Can anyone tell me Is Forex Trading Halal in Islam ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Can anyone tell me Is Forex Trading Halal in Islam ?
    Can anyone tell me Is Forex Trading Halal in Islam ?
    I have seen videos and Fitwa of some scholars who say that Forex trading involves some factors which contradicts with Shariah even if we have interest free account, so we should avoid this trading. Can anyone clarify this with some authentic Fitwa in this regard if he knows ? Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    salam dear
    forex aik halal business hai islam mai kiun keh es main apko baut mehnat karna parti hai hardworking business hai haram wo hota hai jo keh fix ho lakin es business mai apko profit and loss dono ho saktay han so meray lehaz se forex aik halal business hai islam main bahut mehnat hai forex main jo mehnat k bagair business hotay han wo haram hotay han....
    • #3 Collapse

      mere khiyal say tu halal hai ,keun k is business mein mehnat hoti hai hard working hoti hai,aise thori profit ho jata hai,brokers tu humein,profit ern krne he nahi deta,humein swap free account banan chahiye,swap ye aik sood hai jo forex mein bhi chalta hai,is ko humein nahi lena chahiye ,ta keh hum halal profit hasil kar skein
      • #4 Collapse

        Dear brother forex trading may agar kuch hai tu who hai education agar education may kuch hai tu dear brother ap ko full information milay gi k Halal hai or haram hai dear brother
        • #5 Collapse

          Assalam-O-Alaikum pata nahi bhai ap log aik he sawal bar bar q poochtey hen merey bhai jis business me ap ko profit be ho aur loss be aur ap ko us me mehnat be karna parey wo halal he hota hey.
          • #6 Collapse

            I also do not think Boss ... discipline also that much loss ... even tend to get bored ... if sy Boss..enjoy only while trade while see a smooth seamless ... ... much profit ... for spirit earn money
            • #7 Collapse

              islam mein kyunkay iss mein aap ko bohot mehantk arna parti hai hardworking business hai haram wo hota hai jo kay fix ho lekin iss business mein aap ko profit or loss dono hota hai iss liye shayad ye theek hai.
              • #8 Collapse

                jo kam mehnat se kiya gaya ho or swap se pak ho I think ISLAM m wo halal ha . forex m buht mehnat karni parti ha or ye apny country ki ha is m koi aysa ansar shamil ni jis se ye haram m count ho .haram wo chez hoti ha jo fix deposite ho jo profit ya money mehnat se hasil ki jay us k haram hony ka to sawal hi peda ni hota
                • #9 Collapse

                  mery khyal sa apny aik bohat hi acha question kia ha forex mery khyal sa to hilal ha q k issmy apko fix income nhi milti aur compnies apka swap free account offer karti ha aur 2nd off all issmy apki mehnat bhi lagti ha aur kharcha bhi bohat ziyada hota like time and bills
                  • #10 Collapse

                    nhn janab mjhe nhn lgta k Forex trading haram hae kynk hamen yahan se jitni bhio earning hoti hae wp tbhe he hoti hae jab hum yahan pe mehnat kartay hain or bina mehnat wali kamai haram hoti hae.. or iss business main profit k sath loss bhi hae sirf or sirf profit nhn hota yahan pe..
                    • #11 Collapse

                      forex trading islam mien halal hai aur apko chahiye ke ap is men khoob mehnat karen aur is mien mehnat se paise kamayen aur isko theek se seekhen.
                      • #12 Collapse

                        bhai apka dimag aur dill satisfy hona chahiye aur jis kaam main ap ki mehnat aur apka khoon paseena shamil ho wo haram nahi hota aur sb sy bari baat ye k jis main ap ko loss bhi hota ho.
                        • #13 Collapse

                          yes in my point of view it is hilal but if you ask any mufti then there is problem that they dont know about this system and its depend on you that how you display this system in front of them so that in my point of view leave this point because i did not found any bad things or riba in this system and there is no swap for Muslims in forex trading.
                          • #14 Collapse

                            Is baray main to mujhey nahi maloom aur na hi kisi ney abhi tak fatwa dia hy. Aik aisa business jis main profit bhi hota ho aur loss bhi aur aap ki amount change hoti rahay, kia woh saheeh nahi hota. Hum is main mehnat krtey hain aur is ko seekhtey hain aur phir mind ko use kr key trading krtey hain aur profit kamatey hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Jnab mai apko btana chahoo ga forex trading bilkul b haram nhi hai blkay Halaal online trading business hai Q k wo business bilkul b Haram nhi ho skta jismay insaan ki mehnat,time required ho.Forex trading 1 art hai or jitna trader is art ko learn krtay huway trading krta hai utna hi acha or positive result b trading sat dekhnay ko milta hai or profitable trading krnay mai kamyab ho skta hai.
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X