Jis Din Trade may Loss ho Zindagi may kuch acha nahi lagta.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jis Din Trade may Loss ho Zindagi may kuch acha nahi lagta.
    Assalam-o-Alikum Dear members,
    How are you all :1f60d:
    Friends ap kay sath bhi aisa hota hey jis din Forex trading may loss ho jaye or ap ki qeemti investment kam ho jaye to sara din ap ka sad guzarta hey or Zindagi may kuch acha nahi lagta life kay sab mazay khatam ho jatay hain aik ajeeb si kafiyat ban jati hey.Forex trading aik to business bhi aisa hey jis may losses bhi bohat hain or prrofit unlimited hey or easy bhi hey ye ais ko chornay ko dil nahi karta hey laiken jis din profit ho bohat khushi hoti hey laiken jab ais say hamen loss ho jaye bohat ziada ham stress may chalay jatay hain or woh din life may black and whote lagta hey.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jis Din Trade may Loss ho Zindagi may kuch acha nahi lagta.

    forum main apa aim ko pora karny k liye mhnt karni ho gi tab hi hum achi eanring kar skaty hain tab hi hum sucess ho sakty hain tab hi hum loss say bac sakty hain aur apni life ko best bans akty hain so hamain chahye is k bary main practice karni ho gi tab hi hum achi eanring karny k kabil ho sakty hain but hamain is forum main earn karin gay tab hi hum success ho sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Jis Din Trade may Loss ho Zindagi may kuch acha nahi lagta.

      losss hony par hamy tense nahi hona chahey hamy apni galtio ko kathm kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham acha pasia kama sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main day main kam kar sakty hain ro ham is main apni marzi sy nigfht maion be kam kar sakty uian yai kabe be band an hony wal abusiness hain
      • #4 Collapse

        Re: Jis Din Trade may Loss ho Zindagi may kuch acha nahi lagta.

        Hamen nuksan ko khatm karke kam karna chahie Forex online business hai Ham ismein raat mein bhi kam kar sakte hain aur ham ismein Din Mein Bhi kam kar sakte hain Agar Ham ismein kam karte hue Koi galti kar denge To Hamen nuksan ho jaega Hamen Sabar ke sath kam karna chahie Hamen market ki movement ke mutabik market Mein Paisa invest Karke trading Karni chahie yah Ek online hai aur yah kabhi bhi khatm nahin ho sakta
        • #5 Collapse

          Re: Jis Din Trade may Loss ho Zindagi may kuch acha nahi lagta.

          dear mambers forex trading main loss hona zarori hota hai or loss har business ka hisa hota hai es liye kbhi bhi loss se ghbraen na q k yah apko guide bhi krta hai k apko abhi or sikhny ki zarot hai warna jub apko still profit hota rahy ga tu apko yahi lagy ga k main aik expert trader ba gya hun mujhy ab sari trading ati hai jub k loss hmain yah batta hai k abhi hmain or sikhny ki zarort hai or abhi hmain mahnat krani hai pher he hum kamyab ho skty hain
          • #6 Collapse

            Re: Jis Din Trade may Loss ho Zindagi may kuch acha nahi lagta.

            Ji han aapane bahut acchi baat share ki hai main aapki baat se agri hun Jis Din Humko trading mein se nuksan ho jaaye Humko Shubh Rakhna chahie Humko Jazbaat Mein Aakar Usi Din Apne nuksan Ko recover nahin karna chahie balki Hamen Sabar Rakhna chahie Jab market ka train start ho Chahe vah Sal Mein Ho Chahe vah bye Mein Ho Hamen tab hai trading Karni chahie
            • #7 Collapse

              Re: Jis Din Trade may Loss ho Zindagi may kuch acha nahi lagta.

              Profit or lose zindgi ka hi hisa ha humy chaye k forex main ager lose ho jay toh humay is lose ko man lyna chaye or is k bary main zada sochny syy bytr ha k jo ghlti ki ha ap ny jis ki waja sy lose hoa ha wo ghlti dobara na keryn or us say kuch na kuch lesson learn kar k agy bar or kuch dair k liy apna mind fresh karny k liy market say door ho jay is say apka mind b fresh ho jay ga or ap ki next trade achi lgy ge.InshaAllah.
              Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
              • #8 Collapse

                Re: Jis Din Trade may Loss ho Zindagi may kuch acha nahi lagta.

