forex ma ham experience sy hi achi trading kar skty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex ma ham experience sy hi achi trading kar skty hain
    salam to all members aj phir main aik nai thread create kar raha hn . forex ma ham experience sy hi achi trading kar skty hain to dear member forex ma kam karny kliye hamary pas experience ka hona bahur zarori hota hy aur trading k wakt to bahut ziada zarori hota hy. aur experience hamary pas aisy hi nahii a jaye ga es kliye hamy forex ko time aur wakt dena ho ga kafi arsa hmay forex par musalsal kam karty rehna ho ga phir kahi ja kar hamry pass experience gain ho ga aur ham achi earning kar sky gy aisy to phir ham jitni bhi koshish kary wo hamari nakam ho gi aur ham kcuh bhi nahi kar sky gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex ma ham experience sy hi achi trading kar skty hain

    asa he hai hum is mai experience sy he trading kar sakty hain hamy trading karny ky har aik rules ko pora karna chahey hamy aik time mai aik he pair main trading karne chahey agar hamara trading karny ka experience kam hain to hamy pahly practice karne chahey hamy practice ky liey demo account ko chose karna chahey demo hamy as a teacher guide karta hain
    • #3 Collapse

      Re: forex ma ham experience sy hi achi trading kar skty hain

      forum main practice kar k hi hum achy say trader bans akty hain aur expeirence jitna aca ho ga tab hi hum ral main kam kar k hi hum achi eanring ka rskaty hain so hamain foruum main ghr main beth k hi hum achi earing kar skaty hain ta k earn karny main bi asai ho saky gi aur forum main enter hony say pahly is k bary main learn kar k hi hum sucesful trader bans akty hain ta k earn karien gay
      • #4 Collapse

        Re: forex ma ham experience sy hi achi trading kar skty hain

        Asslamualikum ji han forex per hm experience se achi earning kr skty hyn mehnt krne wale k mehnt kbhi waste nai jati jitna acha work kren gy utna jaldi kamyab hn gy mehnt krty rahen success gain krne k lie forex per mehnt kren takh good experience gain ho sky
        • #5 Collapse

          Re: forex ma ham experience sy hi achi trading kar skty hain

          Yahan to theek hai ki agar frocks Mein Hamen experience Hai To Ham trading kar sakte hain experience aaega kahan se experience aata hai Waqt Ke Sath Sath kam karne se Jitna Jyada kam kam Karenge utna hi jyada Hamen experience hai kam aur experience itna hi hota hai ke bad kam Karen Achcha kam Karen Baithe kam Karen Baithe kam karne ke natije mein Hamen changing mil sakti hai lekin Agar Kam Nahin Karenge To Hamen Yad Nahin Hua nahin kar sakte
          • #6 Collapse

            Re: forex ma ham experience sy hi achi trading kar skty hain

            Assalamu Alaikum ji bilkul theek kaha aapane ke Ham Forex Mein Apne acche experience Se Hi acchi trading kar sakte hain Kyunki Agar Hamen experience Hoga To Ham acche tarike se apni trade ki analysis kar Sakenge aur apni trade ko hr trah se safe Karke open Karen gay isliye Hamen chahie ki Ham Forex per kam karte hue Apna experience Hasil Karen knowledge and learning Karen aur Forex ke rules and regulations ko Sanjay aur unko follow karte hue kam Karen Taki aapka kam karna Aasan Ho ka kam quality ka bhi ho aur aapki kam Mein mistakes kam se kam ho Is Tarah aapke experience Achcha Hoga aur aap is experience ko use karte hue acchi trading kar Sakenge aur Achcha profit Bana Sakenge isliye Apna experience increase karne par focus Karen
            • #7 Collapse

              Re: forex ma ham experience sy hi achi trading kar skty hain

              absolutely right hamen experience ko increase karne ke liye bahut jyada learning karna padta hai jab Ham learning karte hain to hamare pass bahut jyada knowledge aata hai jo ki Forex ke related hota hai aur jab Ham bar bar learning karte rahte Hain to hamara experience aur bhi jyada increase ho jata hai aur practice bhi hoti rahti hai practice karne ke liye hamen demo account ko bar bar use karna padta hai aur trade ko samajhne ke liye to Ham rules or regulations ko bhi bar bar rate karna padta hai Taki kahin mistake Na Ho jaaye aur koi rules rahana chahie jab rules ke related work karenge aur achcha work karenge aur quality wala work karenge to almost property profit hoga aur insan ko kabhi disappointed nahin hona padega balke vah apne har mission mein kamyab hota Chala jaega
              • #8 Collapse

                Re: forex ma ham experience sy hi achi trading kar skty hain

                Achi trading k lie ek arsa experience gain karne me sarf hota he achi trading k liye acha experience shart he hamen pehle profit par nazar rakhne ki bajaye experience ko increase karte rehna chahie koi trader yaksar profit earn ni karta he jab tak us k pass experience na ho experience ap k profit hasil karne ka Last stage hota he Jan ap experience Tak pohnch jate hen to profit ka time start ho jata he ap ki struggle apki hardwork AP k trading me bane rehne k lie zaruri hote hen
                • #9 Collapse

                  Re: forex ma ham experience sy hi achi trading kar skty hain

                  agar hamray pas acha sa experience ho gaa to es saay hum apna kam achay say kur pay gay to umain achi trading kurnay kaay liyay ach a experience bhi gain kurna chahiye agar hum apnaa kam achaay say experience kay sath kuray gaay to hum apna best daay gaay jis kay baad humaain kamyabi bhi gain ho jay giii to es trah say humain apnaa kam acahy say experience kay sath kurna chahiye jub humain kisi cheez kay baray main kisi business kay baray main acha sa experience gain ho jaat hai to hum es main apna km achaay say kur kaay kamyaabi bhi gain kur laytay hain
                  • #10 Collapse

                    Re: forex ma ham experience sy hi achi trading kar skty hain

                    Forex forum mein agar ham senior member ki posting ko read karte Hain to ham usse kafi acha trading ka experience Hasil kar sakte hain ham tab hi Forex trading mein acha munafa Kama sakte hain Jab hamare pas Forex trading ka acha experience hota hai experience ke sath Jab ham market ko achi Tarah se analysis Karke trading karte hain tabhi ham market ko samajh Kar aur market ke trend ke mutabik trading karte Hain to hamen acha munafa hota hai aur hamare trade jaldi profit mein a jaati hai agar hamare pas experience Nahin hota hai to ham acchi trading nahin kar sakte hain jisse hamen munafa Nahin hota hai aur hamara account bhi wash ho sakta hai isliye hamen chahiye ke ham experience Hasil karne ke liye forum mein posting karte hue senior member ki posting ko bhi read Kiya Karen aur demo account per Forex trading ki practice Karke acha experience Hasil kar liya Karen shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: forex ma ham experience sy hi achi trading kar skty hain

                      Forex trading ma kamyabi haisl karny kelye hume experience aur knowledge ka sath trading karna chlye trading heshma mind ko fresh rakh phir hume trade ko open karna chlye trading karty waqt market ke analysis ke ko fallow karna chlye trading karty waqt larch ko khtam kar phir hume trading karna chlye phir hum kamyab hu skaty hay phir acha porfit haisl kar sakty hay
                      • #12 Collapse

                        Re: forex ma ham experience sy hi achi trading kar skty hain

                        Hum js kaam mein experience hasil karna ho us ko ziada se ziada karna hota hai aur forex mein bhi experience ki buht ziada zaroorat hoti hai aur forex mein experience hasil karne kay leye forex ko ziada se ziada karna hota hai aur forex ko ziada waqt daina ho ga forex mein forex ko sekh kar samjh kar kartay han tu forex mein earning hoti hai learning nahin earning nahin aur experience kay liye sab se behtaar option demo account hai demo account par practice kar kay forex ka experience hasil karain gey tu hi forex se Achi earning kar saktay han
                        • #13 Collapse

                          Re: forex ma ham experience sy hi achi trading kar skty hain

                          Forex ki market main ap ko sabar hona chye Hamen Forex trading Mein Sabha se kam karna chahie Kyunki Sabar Ka Phal Meetha hota hai Hamen acchi trading Karni chahie aur Achcha profit Hasil karna chahie Hamen Har trade Lagane se pahle market Mein Achcha analysis karna chahie Agar Hamara analyses Achcha hoga to hi Yahan trade Se Achcha prapt Kama sakte hain Hamen Forex trading mein running karne ke liye acchi learning Karni chahie bad Mein Hamen acchi trading karni chye ta ke profit ho.
                          • #14 Collapse

                            Re: forex ma ham experience sy hi achi trading kar skty hain

                            ji han bilkul aapane theek aayega yahan per ham Forex trading mein surfax bhi Nahin ke sath hi type kar sakte hain agar hamare pass experience Nahin hai to hamari trade Kisi kaam ki Nahin aur hamen experience aasan karne ke liye jyada se jyada mehnat ki jarurat hai itni jyada karte Hainitna jyada mat karenge dham Ka mein basa kar sakte hain aur acche se kam karte rahen tabhi ham kamyab honge otherwise hamara kam achcha Nahin ho sakta
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex ma ham experience sy hi achi trading kar skty hain

                              Exactly Dear jb Aap ke pass acha experience Hoga taab hi Aap Achi trading kar skte Hain ache experience ke sath work bhe acha hota Hai hmesha phele knowledge and experience hasil krna chaye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X