aik pc per do forum open kar sakte hain ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik pc per do forum open kar sakte hain ??
    aik pc per do forum open kar sakte hain ?? agar haan tu plz zaror batayen kahin humare account band tu nahi ho jayen ge na /???:confused::confused:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    nai jnab hum akk he ip address per do different posting account open nai ker sekte ager hum asa kerte hain to humara account banned ho jata hai lakin jha tak swal akk he forum account ki do windows ki hai to shahid hum asa ker sekte hain :)
    • #3 Collapse

      ji bhai ji si main kuje itna nhi pata hia qk maine kbi bhi is trha se kia nhi hai i smain ye hot ahai k is main profit kamany k luye ap ko is main ziada se ziada mehnta ki zrort hai laikin is main ye bhi ha i k si amian kam krny se ap ko ius maina profit miulta jai
      • #4 Collapse

        nai bhai hum asa nai ker sekte ager hum ne asa kerne ki kosish be ki to humare dono he account banned ho jayen gain iss leya bahter hai k hum log akk personal computer per akk he account open kerna chahiya :)
        • #5 Collapse

          My dear friends hum ek PC par sirf ek hi forex forum or ek hi account main posting kar sakte hain. app agar forex main ek PC par do account open karin ge to app ke dono account block kar diye jain ge.
          • #6 Collapse

            no my dear hum aik pc per 2 forum on nahi kar sakte ye rules k khilaaf hai agar hum aesa karte hain tu hume loss uthana parta hai kiun k forum wale humara account band kar dete hain.
            • #7 Collapse

              Assalam o alikum every one ak ip pr ap different instaforex or forum use kar sakty hai lakin at a time nai yani agr ap ak forum par work kar rahy hai toh us he time main ap dusre forum use nai kar sakty is sy ap ka account banned ho sakta hai.
              • #8 Collapse

                Assalam-O-Alaikum jii nahi sir jii hum kabhi be aik pc per do pakistan forex forum key accounts open nahi kar saktey hen aur ager hum aisa karen gey to humarey dono accounts he ban ho jaen gey.
                • #9 Collapse

                  g nhi aap aik pc par 2 forum open nhi kr sktay hain is kay liye aap koi bhi strategy use krain aap aesa nhi kr sktay aap ko aik pc par aik hi Forum open krna chaahiye aur aik hi forum par post krni chaahiye.
                  • #10 Collapse

                    dear aap aik pc pr do forum pr posting nhi kr sako gay wrana aap ko ban kr dia jai ga yahn koi fraud nahi kia jata hai ye aik acha business hai is ko bhut say loog kr rahy hain ye aik acha business hai is ko bahut say loog kr rahy hain
                    • #11 Collapse

                      bhai jan pakistan forex forum pr posting krn yky kuch rules hen jin ko follow krna boht zarori hy ak rule ye hy ky aik PC pr aap sirf aik forum ka account run kr sakty hen agr ap aik sy zayada forums ky account banaen gy to account banned kr diy jane gy
                      • #12 Collapse

                        No you are open the one account in the system. You are follow the forum rules. So that your account is active and you are work the regular.
                        • #13 Collapse

                          Yes hum persnal computer pe apny 2 account knw open kar sakhty han hum laptop pe bhe apny 2 account ko open kar sakhty ha mobile phone pe hum sirf ek account ko he open kar sakhty han
                          • #14 Collapse

                            Brother mein ne to kabhi is par try nahi kia aur logon se mallom karna parega k aisa kar saktay hen k nahi aur dosri baat ye he k is baat ka bhi khayal rakhna partha he k ye legal he bhi k nahi....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forum ka agar aap ik account bhi use kar leety hain to ye kaafi hoota hai.ik forum account say aap ik month main 200$ tak ka bonus to lay sakty hain or agar 200$ ki amount say trading ki jaey to hum achi earning lay sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X