GUy mai apko aisi strategy batao ga ap aik minute mai 1000 pip bana sakty hain karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    GUy mai apko aisi strategy batao ga ap aik minute mai 1000 pip bana sakty hain karna
    GUy mai apko aisi strategy batao ga ap aik minute mai 1000 pip bana sakty hain karna ya ha ka aik kar demo account open karain and us mai 5000$ virtual money sa trading start karain pahlay 10 secend ap market ko analyst karain and daikhain and us stock index ager up ja rahi ha and oil down ja raha ha gold b down ja raha ha ap na karna ya ha ka USd sa ooposite jitni b currency hain un sa mukabla karna ha sab euro wali currency ko sell ker dain and USD wali ko buy kar lain oil and gold and silver ko b sell kar dain and koi 200 pair par ya trade kar dain ap daikhna 1 minute bad apka account mai 1000 pip hon gay ager ap ka account mai 300 pip profit mai hain and 700 loss mai to sab pips ko count kar lain and note kar lain puri 1000 pip hon gay isko kehtay hain risk free stretagy ( Warning do not use real account is tarha ap rato raat ameer ban sakty hain )
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai app ki information boht ache hai app ki information k leya boht boht thanks main app ki strategy zaroor use keru ge lakin jase k app k note k mutabik demo account main app ka akk bar phir boht boht sukeriya :)
    • #3 Collapse

      mere khiyal say aisa kaam nahi karna chahiye,is tarha ka kam demo pe he acha lagta hai,demo pe tu ye waqee risk free hai,agar ap isko real account mein kreingay tu apka account wash bhi ho skta hai ,is liye main tu kehta hon k is kaam ko seekh k rein tokky na lagin ,samaj k he trade kerin
      • #4 Collapse

        Re: GUy mai apko aisi strategy batao ga ap aik minute mai 1000 pip bana sakty hain ka

        mere yaar Main aisa bilkul bhi nahin karna chahie hamen bahut sara loss ho sakta hai hamen soch samajh ke trading Karni hoti hai jo log soch samajhkar trading nahin karte Hain aise log kabhi bhi life mein kamyabi hasil nahin kar sakte Agar Ham kamyab hona chahte Hain To hamen bahut mehnat Karni hogi mehnat Karne wale hamesha life mein kamyabi hasil karte Hain Jo log mehnat nahin karte kabhi bhi aise log kamyabi Hasan nahin kar sakte Agar Ham mehnat karenge To hamen kamyabi naseeb hogi Agar Ham mehnat nahin karenge To hamen kabhi bhi Koi kamyabi naseeb nahin hogi mehnat karte rahen mehnat Karne wale hamesha life mein kamyabi hasil kar lete hain To Ham yahan bhi hasil karne ke liye mehnat Karni hoti hai jo log mehnat nahin karte aise log forex trading mein kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte kamyabi hasil karne ke liye mehnat Kare mehnat Karne wale hamesha life mein kamyab Ho jaate Hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: GUy mai apko aisi strategy batao ga ap aik minute mai 1000 pip bana sakty hain ka

          ji han aapane bilkul theek hai ki agar aap Achcha kam Karenge tabhi aap baccha ho sakta haistrategy batao ga ap aik minute mai 1000 pip bana sakty hain karna ya ha ka aik kar demo account open karain and us mai 5000$ virtual money sa trading start karain pahlay 10 secend ap market ko analyst karain and daikhain and us stock index ager up ja rahi ha and oil down ja raha ha gold b down ja raha ha ap na karna ya ha ka USd sa ooposite jitni b currency hain un sa mukabla karna ha sab euro wali currency ko liye Hamen chahie Hamen Jo kam karna chahie vah Ham Kamyab karna chahte hain uske liye Hamen Apne kam business main bhi Kamyab Hona chahie bahut Shukriya

          اب آن لائن

          Working...
          X