umed ka daman kbhi na choro kamyabi aapko kbhi nhi choregi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    umed ka daman kbhi na choro kamyabi aapko kbhi nhi choregi
    salam Doston Jo log umeed ko mazboti say pakra hua hota hai chahe wo gir jai phr b uth ke razi ko pakre wo kamywb ho jata hai kamyabi uske muqdar main hoti hai Forex bht acha bussnisa hai is main khudko mazbot kro apni umeed ko mazbot kro Mahnat kro kamyab bano Forex pe jo log mahnat karte hai kamyab ho jate hai umeed ka daman kbhi na choro
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: umed ka daman kbhi na choro kamyabi aapko kbhi nhi choregi

    ummid ka daman kabhi bhi hath se nahin chorna chahie trading mein ya kisi bhi profession mein hi aap forex trading ki kisi bhi business mein kam kar rahe hain aapane ummid ka Daman nahin chhorna balki kam ko jari rakhna hai aapke kam mein bahut sari muskurate bhi aaenge aur aapko bhi acche milenge aur kabhi aapko bahut bure result milenge lekin fir bhi aapane ummid karda main nahin chhorna aur apne aap ko achcha aur kamyab insan bhi banana hai aur apne aap ko trading mein vah kam karna hai jiske bare mein mushkil trading darte hain aur hardik aur chij pasand nahin hai aapne har kam sikhana hai phr jakar aapki trading acchi hogi aur aapki ki respect bhi hogi
    • #3 Collapse

      Re: umed ka daman kbhi na choro kamyabi aapko kbhi nhi choregi

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Yasir-trader پيغام ديکھيے
      salam Doston Jo log umeed ko mazboti say pakra hua hota hai chahe wo gir jai phr b uth ke razi ko pakre wo kamywb ho jata hai kamyabi uske muqdar main hoti hai Forex bht acha bussnisa hai is main khudko mazbot kro apni umeed ko mazbot kro Mahnat kro kamyab bano Forex pe jo log mahnat karte hai kamyab ho jate hai umeed ka daman kbhi na choro
      Walaikumussalam ji bilkul aap sahi kah rahe hain Hamen hopeful rahana chahie ummid kabhi bhi nahin chhodana chahie kyunki Forex ek aisa platform hai Jahan per aapko ekadam se kam yah bhi nahin milati aapko hardwork karna padta hai jiski base per aapko kamyabi milati hai trading 1 risky business hai jismein profit aur loss donon ke chain se sote Hain agar aapko loss Ho jaaye to usse learn karna chahie use ghabrana nahin chahie Taki aap aap hopeful Rahe aur apne kamyabi ko pane ke liye koshish karna na chhode ki agar aap ummid chhod dete Hain to usse aap disappoint Hoke kam karna chhod dete Hain aur FIR aap apne goals ko achieve nahin kar paate aapane apne aap ko emotions Se dur rakhna hai hopeful rahana hai motivated rahana hai Taki aap aasani se apni kamyabi ki taraf chalte Rahe inshallah aapko ek din kamyabi jarur milegi
      Last edited by ; 10-08-2020, 08:59 AM.
      سرکار
      • #4 Collapse

        Re: umed ka daman kbhi na choro kamyabi aapko kbhi nhi choregi

        G blkl agr kamyab hona hai to umed ka daman ni chorna chahiye loss hr aik ko hta hai lkn na umeed ni hona chahiye umed se hosly se kam
        ko jari rohna chahiye q k umed chor dn gy to kam ni kr skty or nakam ho jain gy
        • #5 Collapse

          Re: umed ka daman kbhi na choro kamyabi aapko kbhi nhi choregi

          ap nay bilkl sai kha k humy umeed ka daman nhai chorna chaye or jo kam kar rhy hu us ko pori imandari say karna chaye or kabi us kam sy pechy nhai hatna chaye.Byshak kamyabi ap k pas khd chal k ay ge or is k sath hi ap ko pori mehnt or lagan sy kam karna ho ga tbi ap forwex main kamyab ho sakty hain is k ilawa ap ko ko mkamal education honi chaye k forex ka bussines kis kadr karamad hain.
          Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
          • #6 Collapse

            Re: umed ka daman kbhi na choro kamyabi aapko kbhi nhi choregi

            Insan apni Jindagi Mein Hamesha ummid ke Sahare Jita hai Hai Har kamyabi ko pane ke liye Apne Dil aur dimag mein Main ummid Rakhta hai hai ki kamyabi ke liye bhi Hamen ummid ka Daman Hamesha Pakad Ke Rakhna chahie Kyunki Agar Ham Kamyab Honge Tu ISI ummid Ki Khatir Kamyab Honge Hamen Himmat Aur Hosla ke sath Aage Badhana chahie varg karna chahie mehnat karna chahie Kabhi nuksan Lash hone se mayus nahin Hona chahie Hamen Kabhi Ye Na ummid Nahin Hona chahie aur na hi forest dosti karna chahie Bal ke Bar Bar nuksan hone ke bavjud Hamen mehnat ke sath Aage Badhana chahie jisse ham aasani ke sath Kamyab ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: umed ka daman kbhi na choro kamyabi aapko kbhi nhi choregi

              bilkul dear. hmain forex ma achay ki umeed rakhni chaiay aur khud par depend kar k mehnat kartay rehna chaiay, agr hmain start ma mushkilat paish ayen to unka hoslay sa samna karain q k mushkilat k baad asanian zarur ati hain, forex ma kmayabi k liay self trust aur self confidence bht zaruri ha
              • #8 Collapse

