dear yeh baat ham sab ba khubi jantay hain k forex markeet main kaam karnay k liye jub tak hamaray pass sahi experience nai hay hamain is markeet main kaam karnay say koi bhi khaas faida hasil nai ho sakta hay aur agar ham is markeet main kaam kartay wakt har baar apnay plain ko change kartay jatay hain to tab bhi ham is markeet ko sahi tareekay say samjh nai saktay hain is liye mairay ideas k mutabik agar ham forex markeet main aik he stratgie say kaam kartay hain jis main sahi information milty hay to hamko lose honay say bhi kuch na kuch mil sakta hay jisk liye lazmi hay k ham us pay ziada say ziada tawajo k sath kaam kartay jain aur usay har dink hisaab say samjhnay ki koshish kartay rehnay say ham is makreet main bahut achi pakkar kar saktay hain aur agar ham har din koi na koi strategie say kaam kartay hain to ham is markeet main kabhi bhi achi planing say kaam nai kar saktay hain,maine daikha hay k jo aisay traders hain wo markeeet main har baar ki changing say thora thora kark lose kartay jatay hain aur unko pata bhi nai chalta hay k unka account kaisay khali ho chukka hota hay is liye hamain aik strong mined k sath markeet main aik he strategie say kaam karnay ko ziada sahi smajhtay huway is markeet main enter rehnay say ham success ko hasil kar saktay hain jisk baad ham markeet ko apnay signals say moove hotay huway bhi daikh saktay hain jis main hamain achi earning ka milna possibal ho sakta hay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим