Humy Profit jaldi close karna chaye ya phr Lose??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Humy Profit jaldi close karna chaye ya phr Lose??
    Assalama.o.Alaikum pyary dosto!
    Main umeed karta hu k ap sab kheriat say hu gay.Mera swal ap sab say ye ha k boat say new trader's aisy hain jo k trade toh correct position main lgaty hain magar jab un ki trade profit main ja rhe hoti hain to wo apni trade ko boat jaldi close kar dyty hain.Lekin jab un ki trade lose main chali jati ha to wo apni trade ko long time main run karny k liye chor dayty hain or iss umeed main k wo us trade ko profit main close karyn gay.Lekin akhir main yehi Ghalti un ki nakami ki waja banti hain or last main wo apna account wask krwa lyty hain.Toh main ap sab say ye pochna chata hu k kia hum ko aisa krna chaye ya per aisa krna chaye k apny profit ko long time k liy run karyn or lose ko jldi close kar dyn or zada lose hony say apny account ko bachaya jay??Shukriya...
    Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Humy Profit jaldi close karna chaye ya phr Lose??

    G dear ap ka kam hai kay ap soch samjh kay kam karain aur ap aik target mai kam kartye hain tu ap ka faida ho jata hai per jhan tak mera khyal hai tu ap ka ager es mai lose chal rha hai tu ap ka kam hai kay ap es mai trade ko open rhanye dain ap ka kam hai kay ap ka lose auto pay he aik time mai recover ho sakta hai ager ap es mai lagtar kam kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai kafi acha kam kartye hain aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap ko es mai profit milta hai tu ap kam profit mai bhi apna trade close kar diya karain kiyu kay ap ka trade kisi bhi time pay profit say lose mai ja sakta hai jis kay bad ap kaliye masla ban sakta hai tu ap ka kam hai kay ap es mai band kar dain per lose wali ap chalnye dain ta kay bad mai ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap mahnet kay sath acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab zaroor ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap lose wali band na kiya karain kiyu kay aik na aik time pay ap ka trade profit mai chala he jata hai ager ap es mai acha kam lagtar kar rhain aur mahnet kay sath apna km kar rhain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain mahnet kay sath ksm karain aur ap es mai acha kam karain ta kay ap ko es mai lose ho he kam ager zayda lose ho jata hai tu masla banta hai per jaldi ka kam shetan ka hai tu ap ka kam hai kay ap es mai kabhi jaldi say kam na kiya karain daikh au rsoch samjh kay sath ap kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye rhain ta kay ap es mai aik na aik time pay kamyab ho jatye hain tu acha kam tu ap ko kamyabi mil jatye hain tu ap ka kam hai kay ap lose mai waite kar liya jarain kiyu kay ap jaldi mai trade close kar daitye hain tu ap kaliye kafi masla ban jata hai ayr ap es mai kamyab nhi ho patye hain tu ap nay acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay mahnwt kay sath karna
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Humy Profit jaldi close karna chaye ya phr Lose??

      Assalamu Alaikum dear Forex member Hamen chahie Ke Jab Ham trading cotton karte hain to use Dekhte Rahenge Hamen profit ho raha hai ya nahin To Jaise hi Hamen profit Ho Hamen trade ko foreign close kar lena chahie Hamen lost Tak ka vate nahin karna chahie Aur lalaj Bhi Na Karen ki agar Lal ki to bahut jyada loss bhi ho sakta hai isiliye Jitna profit mil raha ho use vahin close Karke Apna profit Lele Taki aapko fayda Ho Bajaye Iske kya aapko Jyada loss ka Samna karna Pade aur Hamen chahie ki Ham posting mein mehnat se kam Karen aur Jitna Jyada mehnat se kam Karenge itna hi Hamen fayda hoga Kyunki trading Mein Ham jitni learning Karenge Itni hi acchi trading kar sakte hain isliye Hamen chahie Apne kaam par focus Karen aur Soch samajhkar trading Karen takat Jaise hi Hamen profit Hone Lage Ham apni trade ko close kar len loss hone se pahle
      • #4 Collapse

        Re: Humy Profit jaldi close karna chaye ya phr Lose??

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Mr'Jigsaw پيغام ديکھيے
        Assalama.o.Alaikum pyary dosto!
        Main umeed karta hu k ap sab kheriat say hu gay.Mera swal ap sab say ye ha k boat say new trader's aisy hain jo k trade toh correct position main lgaty hain magar jab un ki trade profit main ja rhe hoti hain to wo apni trade ko boat jaldi close kar dyty hain.Lekin jab un ki trade lose main chali jati ha to wo apni trade ko long time main run karny k liye chor dayty hain or iss umeed main k wo us trade ko profit main close karyn gay.Lekin akhir main yehi Ghalti un ki nakami ki waja banti hain or last main wo apna account wask krwa lyty hain.Toh main ap sab say ye pochna chata hu k kia hum ko aisa krna chaye ya per aisa krna chaye k apny profit ko long time k liy run karyn or lose ko jldi close kar dyn or zada lose hony say apny account ko bachaya jay??Shukriya...
        Entry Aur closing
        Assalamu Alaikum dear member Mein ummid karta hun ki aap khairiyat se Honge aapane bahut hi acchi information share ki hai ki bahut jyada beginner trader Jab vah Forex trading ke andar koi bhi trade open Karte Hain To Jab Unki trade Thode Se profit Mein Chali Jaati Hai to vah close kar dete hain aur jab Un wohi trade loss Mein Chali Jaati Hai To vah Apne loss wale trade ke upar bahut Lamba hold karte hain yah vah bahut badi galti karte hain Jiski vajah se vah ek Bada profit Hasil nahin kar sakte.
        Agar Ham ais markat ke andar Ek acchi entry Lena Chahte Hain To Hamen Forex trading ka Jyada Se Jyada knowledge gain karna hota hai aur demo account ke upar Jyada time practice karni Hoti Hai demo account ke upar practice se Hamen fayda yah hota hai ki Ham market ko aasani ke sath samajh lete hain aur jab Ham real account mein work Karte Hain To Hamen Kisi Kisam ki koi problem face Nahin Karni Pade.
        Aapko entry Lene mein kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie jub ap ais market Mein entry lete hain to aapko technical analysis ko follow karte hue entry leni chahie aur aap fundamental analysis ko bhi lazmi Mein read Karen Uske bad hi trade le. Jab aap is market ke andar entry Le lete hain money management ke sath to oske bad aap apni trade Mein stop loss aur take profit ki value lazmi main put kar den.
        Jab tak market aapke take profit ya stop loss ko hit na Karen aap apne trade ko manually close na Karen bahut jyada member trader Aisa karte hain Ke Jab Unki trade profit ki taraf Jaati Hai to vo take profit hit hone se pahle trade ko manually close kar dete Hain Jiski vajah se vo Ek Achcha profit book nahin kar sakte aur bahut se trader Aisa Bhi Karte Hain Ki Jab market unke against Chali Jaati Hai To vah stop-loss hit hone se pahle hi trade ko close kar dete hain aur Apna loss bok kar lete hain Jiski vajah se unhen acche results Nahin Milte Hain Agar is market ke andar Ham koi bhi trade Lete Hain To Hamen knowledge ke sath leni chahie aur support resistance aur fundamental ko follow karte hue ismein trade leni chahie aur uske bad Hamen trade ko close karne mein kabhi bhi jaldazi Nahin Karni chahie Hamen exact point ke upar entry leni chahie aur exact point ke upar trade se nikalna chahie shukriya .
        • #5 Collapse

          Re: Humy Profit jaldi close karna chaye ya phr Lose??

