Damo account hamare liye ek teacher ki maned hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Damo account hamare liye ek teacher ki maned hai.
    Forex trading mein damo account ko Hamen ek teacher ki ahmiyat Deni chahie is regular time Dena chahie tha regular practice karni chahie Taki Ham market ki Moment ko samajh sake chat per candlestick kyon acchi tarah samajh sake Apne analysis ki bayter kar sake spot and resistance ke bare mein Hamen knowledge increase ho sake Jitna jyada Ham time spend Karenge ham utna hi achcha benefit mil sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Damo account hamare liye ek teacher ki maned hai.

    demo account hamare liye ek teacher ki tarah kam karta hai aur hamari learning abilities ko hamesha improve karda hai demo kaun ko aapane hamesha time dena hai demo account hamesha aapko fayda dekha Jo log demo account ki hai uska samajhte hain aur demo kaun Ho apna start samajhte Hain unki trading bhi acchi hoti hai aur solotrate ki tarah kam kar denge apni trading mein kamyab hote hain aapane bhi apni trading co achcha karna hai aur apne kam ko trading kiya tha aapse rojana delete karna hai agar abhi kam karne mein complete trader hain aur apni chijon ko learning ability kiya tha aapse achcha karte Hain to demo account hamesha aapko trading main bhi fayda dega aur aap acche trader Ban sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Damo account hamare liye ek teacher ki maned hai.

      ji han bilkul dear forex members demo kaun hamare liye take teacher hai kyunki Ham demo kaun se achcha knowledge or experience hasil karte hain aur forex business ek bahut achcha aur kamyab business hai jo Puri world mein famous hai ismein graph kamyab hona chahte Hain to aapko chahie ki mehnat Karen yah ek online business hai jismein aap mehnat karke acchi aur nahin hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Damo account hamare liye ek teacher ki maned hai.

        g han es bat main koi shak nahi demo account per hi Ham Apne trading ki practice Karke Apne experian score increase kar sakte hain isliye Jo log real account mein trading nahin kar rahe Unki trading ability aur skill Bik Hai To unko chahie ki vah demo account ka use Karen Kyunki demo account Hamare liye ek teacher hai jo ke Ek student ki rahnumai karta hai aur ISI Tarah Agar Ham Jammu account per Apne trading experian score increase karen to real account mein trading profitable ho sakti hai aur usse Ham acchi earning bhi Hasil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Damo account hamare liye ek teacher ki maned hai.

          G hy bilkul thk kha hy forex main kamyb hona hy to hm ziyada sa ziyada demo account par practice kra jitni ziyada practice kra utna hi konwldg or experience hsil kra soch semjh kr wark kra jitni achi practice Ho gi utna hi kamyb Ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Damo account hamare liye ek teacher ki maned hai.

            G bilkl agr hum real account peer investment karna chaty hain to sab sy pely humay demo account per achy say practice karni ho ge agr hum demo per trading karna sek jaty hain to humary liy real per trading karna asan ho ge.iss liy humay real sy pely demo practice zror karni chaye.Is k sath sath hi emotional practice us sy b zada zrori haku k jab hum reak account per trade karty hain to humy emotional trading ka boat dyan rakna hota.
            Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
            • #7 Collapse

              Re: Damo account hamare liye ek teacher ki maned hai.

              Off course yes demo account aik teacher ki trah hi nahi aik dost ki trah b hai jo hamen hamari ghaltiyan btata hai ta k hum unko phr sy na dohrain or real account mai khud ko loss sy bachain .ye aik aisa account hai jo apko short term or long term trading sikhata h.jahan per ap nuqsan ki parwah kiye bina full confidence k sath trading krty hain or bohat kuch experience or knowledge milta hai jis sy hum apny real account mai help ly skty hain .so demo account zror use krna chahiye .
               
              • #8 Collapse

                Re: Damo account hamare liye ek teacher ki maned hai.

                Ji bilkul theek Kaha demo Kaun Hamare liye teacher ki tarah hota hai agar Ham Damoh kaun se Achcha knowledge experience and Sarkar Ke real account per kam Karenge to Achcha benefit Hustle kar sakte hain demo Kaun per proper practice karne se apne knowledge and experience improve ho sakte hain aur acchi learning ke sath red lagakar acchi earning kar sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Damo account hamare liye ek teacher ki maned hai.

