Forex trading main market ki movement r trend ko kis trha smjha jay...???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main market ki movement r trend ko kis trha smjha jay...???
    Assalamu Alaikum Forex family... I hope you are all doing well... Dear members bahut se Logon Ko Forex trading karne mein bahut Mushkil Hoti hai unhen market ki movement ko samajhny mein bahut Mushkil pesh aati Hai To Unka Ek Sawal Yahi hota hai ki market ki movement ko trend ko Kis Tarah smja jay.. Dear friends mera topic is sy related hai ki agar vah Yahan market Ki movement Ko samajhna chahte hain aur trend ko samajhna Chahte Hain unhen do Kam Karne bahut jaruri hai ek To unahin chahie ki vah Forex ki learning Karke r Forex ka experience Lekar Aaye Aur dusra unhain chahie ki vah news ko analyse Karen... Agar wo yahan Forex ki learning Karke aaenge to unke pass Forex ka experience and skills Hogi r jb un k pas experience Hoga To. Us experience ko use karte hue market ke condition ko aasani se analyse kar Payenge market ki movement ko samajh Payenge Aur Is Tarah vah market trend ko follow karke trading kar sakte hain aur dusra agr wo. News follow karenge news ko Dekhte Hue trading Karenge to trend ko follow karte hue trading kar Payenge aur kamyabi ki taraf ja sakaaenge... Shukriya 👍
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main market ki movement r trend ko kis trha smjha jay...???

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Urba پيغام ديکھيے

    G dear us kaliye ap ko mahnet aur lagan kay sath kam karna parta hai ap ko achye anylsis kay sath kam karna parta hai aur ap ka kam hai kay ap news pay bhi kam kiya karain kay ap news kay hisab say he kam kartye hain tu ap ko es mai market kay trend ky barye mai pta chal jata hai jub kay ap ka kam hai kay ap es mai anylsis kay hisab say kam kartye hain tu ap kamyab ho saktye hain ao nay trend kay hisab say kam karna hai tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain tu ap ka kam hai kay ap acha kam karain ta kay bad mai ap kaliye masla nhi banta hai tu ao achye kam kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain tu ap acha kam kiya karain ta kay ap ka kam basicaly acha ho jata hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu mahnet kay sath aur lagan kay sath kiya gaya kam ap ko hamesha he kamyabi daita hai jub kay ager ap market kay trend kay jisab say kam kartye hain tu ap kamyab zaroor ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye rhain mahnet aur lagan kay sath kiya gaya kam ap ko kamyabi dila daita hai tu ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam jartye rhain ta kay bad mai ap ka kam acha ho jata hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap acha kam kiya kartye hain tu ap kamyabi hasil asani kay sath kar saktye hain tu apna kam ap achye say acha liya karain mahnet kay sath aur market kay trend ko follow kiya karain ta kay bad mai ap ka kam kafi acha ho jata hai aur acha kam tu ap kaliye kamyabi ki waja banta hai aur ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain tu acha kam ap ko kamyabi he daita hai na
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main market ki movement r trend ko kis trha smjha jay...???

      Assalamu Alaikum dear Forex member Hamen chahie ke Ham Forex Mein Jab trade open Karte Hain To Ham Har EK chij ki acchi Tarah Se analysis kar le Ham pair score dekh lena unexpected signals ko kabhi bhi follow na Karen aur sari Signals and indicators ki movement ko Jarur Samajh Kar kam Karen trading Mein Jab Ham Samajh Kar work Karte Hain To Hamen bahut jyada fayda hota hai isliye Hamen chahie ki Ham trading mein bahut jyada focus se kam Karen Taki Ham profit Jyada Le sake aur loss se bacche to iske liye Jyada Jaruri kya chij hai iske liye jaruri hai kya ham demo practice ko kabhi bhi stop na Karen Hamesha demo practis Karen Tak ke a acchi Tarah Se Ham Yahan per kam kar sake aur Hamen bahut Achcha profit mil jaaye to koshish karen ki demo practice Jari rakhen isase Hamen working skills acche ho Jaate Hain aur ham Main Tere kha jata hai ki Kis Tarah Se Humne profitable trade open karni hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main market ki movement r trend ko kis trha smjha jay...???

