low patient is main reason of loss in forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g bhai forx trading mien apko chahiye ke ap is mien apne andar patience paida karen is mein apko chahiye ke ap kabhi bhi panic nahi hon warna is mein ap phir loss karenge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      gee haan bhai ap ke bat sahih he keh hmein apne trading mein patient se apne trading krne he aur apne trading mein jldbaze nhe krna he aur apne trading mein jlde profit hasil krna aur apne trading mein greed krna main reason loss ka hota he es lie yeh mistake na kia krein
      • #18 Collapse

        g bilkul patience ki bohat xarorat haai is kam may.. aap ka analysis b theek hota haai oer desired result atay time lagta hai or start may experience na honay ki waja say hum trade close kar detay haai...
        • #19 Collapse

          ji bilkul humein chayein ky hum patience k stah yahan par kaam karey jabhi hum yahan par kamiyba ho opaye gy warna nhi lehaza humein chayein ky hum sabar se kaam karey aur yahan par taraaqi hasil karey aur hum phr axha profit earn karey yahan pr :)
          • #20 Collapse

            mostly forex man wu loog aaty hain jin ku dosri taraf say na omidi feel hoi hu. wu jub trade kerty hain tu patience itni khas nae hoti un man ager wu volunterly trade kerna shuru ker dayn tu profit increase ker sakty hain.
            • #21 Collapse

              Jo log low patience key sath trading kartey hain, woh bhi nuqsan uthatey hain. Low patience ka matlab hy keh aap emotional ho kar trading kr rahay hain. Is business main emotions ka koi kam nahi hy aur relax aur cool mind key sath trading krna hi aap ko success dilwa sakta hy. Patience key sath trading krna hi forex key mizaj main shamil hy.
              • #22 Collapse

                low patience ke sath aap ko trading me nahi ana chahiye kiun ke patience ke sath he acha result hasil hota hai jazbati hone se or low patience se saaf dikh jata hai ke aap ko loss hone wala hai is lye kabhi bhi patience ko hath se jane na den or sabar ke sath trend ko follow karen .
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Ji han forex trading men zada ter log low patient ki waja se bhi loss kerty hein, log apna order ko open kerny or close kereny men boht jaldi kerty hein is terhn se un ko zada loss ho jata hai or jab wo apny order ko close ker dety hein pher wo bad men khud ko blame kerty hein k ghalt kia hau

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X