Market Ko Samajhne ke Lye Kon se tools Use Hkte Hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market Ko Samajhne ke Lye Kon se tools Use Hkte Hain?
    Asalam O Alakum
    Dear forex members hamain hamesha market par soch samajh kar trade lagana chahye lekin market ko samajhne ke lye hamain mukhtalif method use karne parte hain agar hamara jo bhi andaz hai ya phir jo bhi khas method hai agar woh kargar sabit ho to ham market ko samajh jate hain ke ab market kis janib move karne wali hai .
    Yahan par ap ko ek khas cheez batana chahon ga ke jitna ap apni zati tajarbaat se market ko samajhne ki koshish karen ge ap ka kaam utna zyada acha hoga our ap market ko easily samajh sakian ge our kuch cheezian esi hoti hain jin ko jitna bataya jai to woh kabhi bhi samajh ne ati lekin agar us par khud mind ka use kia jai to us main bhot jald ap kisi bhi cheez ko samajh sakte hain asal main mere kehne ka matlab ye hai ke jitna ap market ko khud se samajhne our analyse karen ge to hi ap market ko samajhne main kanyab ho sakian ge is kye hamain khud apne new method use kaerne chahye our difirent methods par kaam karna chahye.
    Esa Tools Jis Se Ap Market Ko Betreen Tariqa se Samajh jate hain.

    dear forex members hamain trading chart par bhot zyada tools dekhne ko milte hain jin ki madad sw ham market ko achi tarhan analyse kar lete hain to woh tools hain jis ki madad se ham defirent candles ko open karte hain hain agar ap har tarhan ki candles ko open kar ke us ko ap peche guzre howe waqt main dekhian ke to ap ko lazmi andaza ho jai ga ke ap market ne kis janib move kare gi our agar ap market trend ko samajhna chahye hain to ap jitni bhi badi candles ko dekhian ge to utna ap achi tarhan market ko samajh sakian ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market Ko Samajhne ke Lye Kon se tools Use Hkte Hain?

    Forex market ko samjny key ley technical tools ka be use kia jata hay aur economic calendar tool ka be use kia jata hay, technical tools hamary ley bahot se ho sakty hey, indicators, time frames, charts, candlestick chart pattern aur fundamental tool economic news calendar hi hota hay jes key through ham market ko samjny me kamyab ho sakty hey, market ko samjny ka matlab aur faida ye hota hay key ham jo be order place karen gey ye profit me jaye ga aur esy trades ko place karny key ley ham tools ka hi use kar sakty hey esi key base par hamy market ko understand karna possible ho sakta hay aur ham news key madad se apny har trades ko be profit me close karny ka advantage hasil kar sakty hey, technical tools be hamary bahot kam a sakty hey aur economic calendar ki ehmeyat se be ham ko inqar nahi karna chaye, market ko understand karny key ley jo be tools hamy milty hey ye zaror use karny chaye esy hi tools ko follow karny se hamari kamyabi yakeeni ho sakti hay aur ham khud ko expereinced traders be bana sakty hey tools key bary me complete information aur learning karna bahot zarori hoti hay es cheez ka hamy real account me bahot advantage hasil ho sakta hay, har technical tool be use karna chaye aur fudamental tool ko be use na karny ki ghalti nahi karni chaye ye sab key sab tools hi hamy market ko samjny me bahot help de sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Market Ko Samajhne ke Lye Kon se tools Use Hkte Hain?

      All Forex friends Hamesha trading karne ke liye aapko market ke bare mein analysis lene padte hain aur indicators ko follow karne ke bad hi aap apni trading Mein kamyabi Hasil kar sakte hain kabhi bhi aap market ko samjhe Bina trading Mein successful Nahin ho sakte agar aap market ko samajhne ki koshish karen to aapko bahut jyada information aur knowledge Milega aur aap apne liye trading ki ek bahut acchi planning aur ek bahut hi acchi strategy banaa sakte hain Hamesha aapko trading Mein successful hone ke liye market ki condition ko analyse karna padta hai acche tarike se market ko analyse karne ke bad hi aap apni trading mein jyada fayda Utha sakte hain kabhi bhi Bina soche samjhe trading na Karen Hamesha market ki condition ko aur Market ki trend ko follow Kiya Karen aur uske bad apni trading ko perform Kiya Karen

      Abhi Ham market ko samajhne ke liye Jo zaruri tools han unko kaisy follow krna ha aur kaisy use karte hain unke bare mein thoda baat karte hain