                Agar trading mein hamen nuksan Ho jaaye to ham thora pareshan Ho jaate Hain aur apne Jo zindagi hai usmein acchi Tarah se Nahin spend karte Hain to isiliye hamen Forex trading mein nuksan bhi hota hai aur hamen profit bhi hota hai hamen donon chizon ke liye taiyar rahana chahie ek kamyab trader Forex trading mein Jab use nuksan hota hai to woh pareshan hone ki bajaiye mehnat karta hai aur apni mehnat se apne nuksan ko pura karta hai aur Agar ham nuksan hone per mehnat Nahin karenge aur pareshan hokar reh jaenge to ham Apne nuksan Ko pura nahin kar sakenge to isliye hamen chahie ke Jab hamen Forex trading mein nuksan ho jaaye to hamen mehnat Karni chahie taki ham Apne nuksan Ko pura Karke ek acche aur kamyab trader ban sake shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Jis Din Trade may Loss ho Zindagi may kuch acha nahi lagta.

                  Hn g dear bilkul jis din zindagi ma loss ho kuch acha ni lagta kamyabi os waqt mily gi jab hum mehnat kry ga mehnat sa hi kamyabi hasil ho gi jitni zeyada mehnat kry ga utna acha profit mily ga jitni achi trade kry ga utna acha profit mily ga is leya humy apna daily ka work daily time pa complete krna chaya loss or profit to zindagi ka hisa hn is leya humy mehnat sa kam lana chaya.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jis Din Trade may Loss ho Zindagi may kuch acha nahi lagta.

                    Gyan doston Assalamu Alaikum yah Baat to bilkul Rishta ki Jis Din Hamen trade Mein loss hota hai To Hamen koi chij acchi Nahin lagti ho na hi Forex Mein Kam Karne Ko Dil Karta Hai Tumhe Tum Sath nibhaunga close Aane per Himmat Nahin aani chahie balkeshwar wala gana ke sath hardworking to continue rakhte Hue kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie Jo log Logon Ko Khabar karna Jante Hain vah Vahi kam Jay Businessman trailer ki haisiyat se is Businessman profit learning door earning for increase kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jis Din Trade may Loss ho Zindagi may kuch acha nahi lagta.

                      G hn kuch asa ee h jb apko trading m loss ho to sb kuch ajeeb lgta h ajeeb c tension or stress hota h ya account wash hokye to b bht ajeeb situation hoti h zahir h itni mehnat kr k bonus jma kiya hota h or end p jb wash hojye to bht zyada preshani hoti h hm chahy kitna b khud ko smja lein k loss part of business h koi nh aj nh to kl profit b hoga mgr phr b mind is reality ko accept krny ko tyar ee nh hota k loss b part of business h bs hm preshan hojaty hn or kam ko b phly jesi mehnat sy nh krty hn but phr b jb tk khud ko strong nh bnaen gy to ksy kamyab hngy...,,be strong takay sb face kr skein...,
                      • #12 Collapse

                        Re: Jis Din Trade may Loss ho Zindagi may kuch acha nahi lagta.

                        G hy bilkul thk kha hy hm jis din loss hota hy hm US din kuch bh acha Nhi legta is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra soch semjh kr qulit wark kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga or loss sa bech saky ga jitni ziyada mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jis Din Trade may Loss ho Zindagi may kuch acha nahi lagta.

                          Forex ko kabhi bhi is traha nahin karna cahaiye kay is mein loss ho Jaye tu kuch acha na lagy kiok forex business mein loss bhi business ka hisaa hota hai aur forex mein profit ho sakta hai tu loss bhi ho sakta hai hum forex mein mehnat kar kay karna cahaiye aur forex ko kabhi bhi is traha sar par swar nahin karna cahaiye bas mehnat kartay rehna cahaiye phr loss kam ho ga aur profit ho sakta hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X