        Walaikum Assalam ji e sister Ham sab theek hai aur ummid hai ki aap bhi theek Hogi aapane Ek bahut hi hi hi acche a aur important point Ko uthaya Hai ki Forex trading mein market aur Iske trend ko kaise Samjha Jaaye Yahi question Sabke mind Mein hoga Jo log senior se please Ho Apne juniors ko guide kar do ke Ham market ki moment aur train ko Kis Tarah samajh sakte hain Taki new members in ko follow karte hue Forex trading Mein kamyabi Haasil kar sake
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading main market ki movement r trend ko kis trha smjha jay...???

          Assalam o alaikum umeed hai k ap thk hon gy.. forex ko join krty hain to hmain ksi chz ki info ni hti r work kr k hmaij ahishta ahista kch na kxh knowledge mlti jati hai forex me hmain learning power zda krni prhti hai q k jo b sekhna hai hm ne is se e sekhna hai or work sekh k b bht se members ko phr b market ki movement ka ni pta chalta k movement ko ksy dekha jay to
          hamain is chez ko zaror smjhna chahiye q k market ki movement trade me bht importance rkhti hai market ki movement se e hamain pta chalta hai k hmri trade profitable hai k nahi is liye hamain movement p bahot focus krna chahiye ta k profitable trade lga sakain r trade me trend ka
          bht khayal rkhna chahiye q k trend k against agr jab hum trade lagaty hain to hamain bohat loss hota hai to hamain is chez ka khayal rkhna chahiye k trend k mutabiq trade lgain
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading main market ki movement r trend ko kis trha smjha jay...???

            Dear forex members forex trading esa business hay jiss may aopko market ki movement ko har Wakat dekhna hota hay phir uss Kay mutabiq apni trading strategy aur planning ko tarteeb daynay ki zarorat hoti hay jab haum forex trading may behtareen strategy Kay mutabiq Kam Kartay hoye successful trading kar saktay hay haumay hamesha apni learning aur knowledge ki base pay trading market ki movement ko observation karney ki koshish kerni chahiye aor pher trading say related knowledge aur information bohaut zayada important hoti hay jab aopko proper knowledge aur experience hota hay tou app easily trading kar saktay hay aur phir uss Kay mutabiq Kam karna hota hay forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur forex trading may be guidance ki zarorat hoti hay jab app trading may achi earning hasal karna chahtey hay to haumay hamesha apney leadings traders ko trading karney Kay liye follow karney ki koshish kerni chahiye takay haum bhi unkay experience say faida hasal kartay hoye achi aur profitable trading kar sakay aur kamyaabi hasal hasal kar sakay haumay hamesha apni learning skills aur abilities ko improve kartay hoye market say related news aur analaysis ko istamaal karney ki koshish kerni chahiye aur haumay trading may professional attitude kay sath Kam karney ko prefer karna chahiye takay haum trading ko seriously laytay hoay kartay hay to haumay as a profession iss ko select karney may asani rehti hay haumay hamesha trading may apni learning aur information ko increase kartay hoye Kam karna hota hay phir hi kamyaabi hasal hoti hay.

            Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye market ki movement ko monitor karna bohaut zayada important hota hay aur haumay Profitable Trading karney Kay liye DEMO PRACTICE ko istamaal karna chahiye takay haum trading ki learning ko apney liye possible bnatay hoye kamyaabi Kay sath trading Kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay haumay hamesha market ki movement ko apney analaysis ki base pay judge karna hota hay aur haumay market ki movement ko analyz karney Kay liye fundamental analysis aur technical analysis ko istamaal karney ki zarorat hoti hay iss ki madad say haum trading market ki movement aur trends ko judge kartay hoye trading kartay hay to haumay uss waqt market Ki up wards and down wards movement aur trends ki information hasal hoti hay haumay hamesha market ki movement ko axhay tareekay say judge Karney Kay liye terminal chart pay mojod Indicators aur Candal Sticks patterns ko samajhna zarori hota hay Kyu Kay agar app trading say pehlay market ki movement ko monitor karney Kay liye Chart Pattern pay mojod candal sticks ki previous movement aur next movement ko analyz kartay hoye apni trade open kartay hay to appko easiness hoti hay market ki movement Kay mutabiq apni trade open kernay Kay liye.

