spelling mistake ko improve kar ky is main kam karna chahey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    spelling mistake ko improve kar ky is main kam karna chahey
    hamy apni chotio opr bari spelling mistake ko kathem kar ky is main m,ehnat sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha bonsu hasil kar sakty hian ham is main oput off ocst account bana kar be kam kar sakty hain yai kabe be band an hony wal aik real business hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt din main kam kar sakty hian or ham is main raat main be kam akr sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: spelling mistake ko improve kar ky is main kam karna chahey

    hamy spelling mistake ko sahe kar ky kam karna chahey yai asa karobar hai jis ko hum aik din mai nahe samj sakty hum is mai aik sal ke practice ky bad expert trader banty hai hamy practice ky liey demo account o chose karna chahey yai asa karobar hai jo ky duna ky bary bary mumlik main be palh cuka hain hum gar bath kar is main international level par live kam karty hain
    Last edited by ; 10-08-2020, 10:18 PM.
    • #3 Collapse

      Re: spelling mistake ko improve kar ky is main kam karna chahey

      Bilkul thek kaha apnay jab correct word nahi likhy gay to apki miatake ho gy mistake ho gy to bonus bh acha nahi mily ga
      • #4 Collapse

        Re: spelling mistake ko improve kar ky is main kam karna chahey

        dear friend forex forum pa aksr memberan podting ki quantity ziada krnay k chakr mn posting mn jald bazi krtay hn jis sa posting mn bahot ziada spelling mistakes ho jati hn to apko chayay k post ko sik bar read zroor kren aur midtskes ko door kr k phir submit kren
        • #5 Collapse

          Re: spelling mistake ko improve kar ky is main kam karna chahey

          Assalam walekum members posting karta waqat hemsha ya khosish Karyn ka post ki quality acha ooo aur post kiiii length aur post ko zaida informative rakyn tan k apkinpostive member Parr Kar information gain Karyn aur apko khosh karni cheya apko mistake kam hon aur zaida Patna ma asani oooo apko post
          ​Amir-Akram
          • #6 Collapse

            Re: spelling mistake ko improve kar ky is main kam karna chahey

            Forum pe posting k daoran jo log jald bazi se kam letey hen woh bahut ziyada spelling mistakes ya words mistakes kartay hen jiss ki waja se posts ki quality kharab ho jati hey iss liay koshish karen k post ko submit karnay se pahlay aik dafa read karen tu spelling mistakes ya words mistakes ko theek kar saktay hen aur posts ki quality ko behtr kar k acha bonus hasil kar saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: spelling mistake ko improve kar ky is main kam karna chahey

              ji han aapki baat bilkul sahi hai Forex trading Main Jab aap kam Karti Hain To aapko apni Chhoti Chhoti mistakes ko bhi avoid nahin karna chahie Kyunki Yahi Chhoti Chhoti mistakes aapke liye Bade loss ka 22 Ban sakti hain aur jab aap apni posting kar rahe ho to aap usmein Hone Wali Chhoti Chhoti spelling mistakes ko bhi avoid na Karen Kyunki Jab aap spelling mistakes ko avoid karte hain to vah log jo aapki post Kori doubt kar rahe hoti hain aapki point of view ko acchi tarike se nahin samajh sakte aur na hi aap apna message contact acche tarike se convey kar sakte hain isiliye agar aap Chahte Hain ki aap ki share ki Gai information Jyada Se Jyada Logon Tak pahunche to aapko chahie ki aap ismein Hone Wali spelling mistakes ko check karne ke bad hi apni post submit Karen tar ke aap apna point-of-view Sab Logon Tak easily pahuncha sake
              • #8 Collapse

                Re: spelling mistake ko improve kar ky is main kam karna chahey

                Assalamu Alaikum dear friend shayari ka aapane bahut acchi baat ki hai ki Ham Apna excellent theek Karke Ham ismein Achcha bola tha Sar kar sakte hain Hamesha aapane spelling ko theek Kiya Karen Apne post ko right karne ke bad isko 5 bar read Karen aap ko pata Hona chahie Ki Main post Mere share Ki Hai usmein Koi mistake Nahin Hai To Uske Badle mein aapko acchi bonus milane Ki Jaan Se Jyada hote hain Hamesha Achcha post share karne ki koshish karen aur Achcha kam Karen jawab mehnat Karenge to aapko uska Sila bhi utna hi Milega Jitna ho sakta hai aap mehnat Karen aapko Assalamu Alaikum dear friend shayari ka aapane bahut acchi baat ki hai ki Ham Apna excellent theek Karke Ham ismein Achcha bola tha Sar kar sakte hain Hamesha aapane spelling ko theek Kiya Karen Apne post ko right karne ke bad isko 5 bar read Karen aap ko pata Hona chahie Ki Main post Mere share Ki Hai usmein Koi mistake Nahin Hai To Uske Badle mein aapko acchi bonus milane Ki Jaan Se Jyada hote hain Hamesha Achcha post share karne ki koshish karen aur Achcha kam Karen jawab mehnat Karenge to aapko uska Sila bhi utna hi Milega Jitna ho sakta hai aap mehnat Karen aapko per mehnat ka Silai Inshallah Jarur Milega thank you so much
                • #9 Collapse

