Trading mein teen kism ke order hote hain
Market order
stop order
Limit order
Market order market Mein maujuda rate mein kisi currency ki kharid o farokhat ko market order Kahate Hain Aapke platform mein jo currency rates zahar ho rahe hain ine per agar aap trade karte hain to ise market order Kahate hain
Stop order:- ismein maujuda rate se Upar ta to buy Kiya jata hai ya phr maujuda rate se niche sell Kiya jata hai Misal ke Taur per Euro USD ki maujuda kimat 1.3070 hai aap Chahte Hain Ki Jab yah 1.3050 pe pahunche to aap sell Karen iske liye yah to aap computer Ke Samne baith kar Intezar Karenge ya phr stop order Laga Denge Jab price 1.3050 pe pahunchegi to aapki trade Khud BA Khud open ho jayegi
Limit order:-
ismein main Mujuda rate se niche buy Kiya jata hai ya mahjuda rate se upar sell Kiya jata hai masalan Jab Euro/USD ki maujuda kimat 1.3070 hai aap Chahte Hain Ki Jab yah 1.3020 per pahunche to aap buy Karen iske liye aap limit order Laga Denge Jab price 1.3020 per pahunche Gi to aapki by trade Khud BA Khud open ho jayegi

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим