Over confident always loss in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over confident always loss in forex trading
    Assalamu Alaikum dear friend mera aaj ka unwan hi overconfident Hamesha last Mein Chale Jaate Hain Kyunki overconfident kabhi bhi Kamyab Nahin Hote Kyunki vah trading Ko Nahin samajh sakte anman apni overconfident ki vajah se vah Hamesha Piche Rah Jaate Hain aur kabhi bhi profit nahin kar Bade Jiski vajah se vah loss Mein Chale Jaate Hain overconfident Insan Duniya Mein Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakta Ek Waqt Ke Liye vah Kamyab ho sakta hai lekin Puri Jindagi vah Kamyab Nahin ho sakta overconfident Banna Hamare liye bahut Mushkil ban jata hai Forex trading Mein Jo Bhi Bandar overconfident hota hai vah Bandar Hamesha loss Mein Chala Jata Hai thank you so much
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over confident always loss in forex trading

    hamy is mai kabe be over confidence sy kam nahe karna chahey hamy kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna chahey hum is man aik din mai aik account mai 50 posts or 4 threads karty hai hamy is main active ho kar kam karna chahey hum gar bath kar is main kam karty haun is main kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote
    • #3 Collapse

      Re: Over confident always loss in forex trading

      Hamen market Mein confidence ke sath kam karna chahiye Bihar profit Sakenge for online business hai aur yah kabhi bhi khatm nahin Hoga Ham ismein raat mein bhi kam kar sakte hain aur ham ismein Din Mein Bhi kam kar sakte hain Hamen market ki movement ko Samajh Kar market Mein kam karna chahie ya bahut bada business hai
      • #4 Collapse

        Re: Over confident always loss in forex trading

        Kuch log forex trading men aik ya 2 trades men acha profit kama letey hen aur over confidence ho jatay hen woh samjhtay hen k woh kamyab traders ban chukay hen lekin jab next trades men loss hota hey tu preshan ho jatay hen iss liay self confidence ko improve karen aur over confidence se perhez karen tu zaroor achi trading kar k acha profit kama saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Over confident always loss in forex trading

          Je han. Forex trading ma over confidence situation sy bachna chahe. Forex trading ma over confidence acct ko kha jata hai. Forex ma knowledge or experience k bena trade karny ki khosis karyn gy to es ko he asal ma over confidence kehtyn hain. Jo trader over confidence ki baje self confidence mo apnatyn hain wo he hamesa knowledge gain karny k bad he trade kartyn hain.
          • #6 Collapse

            Re: Over confident always loss in forex trading

            Salam friends umeed hai AP sb khirat see hon gey g Han dosto humy market me Kam karty howy over confident nai hona chaiy q k humara over confidence hi humy nakami ki taraf ly jata hai r humy loss be over confident ki waja se milta hai
            • #7 Collapse

              Re: Over confident always loss in forex trading

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Catcher پيغام ديکھيے
              Assalamu Alaikum dear friend mera aaj ka unwan hi overconfident Hamesha last Mein Chale Jaate Hain Kyunki overconfident kabhi bhi Kamyab Nahin Hote Kyunki vah trading Ko Nahin samajh sakte anman apni overconfident ki vajah se vah Hamesha Piche Rah Jaate Hain aur kabhi bhi profit nahin kar Bade Jiski vajah se vah loss Mein Chale Jaate Hain overconfident Insan Duniya Mein Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakta Ek Waqt Ke Liye vah Kamyab ho sakta hai lekin Puri Jindagi vah Kamyab Nahin ho sakta overconfident Banna Hamare liye bahut Mushkil ban jata hai Forex trading Mein Jo Bhi Bandar overconfident hota hai vah Bandar Hamesha loss Mein Chala Jata Hai thank you so much
              Assalam o alaikum dear forex members humain forex main lalach se buchna chaiyae ur over confidence ni hona chaiyae bulkay confidence k sath trading start karni chaiyae Q K agar hum over confidence ka shakar ho jain gy to phir humain loss hoga ur hum very large lot size ki trading lagain gy agar hum kamyab hona chahtay Hain to humain is main bht jyada Mehnat karni chaiyae ur smaller lot size wali trading lagani chaiyae
              • #8 Collapse