      Jab Bhi aap Koi new trade Lagane ke bare mein sochte hain to sabse pahle aap market ki condition ko dekhte hain Uske bad Jo fundamental analysis or technical analysis Hain unko Ham acche tarike se analyse Karte Hain candlestick Ki movement ko aur uske pattern ko dekhne ke bad ham apni trading co perform karte hain Iske alava Ham Jo indicators use karte hain jaise ki bearish ya bullish movement ko ham follow karte hue Jo theory use karte hain aur uske bad apni trading ko perform Karte Hain To yah Aise tools Hain jinko follow karna bahut Jaruri hota hai agar aap professional trader Hain To aap ko pata Hoga Ki Jab Bhi aap trading ko perform Karte Hain To Hamesha market ke Trend ko follow karte hain aur Jyada Se Jyada koshish Karte Hain ki agar Ham candlestick ki movement ko acche tarike se judge karne ke bad aur indicators ko use karne ke bad trade Lagate Hain To Hamen Jyada Se Jyada profit milane ke chance Hote Hain

      Technical analysis mein Hamen bahut Aise tools Milte Hain ki jinko agar Ham use karte hue apni trading ko perform Karte Hain To Hamen market se bahut jyada fayda mil sakta hai jo bhi professional trader kam karte hain unke pass kam karne ki aisi behtarin secret hoti hai ki wo Jab Bhi Koi trade Lagate Hain To usse unko Jarur profit Milta Hai technical analysis karte hue aapko indicators ko Jarur follow karna chahie Hamesha simple indicators ko use Karen jo aap ko aasani ke sath samajh ayen aur Jinse aap Jyada Se Jyada fayda Hasil kar Saken Bearish aur bullish pattern ke indicator bahut hi jyada faydemand hai aur yah bahut hi simple strategy ke sath kam karte hain Iske alava Head and Shoulder pattern bahut hi behtareen hai Jisko agar aap follow karte hain to aapko bahut Achcha result mil sakta hai aur apni trading Mein easily successful ho sakte hain aur apni market ke analysis acche tarike se le sakte hain aur apni trading ko successful banaa sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Market Ko Samajhne ke Lye Kon se tools Use Hkte Hain?

        Dear Market ko smjhanay kelye kafi zeada tools hen jin ki madad say ham forex ki marekt ko analyse kar kay ek kamyab trade kar saktay hen agar tools pay depend kea jaye to ham kafi sary tools ko use kar kay forex men behtreen munafa kama saktay hen aor bhi kafi saray method hen earning karnay kelye agar ham account ko copy system pay laga len ya kis expert raraders say rabata kar kay ham trade karen to ham kafi munenafa kama sakty hen tools men ham zeada tar RSI ka use karty hen ais ko bary bary trader apnay apnay experience kay mutabik use kartay ais men do levels hen 30 and 70 ka 30 wala level over sold lvel hay aor 70 over bought ka level hay agar ham totaly ais pay trade karen to hamen kisis had tak kamyabi ho saktki hay magar sath men agar aor bhi tools ko use kar lea jaye to ham acha result dekha saktay hen jesa kay stochastic hay hay moving average hay waghera. ye sab to technical analysis hen agar ham fundamental analysis karen to bhi mazeed acha result milay ga kyn kay fundamental analysis bhi Forex ki market pay kafi zeada asar andaz hotay hen aor ainka result Forex Factory ki website men wazea tor pay dekha ja sakta hay so hamen achi tara sy soch smjh kar he kam karna ho ga tab he forex men kamyabi ho ge.
        • #5 Collapse

          Re: Market Ko Samajhne ke Lye Kon se tools Use Hkte Hain?

          dear forex trading market ko samajhne ke liye indicators ka use hota hai agar aap ismein acchi tarah market contest and karna chahte hain to aapko hamesha koshish karni chahie key indicators ka use bahut jyada Karen kyunki forex trading mein Koi bhi trader hamesha chitra understanding karne ke liye pahle forex trading mein basic indicators ki madad se train ki movement Kanda sa lagaya ja sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Market Ko Samajhne ke Lye Kon se tools Use Hkte Hain?

            Market Mein Apna Kam Shuru karne ke liye aapke liye yah bahut Jaruri hota hai kya aap market ko acche tarike se dekh le aur usko samajhne ke liye aapko ismein Jyada Se Jyada time invest Kare the best opportunities ke selection Karni chahie Aur intools Ka istemal Karke aapko market ke analyses ko complete karna chahie
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Market Ko Samajhne ke Lye Kon se tools Use Hkte Hain?

              Assalamu Alaikum dear brother main aapko batana chahta hun kya answer ko chahie kya Forex Mein Dil Laga kar mehnat ke sath Naam Karen Kya Karen Saheb Forex Mehndi Laga kar mehnat ke sath kam Karenge To Hamen Forex acchi kamyabi Hasil Ho Gai aur ham Forex mein apni life ko change kar Sakenge Apna future bright Karta Hai Doston Sabko Forex Mein 6 August kam karna hoga Kyunki Agar Ham Sab Ko Raksha Mein 4 best kam Karenge tab jakar Hamen acchi aur best kamyabi Hasil Hogi

              اب آن لائن

              Working...
              X