          Profit ko loss me closed nahi karna chahiey
          agar ap ka bonus account ziada hai aor a ssamjhte hai keh hamara accaccount wash bhi nahi hogaa is ke liey apko lot ka size kam se kam rakhna chahiey q keh agar lot ziada hoogi to loss bhi ziada hogaa to hhamesha apne account ko sesecure ralhne ke liey lot kka size normal rakhe aor ttrade loss me closed aese nahi karna kuch traders bbuzdil hote hai jo keh thore se loss me gghabra jaate hai aor trade ko loss me hi closed kar dete hai aese trader kabhi bhi big profit earn nahi kar saktsakte q keh in ke pas confidence nahi hota
          Friends acha profit earn karne ke liey ache experience ki zurroorat hooti hai aor sabar ksrna parta hai hamesha safe trading karo aor trade me risk na loo aor sabar ka muzahira karo agar loss bhi chal raha hai to dill ko barra rakho himmat se kaam lo aor ache ki umeed ralhni chahiey q keh market ka ata nahi chalta woh fast hoo kar loss me se rofit me bhi jaa sakti hai iso liey friends hamesha forex trading me woh trader successful hota hai jo mehnat ke saath saath demo account se trading experience bhi gain kare taa keh dosto first yeah hai keh hame loss hoey bhi nahi itna trade se ehley strong analysis karo naho to hir sabar kejiey

          Long Term Trading:

          Dear fellows hame agar expert trader banna hai to hame long te trading karni chahiey aor is me thori lot ka istamal kare taa keh aka account bhi safe rahe aor ap aek achi earnin
          • #6 Collapse

            Re: Humy Profit jaldi close karna chaye ya phr Lose??

            Dear forex members forex trading ake risky business hay jiss may Agar haum properly market ki movement ko daikhtay hoye aur samajhtay hovey trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay magar kuch traders zarorat say zayada trading may risk laytay hay aor agar unki open ki hoi trade profit ko touch karti hay tou uss situation may traders thoray greedy hotay hoye trade ko close nai karay hay aur mazeed profit hasal karney Kay liye apni trade ko open rakhay hay aur kuch traders easy bhi hotay hay Jo safe and sound trading kartay hay aur jab unki trade kuch profit ko touch karti hay tou wo immediately apni trade close kar daytay hay dear friends in dono types Kay trader's kuch na kuch loss KO face kartay hay jab app ko market may movement ka knowledge hoga to app apni abilities aur skills Kay mutabiq deceion laytay hay aor observe kartay hay Kay ab market ki movement ka trend kya hoga to uss Kay mutabiq trading kartay hoye apni trade open ya close Karney ki koshish kerni chahiye takay haum zayada Profit Kay lalauch may thora profit bhi na ganwa day forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada such samjh Kar trading karni chahiye takay haum market ki movement ko achi tarha say samjh kar aur analaysis kartay hoye apni trade open kar saktay hay forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur forex trading may haumay discipline Kay saath Kam karna parta hay phir hi kamyaabi hasal hoti hay aur iss Kay liye market ki movement ko analyz karna parta hay phir hi haum kamyab tareekay say complete knowledge Kay saath trading kartay hoye bohut zayada kamyaabi hasal kartay hay Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur iss ki waja say haum market ki movement ko analyz karney Kay liye apni abilities aur skills ko increase kartay hoye trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti.

            Forex trading may haumay yeah bat bilkul yad rakhni chahiye Kay forex trading ake aysa business hay jiss may app Agar proper knowledge aur learning Kay sath Kam kartay hay to app axhay tareekay say kam Kartay hoye apni earning bhi increase kartay hay magar jab app ki trading karney may greed ka element Shamal hota hay tou appko zayada behter results hasal nai hotay hay Kyu Kay lalauch appko trading Kay doraan taek tarah say decision nai layney dayti hay phir app kabhi bhi kamyab tareekay say completely understand nai kartay hay market ki movement ko aur trends ko.

            Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur forex trading may haumay discipline Kay saath saath learning ki zarorat hoti hay aur iss Kay liye market ki movement ko monitor karna bohaut zayada important hota hay Kay app ko learning Kay sath trading ki practice karni chahiye takay app apni abilities aur skills Kay mutabiq trading kartay hoye bohut zayada kamyaabi hasal Kar sakay forex trading ake zabardast business hay jiss may app ko profit hasal hota hay magar Lazmi hay kay traders hamesha fundamental analysis aur technical analysis ko istamaal kartay hoye trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur forex trading may haumay discipline Kay saath saath learning ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay.
            • #7 Collapse

              Re: Humy Profit jaldi close karna chaye ya phr Lose??