                  Re: spelling mistake ko improve kar ky is main kam karna chahey

                  members ko kam karne mein jyada mistakes nahin karna chahie aur aise members ke Jo spelling mistakes bahut jyada kar rahe hote hain UN members ko apni mistakes per control kar lena chahie kyunki jab members mistakes per acchi tarah se control kar lena learn kar lete hain tu is tarah se unke kam mein improvement a jaati hai
                  • #10 Collapse

                    Re: spelling mistake ko improve kar ky is main kam karna chahey

                    Assalamu Alaikum Forex member you are good knowledgeable post apni share ki hai agar aap log jo hai acchi aur acchi Pyari Pyari posted you have a share Karte Rahe.
                    Ham Logon Ko chahie Ki Jhappi ham log is form ke upar poster save our knowledgeable ho aur uske andar spelling ki mistakes Na Hota ke vah dusron ke liye easily readable ho aur aap Logon chahie ke proofreading karne ke bad hi aap log post ko jo hai vah yahan post Karen kar aap log Aisa Karenge to aap logon ko bahut jyada fayda Hoga agar aap log Aisi post share Karte Hain Jisko samajh Nahi Sakte Jisko padhne Nahin Sakte to isase dusron Ka Ulta time Gaya hoga
                    ​Forex is the Best Business of the world!
                    • #11 Collapse

                      Re: spelling mistake ko improve kar ky is main kam karna chahey

                      Dear jab Ham Pakistan Forex form per kam kar rahe hote hain to Hamari Puri koshish honi chahie ki Ham jo bhi kam karte hain usko quality ke mutabik hi karna chahie Kyunki Agar Ham kam karte hue Kuchh spelling mistake kar Jaenge To isase Ham dusre members ko acchi tarike se guideline Nahin de sakte aur Hamari mistake ki vajah se koi banda MS guide bhi ho sakta hai isliye Jab Ham Koi post submit karvane Lagte Hain To usse pahle Ham usko Ek Dafa Re check kar liya Karen ki usmein koi spelling yah grammar ki mistake To Nahin Hai Kyunki Aap Ki Ek Chhoti Si mistake kisi ke future ke liye bahut bada problem Ban sakti hai sometime aap spelling mistake yah a regular sentences ki vajah se a Uske complete meanings change ho Jaate Hain aur aapki post ko study Karne Wala Apne mind Mein Ek galat image Lekar trading Karta Hai Jiski vajah se usko nuksan bhi ho sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: spelling mistake ko improve kar ky is main kam karna chahey

                        ji han bilkul specially Jo new members hote hain apni post mein bahut sari mistakes karte hain spelling ki bahut sari mistake karte hain main sab new members request karta hun ki agar aapko nahin pata ki post kaise karni hai to aap apne kisi senior member se raat Tak Karen inshallah aapko samajh lag jayegi ki post kaise karni hai aapko soch samajh Kar acchi post create Karni chahie knowledge wali post create Karni chahieAgar Ham knowledge wali post create nahin karenge To Ham kabhi bhi kamyab nahin ho sakte Agar Ham achcha bonus banana chahte Hain To hamen chahie ki Ham apna target pura Karen aur achcha kam Karen quality wala kam karenge To Ham kamyab Ho jaenge Agar Ham quality wala Kam nahin karenge To Ham kabhi bhi kamyab nahin ho sakte
                        • #13 Collapse

                          Re: spelling mistake ko improve kar ky is main kam karna chahey

                          Hmm forex sa achy bonus hsil krna hy to hm apni paling mistk ko improve krna chya soch semjh kr achi qulit ki post krni chya tb hi kamyb Ho ga or achy bonus hsil kr saky ga forex bht hi achy business hy jitni ziyada mhynt kra ga konwldg or experience ky sath qulit wark kra ga utna hi kamyb Ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: spelling mistake ko improve kar ky is main kam karna chahey

                            Hamesha Business mein kam karte hue apni post Mein spelling mistake ko improve karne ki koshish Karni chahie Hamen spelling mistake bilkul bhi nahin Karni chahie Janm spelling mistake bahut jyada Karte Hain To Ham apni trade ko kabhi bhi Kamyab Nahin banaa paate Hamen Hamesha acchi kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie aur Hamen Kamyab trader banne Ki Koshish Karna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: spelling mistake ko improve kar ky is main kam karna chahey

                              Hamen spelling mistake improve karna chahie Hamen Apne kam ko acche tarike se karne ki koshish Karna chahie Japan spelling mistake improve Karenge aur dobara mistake Nahin Karenge To Hamen se business Mein Apne kam ko acche tarike Se Kar Sakenge Ham Hamesha acche tarike se kam karna chahie mistake ko improve karna chahie Bar Bar apni mistake bilkul bhi repeat Nahin Karni chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X