            Forex trading may usually traders market ki movement ko monitor karney Kay liye Chart Pattern pay ya time frame pay trends line draw kartay hay jiss ki waja say market may prices ki movement ko easily analaysis kia jata hay aur iss Kay liye haumay hamesha candal Sticks ki mukamal information honi chahiye takay haum market ki movement ko Candal Sticks patterns Ki madad say judge kar sakay forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur forex trading may haumay discipline Kay saath Kam karnay Ki koshish kerni chahiye takay haum market ki movement ko analyz karney Kay liye displine Kay sath Kam kartay hoye trading market ki movement ko judge kartay hoye trading Kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading main market ki movement r trend ko kis trha smjha jay...???

              Forex trading main market ke moment ko samajhne ke liye aap fundamental and technical analysis karte hain aap analyses se market ko samajhte Hain market ko samajhne ke liye aapke pass Achcha knowledge Hona chahie Jab aap Forex ke bare mein Sab Kuchh Jante Honge then he ap Kamyab trader Ban sakte hain jab ap ke pass Achcha Knowledge Hoga Achcha experience Hota aur strong analyse Honge then he market ko Samajh Kar ismein trade open kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading main market ki movement r trend ko kis trha smjha jay...???

                Walakum slam
                Dear forex members hamain hamain forex business main market ko trend ko samajhne ke lye sab se pehly hmain candles ko samajhne ki zrorat hoti hai our forex business main trading chart par kaam karte howe hamin bhot zyada tools dekhne ko milte hain agar ham in tools ko learning kar lete hain our in tools ki hamain samajh hoti hai to ham bhot zyada earning kar sakte hain kyun ke ye tools hamari market trend ki samajhne main madad milti hai is lye is ko samjhne ki lye main ap se mukhtalif candles ko in ko samjhne ke lye knowledge share karon ge.

                1 One Mint Candle:

                Dear forex members hamain har ment ki market detials ko samjhne ke lye one mint ki candle ko samjhne ki zrorat hoti hai our ye candles hamain market ko breaki se samajhne main madad deti hai is lye hamain kisi na kisi had tak is one mind candle ka zror use karna chahye lekin is ke sath sath hamain dosre candles ko bhi use karna chahye.

                2
                5 Mints Candle:

                Dear forex members dosre no par ane wali candles main 5 mints ki candles hoti hai agar ap first houre ke har 5 mints ki movement ko dekhian to ap ko mukhtalif maloom hogi is lye ap ko is se bhi market ko breaki se samajhne main madad deti hai our is tarhan agar apne trade lagaya ho to ap zyada tarha scalping man is ka use zyada se zyada kar sakte hain.

                3 15 mints candle:

                15 Mints ki candles bhot zyada ihm hoti hain agar ham in par trading karte hain to ap ko bhot zyada profit hasil hoti hai our kisi na kisi had tak hamain market ke trend ki samjhne main bhot zyada madad karti hai is lye sab se pehly hamain forex business market main trend ka pata lagane ki lye is se bhot zyada madad leni parti hai.

                4
                30 Mints candl:

                30 mint candles bhot ihm candles main mojood hain jo ke bhot hi ihmiyat ki hamil hai kyun ke jab 30 mints ki candles jab bhi create hogi to us waqt kabhi na kabhi ap ko kisi na kisi had tak market main bhot teezi nazar aye gi is lye jab 30 mint ki candle banne ka time ho to ap ko ise zror chart par dekhna chahye is se ap ko bhot zyada madad mile gi our ap ki trading profit hasil karne main bhot zyada madad mile gi.

                5 1 hour candles:

                60 mints par mushtamil ye candle asal main trend ko change hote waqt hamari bhot zyada madad karti hai is lye kyun ke jab hamain ye pta chal jata hai ke market tend asal main kis janib hai our hamesha jab ap dekhian ke 1 ghante ki candles banne wali hai to ap foran market chart par jain ap ko market main teezi nazar aye gi.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main market ki movement r trend ko kis trha smjha jay...???

                  Ji aapane bilkul theek Kaha Hamen forex market main market ki movement ko understand karna chahie aur is kam ke liye Ham Sab Ko sabse pahle Apna knowledge level increase karna chahie because knowledge increase hoga tab hi Ham my Katti movement ko understand kar Sakenge because knowledge Hasil hone se Ham proper analysis karte hain aur analysis ke different method study karte hain jinki face per Ham apni market ko analyse karte hain aur result dekhte hain aur uske accordingly apni planning Karte Hain Ham Sab Ko chahie Aisa Hi Kam Karen because expert Hamesha analyse Karke market Mein inter hota hai because nursery karne the Hamare profit increase hote hain aur ham Sab Ko success milati hai so is kam ke liye Ham Sab Ko chahie mehnat Karke Apna bonus level increase karne ki koshish karen ISI Mein Ham Sab Ki kamyabi Hai Jo Banda market ko analyse kar leta hai FIR vah kabhi bhi mayus nahin Hota because vah mehnat Karya ke kamyabi Hasil karta hai aur uski best vah Kamyab hota rahata hai Ham Sab Ko Bhi chahie Forex per Apna Kam hone par form Karen ISI Mein Ham sabka advantage hai aur ISI kam Mein Barkat Hoti Hai vah Kisi Se Hamesha Kar Bhi milegi
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main market ki movement r trend ko kis trha smjha jay...???