              Hamen Apne account balance ke hisab se hi profit and loss ko close karna chahie lekin Jab Hamen Achcha profit mil raha ho To Hamen acche profit ko forn save kar lena chahie ham log itna hi loss or profit bardasht kar sakte hain Jitna ke Hamare account ki capacity hai isliye loss aur Prophet ka close karna Hamare account balance per depend karta hai
              • #8 Collapse

                Re: Humy Profit jaldi close karna chaye ya phr Lose??

                Assalam-o-Alikum dear forex member agr humhy apni trading say acha profit hasil karna hai tu humhy market ko dekhna ho market ki movement ko dekhna ho ku k forex main humhy us waqt trading karni chiye jab humhy market ka pata market ko dekh kar understand kar k trading trade ko us waqt tak close na kry jab tak apko pata na ho k yah trade apko loss day ga k profit humhy market main soch smjh kar target krna ho ga ku market ki movement har mint k bad change hoti hai agr hum hum profit ka soch kar trade laga dety hai tu wo trade humhy loss b dy skta hai is liye humhy trade ko long time k liye chlny dyna chiye or apny account ko save rkhna ho ga agr hum ik hi trade ko profit k liye use krty jaye gy tu humhra account wash ho jaye ga humhy long time k liye trade close nai krny chiye jis say humhy zyda profit tu na or humhra account b wash hony say bach sky Click image for larger version

Name:	fundamentals-27-onorio-francesco-salvatore.jpg
Views:	1
Size:	483.9 کلوبائٹ
ID:	12329926
                • #9 Collapse

                  Re: Humy Profit jaldi close karna chaye ya phr Lose??

                  Jijo bacon elevel ka hota hai usko chahie Apna profit jaldi close Karen because jaldi close karne se kam se kam nuksan hota hai aur ham mayus Nahin Hote if Ham jaldi Nahin Karenge to Main Bhi loss a Jaaye aur loss Aane Ki vajah se Ham Ayush ko sakte hain SO isiliye Hamen chahie short term trading V focus karna chahie aur apni trading co Kamyab banane ke liye demo account ko use karna chahie demo account ko use karna Ham sab ke liye best option hai aur Hamen chahie Forex per Apna Kam Karen Aur Dil lagakar mehnat Karen Jo Banda Forex per kam karta hai vah kabhi bhi mayus nahin Hota aur isiliye Hamen chahie Forex ko proper analyse Karya ke market course study Karen aur ek dusre ke sath Milkar Apna Kam Karen Jo Banda Yahan per Apna Kam kar lega vah definitely Kamyab Ho Jaega To Ham Sabko Yahan Pai short term profit Hasil karne ki koshish karne chahie aur regular Apne task complete karne chahie Jo bandariya ko Apne task complete karta rahata hai aur vah at the end Apna bonus level increase karta hai aur Yahi bonus Ham Sab apni trading main use Karke apni trading co Kamyab banate hain SO isiliye Ham Sab Ko mehnat Karni chahie if armaghan Na Karenge knowledge increase hoga aur isase Hamara last minimum Hoga jisse Ham profit ki taraf Munh Honge aur Hamare andar kam karne ka interest aur confidence develop hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Humy Profit jaldi close karna chaye ya phr Lose??

                    Dear market ki situation aur condition ko dekty howy hi ye decision lena chaye key orders ko profit me close karny me hamari behtari hay ya per loss me close karny me hamara faida hay, agar orders ko es waja se close na kia jaye key jab tak ye profit me na aye to ye market me open position me hi rahy to ye be traders ki ghalti hoti hay kesi time market ki situation aur movement ko dekty howy agar loss me be orders ko close kar dey jaye to ye be bahot achi trading samji jati hay magar esi trading bahot kam traders hi kar paty hey, agar traders expert hon gey to market ko analysis karny ki waja se esy traders orders ko loss me hi close karny ka zaror decision le sakty hey magar jab tak traders ko market analysis karny ka aur market se related achi information hasil nahi ho gi koi be trader apny orders ko loss me close karna acha nahi samjty hey, esi trading ki umeed new aur greedy key sath emotional traders se hi ki ja sakti hay jo be mature aur experienced trader ho ga esy traders zeyada loss face karny se zeyada behtar ye samjty hey key orders ko small loss me hi close kar dey jey aur next orders ko open karny ki per se koshish start ki jaye, orders agar 1 bar open key jaye to zaror es ki modification market analysis key mutabeq hi karni chaye agar zarorat pardy to esy orders ko loss me be close kar deny chaye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Humy Profit jaldi close karna chaye ya phr Lose??

