Re: Forex man jazbati ho k kam ni karna

                      g ap ke batia thak our is zadi log per ni kartruia ha our is zadi log kar jatia ha opur is zafi log pert ni kartia ha gher say kay jatia ha ap ke natia thak outr is zao jadilar kartia kkio bhui kaam ni hot ghjrtv daty kay jatiav ha
                      • #41 Collapse

                        Re: Forex man jazbati ho k kam ni karna

                        Bilkul forex me jazbati ho kar kam ni karna or jo jazbati ho kar kam karte he wo bht nuqsan uthate he zara c movement par trades ki line laga dete he or agar trade profit me ajae to khushi se pagal hojate he or isi tarah or jazbati ho kar mazeed trade laga dete he lekin jab market reverse hoti he to sari trade loss me chali jati he or is jazbati pan ki waja se acha khasa nuqsan hojata he is lye jazbati ho kar trade kabi ni karna chahye hamesha relax ho kar cool mind k sath trade karni chahye aese hi trade hame profit de sakti he aese ni k jazbat me a kar hum market se panga le bethe or phr market sab kch khali karde hamare account se is lye hame apne emotions par control rakhna bht zaroori he warna bht account wash hojate he is choti c mistake se agar ap forex me agae he to ye sab se important he har trade k lye k wo apne emotions or jazbat par control karna seekhe warna wo trade bht nuqsan uthata he bht sare log kehte he k yr emotions ka trading se kia lena dena hum to trade laga kar chor dete he lekin ye log ye ni jante k aesi trading ko trading ni kehte jese ye log karte h ye to bs time.pas jota he acha trader bana hi TB ja sakta he jab ap.ka apne emotions par control.ho ap ko market ka knowledge ho or ap ka analysis acha ho to hi ap ache trader ban sakte he or agar emotions par hi control ni he to ap kabi bhi ache trader ni ban sakte.
                        • #42 Collapse

                          Re: Forex man jazbati ho k kam ni karna

                          Ji ha Ham forex mein jazbati hokar Kam nahin Kiya jata fresh mein Dil ummid ke sath kam Kiya ja sakta hai Kiya ja sakta hai hamen chahie hamen ismein ammi aur aadharit sawal Karen Jo log insan kabhi bhi Jo logon parasmani waghodia Gujarat mein apne hote mein chahieforex koi aisa baje Jo hamen raat raat nahin banaa sakta hai isliye log raat kar rahe hain hamen chahie hamen bhi acche se Dil laga kar kam Karen auraur jalpari ke sath kam Karen ismein Ham apne knowledge ke sath kam kar sakte hain garam learning ke sath kam karenge to hamen jarur kamyabi aise log iska kya matlab nahinismein na kami milati hai aur ka Mela teeyan iska kya matlab Ham jaane hamen chahie hamen Milana hai hamen Koi koshish karne wala
                          Last edited by ; 16-08-2020, 06:26 PM.
                          • #43 Collapse

                            Re: Forex man jazbati ho k kam ni karna

                            Assalm o alaikum umaid krta hu AP sab khairiyat se hongy ap ki baat bikul thk h forex ma humay jldbzi ni krni chaiye humay soxh samj k Kam karna chaiye Tak k humay faida iske alava real Fox member Bharat mein bharti hokar Kam nahin Karen bata raha hai ke aap tasalli kisan kaun se jyada mehnat karke kam karen to kya fayda hasil kar sake beta hai kya aap jyada se jyada meena karke achcha quality work karke bonus game Karen aur jisse aap achcha laga to kya antar 8 ki vajah se aap achcha kam karke acchi earning kar sake
                            • #44 Collapse

                              Re: Forex man jazbati ho k kam ni karna

                              Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai agar aap Forex Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko Forex per kam karte waqt apni emotions ko Apne control Mein Rakhna chahie aur apne emotions Mein Aakar Forex per Forex rules ke against Kam Nahin Karna chahie aur Hamesha Soch Samajh Kar aur proper planning ke sath Forex per kam karna chahie tabhi Ham Forex Mein kamyabi Hasil kar sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Forex man jazbati ho k kam ni karna

                                Assalamu Alaikum ummid karta hun aap sab bhai khairiyat se Honge ji bhaijan aapane bilkul theek Sawal kiya hai ki Forex Mein jaldbazi Nahin Karni chahie Agar Ham jaldbazi Karenge To Hamara hi nuksan hoga isliye main chahie kya MS Abrar se kam le chal Basi bilkul na Karen Taki Hamen nuksan Na Ho Hamen profit Hasanpur

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X