candle stick kya h r isay ksay use krna hai... ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    candle stick kya h r isay ksay use krna hai... ???
    Aoa All memberss...
    kya koe guide kr skta h k candle stick kya h r isay ksay use kiya jata h is k faida kya h markeet k trend ko hum. is c analysis kr skte hain ya ni r exact trade buy krni h ya sell is c hum kr skte hain ya nahi...???
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: candle stick kya h r isay ksay use krna hai... ???

    Chart main specific time frames main hony wali price movement aik bar ki shakal main zahir ho rahi hoti hay. In bars kay patterns ko candle stick kehty hain. Ager in patterns ko samjha jaye or inky bary main strong knowledge and experience mil jaye to forex market ki behter prediction possible ho sakti hay.
    • #3 Collapse

      Re: candle stick kya h r isay ksay use krna hai... ???

      Candlesticks trading movement ko batati hai candlesticks se ham price ki movement ko dekh sakte hain aur candlesticks ke moment se ham apni trading ko dekh sakte hain agar candlesticks ki movement ko ignore kiya jaaye To hamen lost bhi ho sakta hai isliye jo bhi trade open karne se pahle kya uski homemade ko bhi dekh lena chahie general uski movement ek time frame hai jiske sath ham Apne a price ki movement ko dekh sakte hain aur trading ki movement ko bhi ham Kendra stick se analyse kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: candle stick kya h r isay ksay use krna hai... ???

        Bahut Achcha Sawal kiya hai candlestick jo hai mere bhai yah Japanese uske upar kam karne ke liye bahut jyada jarurat Hoti Hai Iski Agar Ham candle ka knowledge Hasil kar le aur price action ko bhi Ham Sikh len To Ham acche trader Ban sakte hain usse Hamare losses ke chance taqreeb antaxari band Khata Nahin Ho Jaate Hain Agar Humsafar se aur jo Aansu lohavat price action aur candlestick Hamen sikhate Hain To Ham isase Achcha Kama sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: candle stick kya h r isay ksay use krna hai... ???

          Dear friend Jaisa ki aap Jante Hain Ki market Kabhi Bhi Ek straight line Mein Munh nahin karti Bal ke usmein bahut Sare absent on Jaate Hain Agar Ham chat Mein Dekhen to aur vah Chahat Mein Jo saves banati Hai unko candles Kaha Jata Hai Har candles ki ek alag definition hoti hai ki agar Is Tarah Ki shape Banegi to Fir aapko cell karna chahie Agar Chhoti Se Banegi to aapko by karna chahie Har ek hi apni definition hoti hai vah aap ko dekhni Hoti Hai search kar rahi hoti aur FIR usse Baki forecast Karti hoti hai price direction Lagani Hoti Hai trade start karne se pahle
          • #6 Collapse

            Re: candle stick kya h r isay ksay use krna hai... ???

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Adeelkhan1214 پيغام ديکھيے
            Aoa All memberss...
            kya koe guide kr skta h k candle stick kya h r isay ksay use kiya jata h is k faida kya h markeet k trend ko hum. is c analysis kr skte hain ya ni r exact trade buy krni h ya sell is c hum kr skte hain ya nahi...???
            Assalam o Aluikum! Dear forex members, forex per start man hamara knowledge aur experience ki kami ki waja sa kafi moshkilat k samna kern perhta ha lakin ager saber sa kam len to ahesta ahesta hamari success b shoro ho jae gi aur ham b forex per acha bonus aur acha profit earn karen ga. Is liye hamen pehla forex forum ko smajhna chheye k is man ak mehnat ham na weekly bonus kamana k liye kerni ha aur dosri mehnat achi trading seekhni han. Ager ham dono man kamyab hon ga to he ham forex sa kuch earning le sakt han. Acha bonus k liye hamara daily targets ko por kerna, post aur thread ka informative hona, spelling mistakes n hona, asan lfaz k istemal, post ka thread k related hona aur thread k unwan ko post kerna sa pehla search kerna shamil ha. Aur achi trading k liye trade knowledge hasil kern aur Demo Account bana daily ki practice kerna demo account per.
            • #7 Collapse

              Re: candle stick kya h r isay ksay use krna hai... ???

              A candlestick is a type of price chart used in technical analysis that displays the high, low, open, and closing prices of a security for a specific period...
              Is mein Ap Market ki movment ko dekh sakty hain k market Up ja rahi ha ya down... Isk zariye ham apni price ko b dekh sakty hain.. jisk zariye ham apna traget achive karny mein kamyab hoty hain.. Or apni trade ko Open, close kar sakty hain.. candle stick Aik kamyab Trading mein buht ehmiyat ki hamil hain.. agar ham Candle stick ko ignore kar dein gy tu ham market ka analysis nahi kar sakein gy.. jiski waja sy hamein loss ka samna karna par sakta hai... Forex trading mein candle stick ka tajrba or forex k tamam steps ham Achi learning or Practice k zariye he hasil kar sakty hain, or kamyab Trading karny k Qabil ho sakty hain...
              • #8 Collapse

                Re: candle stick kya h r isay ksay use krna hai... ???

