luck or Struggle

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    luck or Struggle
    forex mai kea hamay luck se depend krna chiea ya mehant kr k forex ko seekh kr ko experience hasil ho os per depend hona chiea
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    apko luck pe depend nahe karna bilka apne khob mehnat karna ha apko chahye ka ap khob mehnat karo or apne khobmehnat kar ka mehnat karna ha forex ko bht faide hoga apko mehnat se bht faide hoga
    • #3 Collapse

      jha tak mera khyal hai luck be boht bother kerta hai trading main lakin hume luck se zyada hard working kerni chahiy akun k iss business main akk hard working he hai jo k kbhi be sath nai chorta iss leya iss k sath he rahna chahiy a:)
      • #4 Collapse

        merab tuu ye kehna hai k hmyn luch pe depend kbhe nahe rehna chahye hmyn mehnat klarni chahye mehnat sey he hum success hasil kar saktey hein suuceess khud nahe millti uss k liyee mehnat karni parti hai oor struggle bhe tab he sab ho sakta hai ...
        • #5 Collapse

          If success is a coin, luck is the dark side of it. It's anything you don't know or can't explain. Maybe in retrospect, you find it is just something ridiculously simple. But you simply didn't know them yet back then, and it's generally considered as "luck". The lottery winner or successful founders may believe or try to believe they had the number, which is simply not true. The result could easily change if the dice is run again.
          • #6 Collapse

            forex mein luck say ziyada hard work ki zarorat hai,ap jintni mehnat aur koshish ay seekhein gay apko otna he ziyada experience ho ga,is liye ache experience k liye humeun demo account pe ziyada say ziyada practice karni chaiye
            • #7 Collapse

              Assalam u alikum friend, humein forex business me aa ker luck par depended reh ker trading nahi kerni chahiy iss se hum hamesha kuch seekh nahi paaty or bas tukkon par kaam chalaty hai, forex business ek bohat acha business hai iss me hard working bohat zaroori hai sirf luck se kaam kabhi nahi chaltana forex me na kahen or luck or struggle dono kmayaabi k liye aroori hain.
              • #8 Collapse

                jaha tk mera opinion hy forex treding mein humy bs luck ki bunyad per he enter nhe ho jana chaheya ku k forex mein agr ap by chance luck ce profit hasal kar lety hey tou ye ek achi baat hy but hamesha luck pe he umeed rakhna aor mehnat na karna galt hy ku k mehnat ce ap her bar profit kama sakty hey but luck ce bs ek bar ya dou bar
                • #9 Collapse

                  Assalam-O-Alaikum me nahi samjhta jnab key forex trading me koi luck be chalti hey q key is me jab tak ap acha learn nahi karo gey aur is me hard work nahi karo gey tab tak ap is me earn nahi kar saktey.
                  • #10 Collapse

                    Forex trading aik international level ka high class business hy jes main struggling our hard work biht zeada zarori hain sath main ager Allah pak ki madad ho ge to pher he destination milte hy
                    • #11 Collapse

                      Iss trading main aap ko experience hasil karnay kay leay aap ko mehnat karrain aur aap ki luck bhe iss main kaam karti hay aap iss main knowledge aur skills bhe hasil karnay ki zaroorat hoatui hay tab he aap iss trading main kamyab hoatay hain
                      • #12 Collapse

                        bhai g luck he forex main sab kuch nahi ha ya per bohat zeada struggle ka b hath hota ha jo shakhas iss business main boht zeada koshes kerta ha wo he iss main apna loha manwa sekta ha uss k elawa koi kuch nahi ker secta....
                        • #13 Collapse

                          ap ki bat bhi teek hai magar mere khayal say forex me mehnat buhot zaruri hai jahan tak bat hai luck ki tou luck tou har jaga har kam or phir har business me involve hota hai magar forex me hum apna luck khud bana sakte hai apni mehnat or struggle se .........
                          • #14 Collapse

                            Dear friend aap ne aik achi baat ki hai aap ne kaha hai k luck or Struggle to mai is baray main youn kahoonga k forex mai luck bohot ahmiat ka hamil hai is mai struggle bhi krni chaahiye.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading main to luck ko hum kmaybi nahin keh saktay hain is k liyeh work hard ki zaroorat perti hai ager mehnta say kaam layain gay to luck b hmra saath day gi.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X