                Re: Over confident always loss in forex trading

                Ji ap ne bilkal thek kaha hea over confidence insan ko kabi kabar nuqsan poncha deta hea jub koi kam karen itmenan sakoon ke sath karen baz aoqat banda ghalt kam kar raha hota hea to wo smjhta hea ke mein thek hon yia uske ander ka over confidence hota hea jald bazi bilkal bhi na karen sakon ke sath analyses karen markeet ko samjhe us ke bad trading karen
                Last edited by ; 11-08-2020, 06:29 PM.
                • #9 Collapse

                  Re: Over confident always loss in forex trading

                  Ap ki baat theak hai k forex market mai over confidence ho kr trade krney sey apo kamyabi nahi hasil kr sakty ho. Ap forex market mai jab bhe3 trade krey tou confidence sey trade krey tou ap forex mi achi earning hasil kr sakty ho.
                  • #10 Collapse

                    Re: Over confident always loss in forex trading

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Catcher پيغام ديکھيے
                    Assalamu Alaikum dear friend mera aaj ka unwan hi overconfident Hamesha last Mein Chale Jaate Hain Kyunki overconfident kabhi bhi Kamyab Nahin Hote Kyunki vah trading Ko Nahin samajh sakte anman apni overconfident ki vajah se vah Hamesha Piche Rah Jaate Hain aur kabhi bhi profit nahin kar Bade Jiski vajah se vah loss Mein Chale Jaate Hain overconfident Insan Duniya Mein Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakta Ek Waqt Ke Liye vah Kamyab ho sakta hai lekin Puri Jindagi vah Kamyab Nahin ho sakta overconfident Banna Hamare liye bahut Mushkil ban jata hai Forex trading Mein Jo Bhi Bandar overconfident hota hai vah Bandar Hamesha loss Mein Chala Jata Hai thank you so much

                    Walekum assalam dear member ji bilkul theek kaha hai aapane a overconfidence trading mein Main Hamesha Los dikhata hai Hamen trading karte waqt overconfidence Nahin dikhana chahie aur confident Raider kabhi bhi Kamyab nahi ho sakta ka usko Hamesha loss hota hai isliye hamen bhi Forex trading mein overconfident nahin banna chahie BEL ke aaram se Soch Samajh Kar trading ko karna chahie.
                    • #11 Collapse

                      Re: Over confident always loss in forex trading

                      G han Pakistan forex trading me overconfident log markeet ki movemenmt ka analysis kiay bina kaam krty hain wo trading ki movement ko follow na kerty hoay jaldi krty hain jiss sy un ko trading me nuksaan milta hy es lioay hmain anallysis kr k kaam krna chay
                      • #12 Collapse

                        Re: Over confident always loss in forex trading

                        Ji han doston Forex Mein kamyabi ke liye aapko daily basis Star market analysis karna hota hai Jyada Se Jyada time trading ko de mehnat Karen aur Achcha trade Karke Ek accha profit Hasil karne ki koshish karen jisse aapko kamyabi mil sake aur aap acchi earning karne ke Kajal Ban Saken
                        🌼 Never Give Up 🌼
                        • #13 Collapse

                          Re: Over confident always loss in forex trading

                          Hello dear Forex members 😇
                          Yes dear over confidence hamesha loss ki hi jnib lay Kay jata hay Jo bhi kam Karen full mehnat say kren or soch smj Kay jaldi bazi bhi kbhi mat Karen. Trading krty time aksar log over confidence ki wajy say over trading Kar bathty Hain jis ki wajy say un ko loss ho jya hay ga market ko smj Kay kam kren gain to hi Humen profit hasil ho pay ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Over confident always loss in forex trading

                            Overconfidence aapko kabhi bhi Kuchh Nahin De sakta balki iski vajah se aapko always loss hi uthana padta hai Forex trading ki is market mein agar aap is always acchi kamyabi Hasil karna chahte hain to uske liye aapko chahie Kya overconfidence se avoid Karen aap Jab ese avoid Karenge aur confidence ke sath Apna Kam Shuru Karenge Tu Is Tarah Se aap ko acchi kamyabi milegi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Over confident always loss in forex trading

                              My dear friends I hope you will be fine and doing his best in the forex trading due to the source of the instaforex. Dear friends ap agar confidence ka sath trading karen ga tu ap maximum profit hasil kar sakta hain. Lakin agar ap over confident ka sath trading karen ga tu ap ko loss ho ga. Is liya ap mare instructions ko follow karen or apna confidence level ko mentain karka trading karen ga tu ap zaroor kamyab hn ga. Zindagi rahe tu per milta hain ab tak ka liya mare taraf se Allah Hafiz#

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X