                    Assalam-o-Alikum dear forex member apki baat thik hai buth say log ko trading karny main buth c muskil ka smna karna parta hai or wo achii trading nai kar skty forex main acha trade us waqt bany gy achii trading hum us waqt kary gy jab hum apni learning power ko strong kary gy forex ik market hai is k bary main information liye bagir humhy trading nai krni chiye ku k is say hum kabi b kamyab nai ho sky gy forex main humhy market ko dekhty hoye trading karni ho gai market ko understand karna ho ga market ki movement ko smjhna ho ga phir trading karni ho gai jab tak humhtri learning power achii nahi ho jati humyhy trading nai krni chiye agr hum trading kar rhy hai tu humhy news ko b follow krna chiye jis say humhy kafi information gain ho gai or humhy easy ho ga trading karni main kamyabi hasil karni hai tu market k trend ko follow kro or news pay focus kary taki hum kamyabi ki tarf ja sky
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading main market ki movement r trend ko kis trha smjha jay...???

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
                      Walakum slam
                      Dear forex members hamain hamain forex business main market ko trend ko samajhne ke lye sab se pehly hmain candles ko samajhne ki zrorat hoti hai our forex business main trading chart par kaam karte howe hamin bhot zyada tools dekhne ko milte hain agar ham in tools ko learning kar lete hain our in tools ki hamain samajh hoti hai to ham bhot zyada earning kar sakte hain kyun ke ye tools hamari market trend ki samajhne main madad milti hai is lye is ko samjhne ki lye main ap se mukhtalif candles ko in ko samjhne ke lye knowledge share karon ge.

                      1 One Mint Candle:

                      Dear forex members hamain har ment ki market detials ko samjhne ke lye one mint ki candle ko samjhne ki zrorat hoti hai our ye candles hamain market ko breaki se samajhne main madad deti hai is lye hamain kisi na kisi had tak is one mind candle ka zror use karna chahye lekin is ke sath sath hamain dosre candles ko bhi use karna chahye.

                      2
                      5 Mints Candle:

                      Dear forex members dosre no par ane wali candles main 5 mints ki candles hoti hai agar ap first houre ke har 5 mints ki movement ko dekhian to ap ko mukhtalif maloom hogi is lye ap ko is se bhi market ko breaki se samajhne main madad deti hai our is tarhan agar apne trade lagaya ho to ap zyada tarha scalping man is ka use zyada se zyada kar sakte hain.

                      3 15 mints candle:

                      15 Mints ki candles bhot zyada ihm hoti hain agar ham in par trading karte hain to ap ko bhot zyada profit hasil hoti hai our kisi na kisi had tak hamain market ke trend ki samjhne main bhot zyada madad karti hai is lye sab se pehly hamain forex business market main trend ka pata lagane ki lye is se bhot zyada madad leni parti hai.

                      4
                      30 Mints candl:

                      30 mint candles bhot ihm candles main mojood hain jo ke bhot hi ihmiyat ki hamil hai kyun ke jab 30 mints ki candles jab bhi create hogi to us waqt kabhi na kabhi ap ko kisi na kisi had tak market main bhot teezi nazar aye gi is lye jab 30 mint ki candle banne ka time ho to ap ko ise zror chart par dekhna chahye is se ap ko bhot zyada madad mile gi our ap ki trading profit hasil karne main bhot zyada madad mile gi.