                      My dear Forex member Forex trading mein agar aap apne chatting acchi kar rahe hain to aapko profit me Milta Hai Lekin Agar aapke trading ability strong nahin hai to aap kabhi bhi Forex Mein Achcha profit Hasil nahin kar sakte Forex basically 1 profitable business ke sath sath aapko risky business hai isliye Hamen Soch samajh kar trading karna Hogi Forex trading mein agar aap acchi trading Karke profit Hasil Karenge to aap apne profit target ke according apni trade ki close kar Den kabhi bhi greedy Na Ho Kyunki Jab aap lalach Mein Aate Hain tabhi aapko forex mein Hamesha loss hota hai isliye aapko Agar aapka selected target profit Mein mil raha hai to apni trade close kar den Taki aap Forex Mein Kamyab ho sake
                      Click image for larger version

Name:	profit kamal.jpg
Views:	1
Size:	78.5 کلوبائٹ
ID:	12329930
                      forex trading main jub apki badqismti k sath loss ho raha ho tu apko chahye k ap sub se pahly markt ko anlaysis karen aghr apko maket k trend ka pta nahi hai tu apko apni loss wali trade ko close kar den tab apko apny small los k sath apni trade ko close kar den jis se apko zayda loss na ho foex main apko khud smjhari k sath apni trade krna hoti hai or pher osko hold and close ko bhi ap ny khud he dekh kar karna hota hai jis se ap forex main kamyab ho skty hain or achi trade kar skty hain or bary loss se bach skty hain
                      Click image for larger version

Name:	profit kamal.jpg
Views:	1
Size:	78.5 کلوبائٹ
ID:	12329930
                      • #12 Collapse

                        Re: Humy Profit jaldi close karna chaye ya phr Lose??

                        Walaikum Assalam, Humein Hamesha apny loss wali trades ko jeldi closed Kar dyna caheye, or profit wali trades ko hold karna chahie q k bhoat say trader profit hold nhi karty or loss ko hold karty hy or sochty hein k market un k Haq mein dobara ah jaey ge likin aysa nhi hota or pher in Ka account washed ho jata hy, ager humaray analysis wrong ho jaein to humein jeldi loss wali trades ko closed Kar dyna caheye.
                        Instaforex is the Best broker
                        • #13 Collapse

                          Re: Humy Profit jaldi close karna chaye ya phr Lose??

                          Frnd hamain apni loss wali trades ko close kr dena chahiay q ke jb hm dekh chuky hn ke market opposite ja rhi tu phir hamain thory loss pr trade close kr deni chahiay aur dosri trf jo profit mn trade ja rhi ho usy hold kr ke ziada profot lia jaye taky loss bhi recover ho jaye mgr ye sb aik hi cheez pr depend krta hy aur wo hy ke hm ne sahi smjh ke ke trades li houn tu hamain khud pta hota ke konsi trade hold krni hy aur konsi trade close krni hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Humy Profit jaldi close karna chaye ya phr Lose??

                            dear trading krty waqt profit ki ziada lalch nai krni chahye aur jb munasib profit ho jaaye to vina der keye close kr deni chahye trade.aur loss ko ziada der tak chalny dena chahye q k loss ki recovery k chances hotay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Humy Profit jaldi close karna chaye ya phr Lose??

                              Walikum salam dear pyary forexer jigsaw ge bilkul apka sawal mausul hgya ke Kia hmay trading ko loss ma god band Karna chaye ya hamy profit ma band Karna chye to baat aisi hai pyaary or jab hamy aisa lag Raha ho ke profit start hgya hai or ham agar closing ki traf Jana chahte hai toh jitna profit hai ly Lia jyen Ku k jab trade long term ma chali jaygi to apko loss Hoga Jo k account k wash hony ki Naveed sunye GA or recovery krna muskil hojyga es Lia hamy chye ke short and long term dekhy trading ma or short term per behtar hai ke ap ani trade lagye or ap jald hi usko profit ma lein according to the graph ke kB tk short time trade hogi
                              "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X