                Re: umed ka daman kbhi na choro kamyabi aapko kbhi nhi choregi

                ummid ka daman kabhi bhi hath se nahin chorna chahie buying and selling mein ya kisi bhi career mein hello aap foreign exchange buying and selling ki kisi bhi enterprise mein kam kar rahe hain aapane ummid ka Daman nahin chhorna balki kam ko jari rakhna hai aapke kam mein bahut sari muskurate bhi aaenge aur aapko bhi acche milenge aur kabhi aapko bahut bure end result milenge lekin fir bhi aapane ummid karda primary nahin chhorna aur apne aap ko achcha aur kamyab insan bhi banana hai aur apne aap ko buying and selling mein vah kam karna hai jiske naked mein mushkil buying and selling darte hain aur hardik aur chij pasand nahin hai aapne har kam sikhana hai phr jakar aapki buying and selling acchi hogi aur aapki ki recognize bhi hogi.ap nay bilkl sai kha ok humy umeed ka daman nhai chorna chaye or jo kam kar rhy hu us ko pori imandari say karna chaye or kabi us kam sy pechy nhai hatna chaye.Byshak kamyabi ap okay pas khd chal ok ay ge or is ok sath hello ap ko pori mehnt or lagan sy kam karna ho ga tbi ap forwex principal kamyab ho sakty hain is okay ilawa ap ko ko mkamal training honi chaye ok foreign exchange ka bussines kis kadr karamad hain. hmain foreign exchange ma achay ki umeed rakhni chaiay aur khud par rely kar ok mehnat kartay rehna chaiay, agr hmain begin ma mushkilat paish ayen to unka hoslay sa samna karain q okay mushkilat okay baad asanian zarur ati hain, foreign exchange ma kmayabi ok liay self have confidence aur self self belief bht zaruri ha
                • #9 Collapse

                  Re: umed ka daman kbhi na choro kamyabi aapko kbhi nhi choregi

                  Assalam o Alikum,
                  .. G biku kforex forum prr kbi kamiyabi milti h to kbi nakami es bst ko lay kr hmein forex am demoral nai hona cheaye r na e hmein forex ma kaam krna corna cheaye forex ma nakami pkki nai hoti h agr aj hm es ma kam bonus kama rhy hein ya pir hmrin trading ma loss ho rha h to koi bat nai h ak din ay ga k hum es ma kamiyab bussiness man bnn jein g yr apna loss b recover kr lein gy
                  • #10 Collapse

                    Re: umed ka daman kbhi na choro kamyabi aapko kbhi nhi choregi

                    Hn g dear ap ki bat bilkul theak ha umeed ka daman kabi na chora kamyabi ap ko zaror mily gi forex ma wahi kamyab ho ga jo mehnat kry ga har business ma loss or profit to hota ha agr ap ko business ma loss ho jay to umeed ka daman na chora or os loss ko pura krna ka leya mehnat kry taka ap kamyaabi hasil kr saky apna daily ka work daily waqt pa kry tak ja ka kamyabi hasil ho gi.
                    • #11 Collapse

                      Re: umed ka daman kbhi na choro kamyabi aapko kbhi nhi choregi

                      Aziz doston ummid ka Daman kabhi mat chhodana iska matlab yah hai ki agar aap aap ko trading karte hue Agar loss ho gaya hai to koi baat nahin aapane bilkul bhi pareshan nahin hona ke Sara ISI se Hi recover karna hai aur aapane dekhna hai ki lash kyon hua hai kis vajah se hua hai aur usse vajah se aapko cal ko profit hoga.
                      SB dosto ko ek dusry ki post ko like krna chahyay..shukria.

                      • #12 Collapse

                        Re: umed ka daman kbhi na choro kamyabi aapko kbhi nhi choregi

                        Ji, forex main purumeed ho kar he kamyab hua ja sakta hay. Difficulties say gabhrany ki bajaye inka muqabla karain. Apni weaknesses ko positive attitude say apny faidy kay liye use karain. Patience say work karain to kamyabi zaroor mily gi.
                        • #13 Collapse

                          Re: umed ka daman kbhi na choro kamyabi aapko kbhi nhi choregi

                          g bhi jan ap manht karin aor ap ko as ka phal maly ga so ap ko as sae zida incom dini ho gi so ap ko as sae zdia sae zida work kia jata hai so ap ko pakista forex forum me kamyabi ka lae zida sae zida manht akrin aor na umeed na hun .
                          • #14 Collapse

                            Re: umed ka daman kbhi na choro kamyabi aapko kbhi nhi choregi

                            g bvilkul apny kaam ko agr aik umeed ar aik achy bhrossy ky sath karty hn ar apni trade ki quality ko hm bhytr sy bhytr banaty hn to kamyaabi hmyn kbhi bb nhi chorti ar hmyn aik acha traders bana sakti hy ar hmari skills ko bb bhytr sy bhytr bana sakti hy is liy apny kaam ki pattern ko samajh kar hi trade karyn ar apny badujt ko bb samnt rakh kar hi agr hm lots ko use karty hn to issy hmyn kamnyaabi mill sakti hy ar hm aik achy traders bb bn sakty hn ar apni skills ko bb bhytr sy bhytr bana sakty hn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: umed ka daman kbhi na choro kamyabi aapko kbhi nhi choregi

                              Ham logon ko yahan is market ke andar rules and regulations ko hamesha follow karte rahana chahie jab tak Ham logon ka kam karne ka style achcha nahin karta profit hasil karna bahut difficult ho jaega knowledge ke upar depend karta hai ki ham log kitna achcha kam yahan per karna shuru kar denge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X