                      5 1 hour candles:

                      60 mints par mushtamil ye candle asal main trend ko change hote waqt hamari bhot zyada madad karti hai is lye kyun ke jab hamain ye pta chal jata hai ke market tend asal main kis janib hai our hamesha jab ap dekhian ke 1 ghante ki candles banne wali hai to ap foran market chart par jain ap ko market main teezi nazar aye gi.
                      Market Analysis: ​doston Forex trading Mein kam karte hue aapko market analysis par focus karna chahiedoston Forex trading Mein kam karte hue aapko market analysis par focus karna chahie Jis trader ki market analysis Achcha Hoga use page katrader ki market analysis Achcha Hoga use Achcha profit Milega isliye aapko chahie JyadaAchcha profit Milega isliye aapko chahie Jyada Se Jyada Main hat Karen aur Market Analysis Karen Taki aapMain hat Karen aur Market Analysis Karen Taki aap Kamyab ho sake aapka Aaj Itna Jyada analysis strong Hoga utnaho sake aapka Aaj Itna Jyada analysis strong Hoga utna Jyada aap market ko samajhte Hue Achcha trade kar Sakengeaap market ko samajhte Hue Achcha trade kar Sakenge aapko Jyada Se Jyada time ke investment Karni chahie tha ki aap market koJyada Se Jyada time ke investment Karni chahie tha ki aap market ko samajh sake Jyada Se Jyada time ke investment Karni chahie tha ki aap market ko samajh sake aur Achcha profit Hasil kar sake Jo logAchcha profit Hasil kar sake Jo log trading Mein analysis for focus Nahin Karte vah kabhianalysis for focus Nahin Karte vah kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte iske liye aap market koKamyab Nahin ho sakte iske liye aap market ko samajhne ke liye different tools ko use Karen candlesticks indicators ka istemal Karen aap Jyada Se Jyada Apne trade ko Kamyabcandlesticks indicators ka Sambhal Karen Taki aap Jyada Se Jyada Apne trade ko Kamyab banaa Saken
                      🌼 Never Give Up 🌼
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading main market ki movement r trend ko kis trha smjha jay...???

                        My dear forex member forex trading main aghr ap market ko achi trha se smjh kar apni trading karengy tab he ap forex main kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain foex main jub ap achi trading k liye market ko achi trha se smjhty hain tab he ap forex main kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain forex main apko trend ko apna friend smjh kar apni trading kar skty hain or achi earning kar skty hain forex main apko hmaisha market k hisab se chalny main he faida hota hai es liye hmaisha soch smjh kar or market k hisab se trading karny se he apko faida milta hai jub ap trading karty hain tu markt ko smjh kar he apni trading krna hoti hai
                        aghr ap market ko smhna chahty hain tu apko chahye k ap forex k main trend ko find out karen forex main 3 types k trend hoty hain
                        1: Bullish trend
                        2: Bearish trend
                        3: Side way trend

                        forex trading main jub market up movement show kar rahi hoti hai tu market bullish trend main hoti hai jub k bearish trend main market main jub down market chalti hai tu apko es main down trend milta hai jis main ap sel ki trade laga kar apni trade kar skty hain or achi earning kar skty hain forex main hmaisha he ap ko market k trend k hisab se chlna hota hai jub ap market k trend k hisab se chalty hain tab he ap kamyab hoty hain or achi earning kar skty hain
                        Click image for larger version

Name:	market trend kamal.png
Views:	1
Size:	164.6 کلوبائٹ
ID:	12329932
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading main market ki movement r trend ko kis trha smjha jay...???

                          Assalam walekum ji bilkul aapane theek hi kaha hai hamen trade lagane ke liye market ki movement ko check karna chahie jab tak ham market ki movement ko analyse Nahin karenge tab tak ham Apne trade ko kamyab Nahin banaa sakenge hamen market ki rating ko check karna hoga ki market ki rating kis lihaaaz se ja rahi hai agar aap ja rahi ho To hamen trade laga dena chahie otherwise thora vate kar lena chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading main market ki movement r trend ko kis trha smjha jay...???

                            In Forex trading it is necessary to learn about the market movements and a trend of market is bu in the process in in trading and try more and more to learn about Forex trading then definitely you would be able to learn how to control your loss and how to get more and more profit thank you very much
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading main market ki movement r trend ko kis trha smjha jay...???

                              Hamen is business Mein kam karte hain market ki movement ko acche tarike se samajhte Hue traded aani chahie market ke movement ko samajhna Hamare liye pahunch Jata important hota hai main kabhi bhi trade Kiya Gaya Sapne trade Ko Nahin Lagana chahie Hamen market Mein Chitra Kaise kam karna chahie trading post ko acchi tarike se samajhna chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X