Re: Bagher stop loss(SL)r take profit(TP)k tarde open mat kren.
Dear, forex market jis hissab say aik bahut barri market hay is main kaam karnay k liye jab tak ham isk lose ko control karnay main kamyab nai hain ham isay kabhi bhi kamyab hotay huway nai daikh skatay hain jisk liye apki baat aur apk experience k hissab say hamko is main risk lainay say pehlay propper stoplose aur take profit ka istemaal karnay say he ham is market main say kamyabi ko hasil karnay main kamyab ho skatay hain.
Yeha aik alag baat hay k forex market main kaam kartay hwuay har aik traders k mined main lalach ajat hay qk iska profit hay he unlimited jisko daikh bahut barray barray traders bhi apnay aap say bahir ho jatay hain jiski wjaha say wo apnay knowledg eaur experience ko peechay chorr kar market main ziada say ziada risk lainay ki wjaha say stoplose ko lagana chor daitay hain jiski wajah say sab ko apnay account ko washed hotay hwuay daikhna parta hay.
Maine apnay experince k hisaab say yeh daikha hay k agar ham market k baray main ziada acha knowledg rakhtay hain to tab bhi hamin is market main kaam kartay hwuay kabhi had say ziada aitbaar na karnay ki ghalty kabhi bhi nai karni chaye qk jab market main ziada movemnet start hoty hay to hamko hamara stop loss he bachata hay jis say ham thora bahut nuksaan bardahst karnay k baad market ko chorr daitay hain aur agli trades main usi lose ko ham achay tareekay say recover karnay main bhi kamyab ho jatay hain, laikin agar ham is main kaam kartay hwuay stoploss ka istemaal karnay ki adat ko chorr daitay hain to ham market ki sahi positions say sahi earning ko kabhi mumkin nai bana saktay hain wo is liye k jab market main earning ka time ata hay tab ham market main nuksaan karnay k baad out ho chukkay hotay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим