Loss ka Khoof Insan ko Acha trader nahi ban'nay day sakta.!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ka Khoof Insan ko Acha trader nahi ban'nay day sakta.!
    Assalam-o-alikum Dear members of this forex forum Pakistan,
    Firends may nay daikha hey loag forex trading karnay say bohat hi ziada ghabratay hain kah forex trading aik bohat hi risky hey or yahan bohat ziada loss hota hey yahan profit kam or loss ziada hey or ais loss kay khoof say woh ya to forex trading kartay nahi hain ya phir woh forex trading may koi trade lagatay waqat dartay bohat hain.Ager ap ko forex trading kartay waqat khoof ata hey loss ka to ap achi tarhan apna analysis bhi nahe kar saktay hain q kah ap ko her waqat loss ka dar laga rehta hey forex trading may loss kay or proofit kay equal chances hain hamen apnay ander say loss ka khoof nikalana ho ga q kah forex trading aik business hey yahan loss bhi hota hey or profit bhi hota hey ais leay hamen forex trading kartay hauay na to ghabrana chaheye na koi khoof mehsos karna chaheye.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ka Khoof Insan ko Acha trader nahi ban'nay day sakta.!

    dear friend forex trading mn trading krtay waqt apkay minde minde mn loss ka khauf naen hona chayay balkay hmesha positive minde k sath trading krni chayay keun k agr ap k minde mn loss ka dr ho ga to ap achhi trading naen kr sken gay aur apko trading mn loss he ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Loss ka Khoof Insan ko Acha trader nahi ban'nay day sakta.!

      Dear forex trading business men business ko jari zaroor rakhna chahiay keunkeh agar yeh business risky hatu dichasp or profitable bhi ha or Good time spending option bhi lakin loss ka khofe bhi hona chahiay keun keh issi khofe ki waja se hee ak Trader careful kaam karta ha or care ki waja se success hasil karta ha itna khofe tu nahen hona chahiay keh banda iss ke khofe se Trading business hee chore de albatta khofe se care ikhteyar karre
      • #4 Collapse

        Re: Loss ka Khoof Insan ko Acha trader nahi ban'nay day sakta.!

        G han hamen los ka dar ni huna chaheye k hamara account wash hu jy ga ya phr ham loos main chaly gy hamy los k waja sy ghabhrana ni chaheye kiu k loss tu ak na ak din cover hu jy ga likin ham muft ke preshani main rhen gy ak acha busniss man agar banna chahaty hu tu los tu hun gy he enhe los ke waja sy ham agy barhty jaen gy agy barhty jaen gy
        • #5 Collapse

          Re: Loss ka Khoof Insan ko Acha trader nahi ban'nay day sakta.!

          Walaikum asalam je bilkul dear apny boht achi information share ki hay Kay kuch treaders lose ki waja say treading nahi Kar sakty hain is duniya main aghr ham ko raha hay tu nafa or nuqsan tu sath sath hay or ise trha market ki bi situation hay Kay market main bi ups and downs Aty rahty hain is liy ham ko chahye Kay ham unko confidant ho Kay face Karen or yhan par jab ki tread laghyn tu phly market ko achay say analysis Kar Lyn or demo account par practice Karen phir he confidence ho Kar tread laghyn sukriya
          • #6 Collapse

            Re: Loss ka Khoof Insan ko Acha trader nahi ban'nay day sakta.!

            ASSALAM O ALAIKUM, business Koi bhi Ho har business mein loss aur profit hota Hi hai jis tarah Ham profit ko accept karte hain usi tarah mein loss ko bhi accept karna chahie ab aisa nahin hona chahie Ham loss Koi accept na Karen ek successful trader hamesha loss ko bhi accept karta hai agar ham Los se bachana chahte Hain to hamen loss se learn karna hoga agar Ham loss her jaenge to Ham kabhi bhi loss ke hop se acche aur successful trader nahin Ban sakte Forex mein kamyabi hasil hoti nahin balki karni padati hai mehnat karke learning karke acche experience or knowledge ke sath kam karke Forex ek bahut hi acchi earning dene wala business hai agar acchi hun hasil karna chahte hain to yah Ham per depend karta hai jab Ham Koi kam imaandari ke sath karte Hain Ham uska humko successful banaa lete Hain
            • #7 Collapse

              Re: Loss ka Khoof Insan ko Acha trader nahi ban'nay day sakta.!

              G hn bilkul apny andar sy is khof ko khatam krein k apko loss hoga khul k easily bravely kam krein k loss b part of business h bilkul b loss sy preshan nh hon ap mehnat sy kam krein takay apko kamyabi mily dil sy mehnat sy kam krein or bin kisi khof k ku k khof hmari abilities ko khtm krdeta h or jo profit hona hota h wo b loss m chla jata h to ap mehnat krein hardworking krein takay apko kamyabi mily kam m bilkul tension free hojyen insan apny inner fear ki wja sy bht kuch nh kr paata k hm nakam hngy nakami k dr sy kbi b kam ko na chorain ap kam krein gy to kam smj aye ga na to bs mehnat krein....,
              • #8 Collapse

                Re: Loss ka Khoof Insan ko Acha trader nahi ban'nay day sakta.!

                Walakum slam ji han dost apne sahi kaha loss ka dar bhot bura hota hai jo traders ko age nhi jane deta is lye hamain hamesha loss se nhi darna chahye balke loss ko khush dili se qabool karna chahye agar ham loss se nhi ghabrain ge to ham loss ko jald recover bhi kar pain ge.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ka Khoof Insan ko Acha trader nahi ban'nay day sakta.!

                  Walekum Assalam

                  ji han brother Forex forum Jab Jab Bhi Ham Apne dil mein Los ka Dar Rakhenge To Ham kabhi bhi To Ham kabhi bhi Kamyab Twitter To Ham kabhi bhi Kamyab trader Nahin Ban Sakenge isliye Hamen chahie ke bagair kisi Dar ke Forex Mein Apne kam ko Jari rakhen Achcha weekly bonus payen Taake Hamen is Baat Ka Dar Na Ho ke Hamen trading Mein loss ho jaega Kyunki Agar Ham loss aur profit donon ko mind Mein rakhkar Kam Nahin Karenge To Ham kabhi bhi Forex form Mein Kamyab Nahin Ho Payenge isliye Los ko dil se nikal kar bahut acche tarike Se Is per kam karen to aapko bahut hi Achcha result milega
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ka Khoof Insan ko Acha trader nahi ban'nay day sakta.!

                    ji han bilkul Agar hamare andar loss ka of hoga To Ham kabhi bhi acche trader nahin Ban sakte hamen chahie ki Ham jo bhi risk Le Ham usmein pareshan na hun loss aur profit her business mein hota rahata Hai yahan per hamen risk Lena hota hai lekin hamen soch samajhkar isko Lena chahie bilkul aise hi trade nahin open kar deni chahie hamen pahle market ko acche se analyse karna chahie Jab Ham market ko acche se analyse kar len use waqt hamen FIR uske bad trade open Karni chahie otherwise hamen kabhi bhi trade open nahin Karni chahie Agar Ham mehnat karenge To kamyabi hamara mukaddar Ban jayegi Agar Ham mehnat nahin karenge To Ham kabhi bhi kam hai aap nahin ho sakte Jo log mehnat karte hain life mein kamyab hote Hain Jo log mehnat nahin karte life mein kabhi bhi kamyab nahin ho sakte Ham Agar bahut sari mehnat karenge To Ham kamyab Ho jaenge Agar Ham mehnat nahin karenge To Ham life mein kabhi bhi kamyab nahin ho sakta
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ka Khoof Insan ko Acha trader nahi ban'nay day sakta.!

                      G hy bilkul aysa hi hota hy loss ka khof kbhi bh acha tredr nhi bna data blky hm aysa Nhi krna chya soch semjh kr konwldg or experience ky sath treading krni chya tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga forex bht hi achy business hy jitni mhynt sa market ky mutbk wark kra ga utna hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ka Khoof Insan ko Acha trader nahi ban'nay day sakta.!

                        Ji, forex main hamain loss ko accept karna chahiye or loss say kabhi bhi nai gabhrahain. Loss ki reasons talash karain or in per control karain. Apni weaknesses and mistakes per qaboo payain. Matket analysis ko zaroori samjhain or trade main successful hony kay liye trading knowledge ko improve karain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ka Khoof Insan ko Acha trader nahi ban'nay day sakta.!

                          jee bhai ap ne bilkul sahi kaha main paki baat se agree karta hun loss ka khof to waisy har trader ko he hota hai lein aik acha trader wahi hai jo loss ko bhi profit k sath sath accept karay kiun k loss or profit dono he bsusness ka hissa hain iss liye aik acha trader wahi hai jo loss ko recover karna janta ho kabhi kabhi hmen loss bhi ho jata hai aisa nai hai k ap hmesha iss main profiit main he rhaen kabhi hmen loss ko bhi face karna padta hai iss liye hmen loss or profit ko dono kko he accept karna chahiye tabhi hum forex main sucsess hasil kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ka Khoof Insan ko Acha trader nahi ban'nay day sakta.!

                            jee bhai ap ne bilkul sahi kaha main paki baat se agree karta hun loss ka khof to waisy har trader ko he hota hai lein aik acha trader wahi hai jo loss ko bhi profit k sath sath accept karay kiun k loss or profit dono he bsusness ka hissa hain iss liye aik acha trader wahi hai jo loss ko recover karna janta ho kabhi kabhi hmen loss bhi ho jata hai aisa nai hai k ap hmesha iss main profiit main he rhaen kabhi hmen loss ko bhi face karna padta hai iss liye hmen loss or profit ko dono kko he accept karna chahiye tabhi hum forex main sucsess hasil kar sakty hain hmen apnay man se loss ka khof utaar dena chahiye tabhi hum forex main aik achi trading kar sakty hain nai to hum iss mian kabhi bhi trade nai le paen gy or ap ko nakami ka samna karna paday ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ka Khoof Insan ko Acha trader nahi ban'nay day sakta.!

                              Hamen Apne dil mein loss ka khof bilkul bhi nahin Rakhna chahie Agar Ham Apne dil mein loss ka khwab Rakhenge To Ham Kabhi Bhi Apne loss Gori cover nahin kar Payenge Hamen Mein Sham Mein kam ko acche tarike se karna chahie tha ki I'm lost se bachpan Hamen Hamesha loss Se bachne Ki Koshish Karni chahie mistake Nahin karne chahie mistake karen to block ho jaega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X