                  Bahut hi acchi baat ki hai aapane demo account Hamare liye ek teacher Ki manand Hai Jis Tarah Hamen Ek teacher Achcha guide Karta Hai ISI Tarah demo account Hai Hamen real account par work ke liye Aagahii deta hai agar aap real account per acche investor Banna Chahte Hain To aapko sabse pahle demo account per practis karna Hogi demo account is a good teacher.....
                  • #10 Collapse

                    Re: Damo account hamare liye ek teacher ki maned hai.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Malikawais پيغام ديکھيے
                    Forex trading mein damo account ko Hamen ek teacher ki ahmiyat Deni chahie is regular time Dena chahie tha regular practice karni chahie Taki Ham market ki Moment ko samajh sake chat per candlestick kyon acchi tarah samajh sake Apne analysis ki bayter kar sake spot and resistance ke bare mein Hamen knowledge increase ho sake Jitna jyada Ham time spend Karenge ham utna hi achcha benefit mil sakta hai.
                    Salaaaam g DEMO ACCOUNT is the best account for new members and for every person practice , jesa ky sub ko pata ho ga Demo account py trade hota hai magar bagair loss ky or bagair deposit ky trade hota hai, ab iss trade ka maqsad hamary knowledge or trade ko sahi smjhny or market ko dekhnyor smjhny k leay banaya gya hai taky sub log iss ko smj ky kam kr saken , demo aik teacher hai jo hamen trade ky bary ma seekhata hai or btaata hai ky kis trha trade mai loss or profit earn kia jata hai thanks.GOD BLESS U.
                    • #11 Collapse

                      Re: Damo account hamare liye ek teacher ki maned hai.

                      Yes dear brother aapane bilkul sahi Kaha demo account Hamare liye ek teacher ki maned hai yah Hamare liye teacher ki tarah kam Karta Hai Hamen teacher ki tarah guideline Deta Hai Jab Ham Damo ko join Karke kam karte hain sabse pahle demo per practis karte hain demo per practis karne ke bad real account join Karte Hain To Kabhi Bhi NaKam Nahin Hotay Hamesha Kamyab trader Ban sakte hain isliye Ye hamare pass Forex Mein Kamyab hone ka sabse behtarin Tarika yahi hai ki Hamen demo Ko ko join karna chahie Kyunki demo Hamen teacher ki tarah guide karta hai Ham kabhi bhi forex Mein nakam Nahin ho sakte Agar demo ko join Karte Hain To.
                      • #12 Collapse

                        Re: Damo account hamare liye ek teacher ki maned hai.

                        demo account aapke liye behtarin platform agar aap jyada focus karte hain jyada x 55 karte hain to aap hi se kafi jyada na lenge Karen aur usse jyada se jyada kar sakte hainaap hamesha apne demo kaun per focus Karen aur use per aapane jyada se jyada plan ko test Karen agar aapke plan vahan per kamyab Ho jaate Hain to fir aap usko apne account per bhi apply kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Damo account hamare liye ek teacher ki maned hai.

                          JBL ka dam account hamare liye ek teacher ke mane Daya Ham dam account per regular practice karke Apne experian score increase kar sakte hain Ham Jitna jyada demo count word time spent Kar Ke Hamen utna hi achcha fayda ho sakta hai trading mein vah log kamyab hai jo hard worker Hain Apne kaam par focus karte hain apni learning per Jo dete Hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Damo account hamare liye ek teacher ki maned hai.

                            ji han bilkul aisa hi hai demo account hamara teacher hota hai Ham dam aur kaun per bahut sara kam karke experience ****l kar sakte hain demo account se hamen bahut fayda hota hai demo account per Ham jo bhi mistake karte Hain Ham apne real account per dobara aisi mistake nahin karte Agar Ham kamyab hona chahte Hain To hamen chahie ki Ham Forex trading mein profit Hasil karne ke liye demo account per bahut sari practice Karen Jab Ham dam account per bahut sari practice karenge To Ham Forex trading mein easily kamyab Ho jaenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Damo account hamare liye ek teacher ki maned hai.

                              Assalam-o-Alikum apki baat bilkul thik hai forex ik buth acha business hai jis main demo account humhri buth help krta hai forex ik online business hai is main humhra koi boss nahi hota is main humhy demo account say hi sab kuch sikhna hota hai humhy agr acha trader banna hai tu humhy demo account pay zyda sy zyda mehnat krni ho gai forex main demo account pay kaam krna ho ga demo account pay proper time lgna ho ga jis say humhri learning improve ho sky or zyda sy zyda knowledge or experience gain kar sky jis say humhy acha bouns hasil ho sky

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X