                Bhai candle stick hame market ko napti ha candle stick jo japani candle stick jo ek japan k business man ne ejad ki thi r sub se ziada use hone wali chart pe sb se ziada use krte han es candlestick se technical analysis kia jta ha ye candlestick jo analysis main b kafi madad krti ha bhot hi ziada use hone wali candlestick jis se har trader use krta ha candlestick jo k forex ki zuban ha es ki zuban ko samjh k ham ham tarding krte han r market se profit nikalta ha candlestick main kafi shakal pai jTi han jis se ham ko analysis krte han r market se profit othte han r es ek doji candle ha r ek engifing b ha es yrah ki jo candle hoti han wo hame market main entry dini ki nishania pida krti han r ham ko batati han ham tarde kahan se kses open kren r kese profit nikal skte han 💯
                • #9 Collapse

                  Re: candle stick kya h r isay ksay use krna hai... ???

                  G bhai apne bahot hi acha sawal pocha hai aur kahs kar new member's ko janna bahot zaroori hai basically in ka maqsad humen market trend k bare main agah karna hota hai k hum market k trend ko analysis kar saken aur is k bareain ainda k liye koi plan bana saken ye chote chote dabon ki shakal main aik garaf pe show ho rahi hoti hai aur in sath time aur us waqt ki currency ki price chal rahi hoti hai jis se hum is ki movement ko achi tarah samjh sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: candle stick kya h r isay ksay use krna hai... ???

                    Real forex trading mein candlesticks ko understand karne ke liye Jo pattern hota hai usko candlestick kahate Haincandlesticks ke moment se ham apni trading ko dekh sakte hain agar candlesticks ki movement ko ignore kiya jaaye To hamen lost bhi ho sakta hai isliye jo bhi trade open karne se pahle kya uski homemade ko bhi dekh lena chahie general uski movement ek time frame hai jiske sath ham Apne
                    • #11 Collapse

                      Re: candle stick kya h r isay ksay use krna hai... ???

                      My dear friends I hope you will be happy and enjoy the unlimited profit in the forex trading. Dear friends candles forex market mn H1 ka be hota ha, H4 be hota ha M1 be hota ha, means ka candle timing per depend karta ha. Friends agar ap forex trading mn kamyabi hasil karna chahta hain tu ap ko chahie ka ap candlestick patterns ko lazmi study karen. Agar ap candlestick patterns ko study karen ga tu ap ko forex market ka trend ko judge kar sakhn ga or easily profit hasil kar sakta hain. Is liya ap mare instructions ko follow karen or candlestick patterns study karen. Agar ap mare instructions ko follow karen ga tu ap zaroor kamyab hn ga. Zindagi rahe tu per milta hain ab tak ka liya chawalali ki taraf se Allah Hafiz#
                      • #12 Collapse

                        Re: candle stick kya h r isay ksay use krna hai... ???

                        friends jab ap Forex mein trade lagate Hain to aapko vahan aik chart milta hai aur usko chart par market ki movements ko show kya jata hai unko bars ki form mein dikhaya Gaya hota hai aur vah jo hai vah candlesticks Hain agar vah candlesticks up ja rahe Hain to matlab market b up movement mein hai aur agar down hai to it mean ke market b down ja rahi hai aur vahan se aapko market ko analyse karne mein asan hota Hy tabhi apko yahan sy milti hy
                        • #13 Collapse

                          Re: candle stick kya h r isay ksay use krna hai... ???

                          Forex trading mein price ke increase or decrease se Jo bhi ek diagram banti hai use candlestick kahate Hain agar price increase rahi ho rahi ho to bullish candle banti hai aur agar price decrease ho rahi ho to bera scandal banti hai bullish or bearish candlesticks ke banne se chart pattern banta hai agar aap Forex trading mein ek achi trade karna chahte hain to fir aap chart patterns ko different time frames ke andar study karte hain aur market ke trend ko identify kar sakte hain jab aap market ke trend ko follow karte hue trading karte Hain to fir aap ko acha profit hota hai candlesticks ka knowledge Hona Forex trading mein success ke liye bahut jyada jaruri hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: candle stick kya h r isay ksay use krna hai... ???

                            Candlesticks trading movement ko batati hai candlesticks se ham price ki movement ko dekh sakte hain aur candlesticks ke moment se ham apni trading ko dekh sakte hain agar candlesticks ki movement ko ignore kiya jaaye To hamen lost bhi ho sakta hai isliye jo bhi trade open karne se pahle kya uski homemade ko bhi dekh lena chahie general uski movement ek time frame hai jiske sath ham Apne a price ki movement ko dekh sakte hain aur trading ki movement ko bhi ham Kendra stick se analyse kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: candle stick kya h r isay ksay use krna hai... ???

                              Candle stick kiya kh rhi hai iss ko kasya use krna hai bohat acha swal Kiya aap nay aap ko candle stick ko study kar ka trada lagay gay tu aap ko àcha experience hasal kray candle stick ka baray mein tu ap uss ko àchi Tara study kar ka kamyabi hasal Kar saktay hai agar aap candle stick ka baray mein experience hasal nhi kray gay tu aap achi trading nhi kray gay tu aap ko nakaami hoti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X