Start mein mushkilat ate Hy humein unko bear Karna chahie mehnat jare rakhne Chahiye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Start mein mushkilat ate Hy humein unko bear Karna chahie mehnat jare rakhne Chahiye.
    Assalam o alaikum jab bhi hum koi Kam start Karty Hy to us mein humein Acha knowledge aur experience Nahi hota Hy jis ki wajah se humein bhut se mushkilat ate Hy humein un mushkilat se ghabrana nahin chahie balke hamen himmat ky sath kam ko jare rakhna chahie to in Shaa Allah ek din Allah Pak humein zarur he kamyab Karen Gy agar hum start mein ane wali mushkilat se ghabra jaty Hy aur log bhi ap par batain Karty Hy keh ya kon SA Kam Kar rahy ho lakin humein ghabrana Nahin chahie blkeh humein har chiz ko ignore Kar KY himmat ky sath Apne kam ko jare rakhna chahie phir he jab hum kamyab hoty Hy to wohe log Jo hum Py batain Karty thy ap ki izat Karin Gy ya dunya kamyab logo ki izat karte Hy es liye humein kamyab hone ky liye mehnat karne hoge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Start mein mushkilat ate Hy humein unko bear Karna chahie mehnat jare rakhne Chah

    hun ager hum start main loss se pareshan ho jaty ahn aur foprex kop chore daity ahn tu is se humain nakami ka siva koch nhi mil sakta humain loss se pareshan hony ki bajy is se learning gain kerni ho gi is se humain forex main kamiyabi mil sakti ha forex ko ager hum samjhein tu is main bhtreen earning ha.
     
    • #3 Collapse

      Re: Start mein mushkilat ate Hy humein unko bear Karna chahie mehnat jare rakhne Chah

      Assalam walekum ji bilkul theek kaha aapane ke Hamen start Mein Mushkil 8 Aati Hai Hamen unko bear karna chahie Kyon Ke start Mein Hamen Kisi bhi kam ka Nahin Pata Hota isliye Ham confuse ho Jaate Hain aur give karne ka Soch lete hain Aisa nahin karna chahie Ban Ke Hamen Himmat Rakhe chahie aur apni mehnat ko continue Rakhna chahie Taake Hamen Aage jakar apni mehnat Ka Sila Mile Kabhi Bhi mayus Na Ho balki Apna quality work kar continue rakhen aapko aapki mehnat Ka Sila Jarur milega aur aap acchi earning kar Sakenge
      • #4 Collapse

        Re: Start mein mushkilat ate Hy humein unko bear Karna chahie mehnat jare rakhne Chah

        hamen hamesha har kam mein nuksan aata hai lekin mein apne nuksan Ko dekhna chahie aur per bardasht karna chahie ismein Ham yah kam kar sakte hain lekin hamen apne aap ko jyadatar pareshan nahin rakhna hoga agaram jyada pareshan honge to hamari achcha Kam nahin ho sakega aur hamesha nuksan sarkar sakenge isiliye apne aap ko kamyab banane ke liye Ham use waqt hi achcha samjhaie sakte hain achcha kam kar sakte hain jab tak hamare limit Puri Ho jaati hai aur hamen na kami nahin ho sakti aur isliye hamen apne aap ko mein kam banane ke liye aushadhi kamyabi mail party aaye jab tak hamara kam achcha ho sakta hai aur hamesha aisa kam kar sakte hain ismein hamesha bologi achcha kam karte Hain Jo mehnat karte hain hamen bhi apne aap ko mehnat karne chahie
        • #5 Collapse

          Re: Start mein mushkilat ate Hy humein unko bear Karna chahie mehnat jare rakhne Chah

          Aslamoalikum start m boht mushkil ati h waisy b strat m hr kam m mushkil atii h is liye ap ko mehnt krni partii h Lykin yad rahkyn jitni ap mehnt kryn k ap k liye uthi hi bad m asani hoti h ap ki mehnat p depend krta h k ap apny goals Kis trhan active kr Skty hn or achieve kr Skty hn ap ko start m hr kam m mushkil hoti h Lykin jaisy Kaisy ap sehkty hn practice krty hn ap ko experience hota chla jata h or ap tariqi ki us rah o hoty hn k ap ko koi nichy nai gira skta insan ap ko dehk rashk e kry ga
          • #6 Collapse

            Re: Start mein mushkilat ate Hy humein unko bear Karna chahie mehnat jare rakhne Chah

            Ji Han start main hamen mushklat hoti hyn is waja se hmen bear krna hoga shoro shoro main koi expert nai ban jata aur nai hi shoro se earning start ho jati islie mehnt kren good work kren takh kamyab ho sken mehnt krne wale ki mehnt kbhi waste nai jati Hamesha mehnt krty rahen success zaroor mile g
            • #7 Collapse

              Re: Start mein mushkilat ate Hy humein unko bear Karna chahie mehnat jare rakhne Chah

              Assalamu Alaikum ji dost apni bahut acchi baat kahi hai Hamen starting Mein kam karne mein Mushkil Aati Hai Lekin Hamen Mushkil ko bear Karke apni mehnat ko Jari Rakhna chahie Kyunki Forex Ek bahut hi broad business hai Yahan Hamen kam karne mein starting mein bahut msla hota hai Kyunki hamare pass Forex ki knowledge r experience Nahin Hota isliye Hamen chahie ki Jab Hamen Mushkil Ho To Ham Ghabraye Nahin blk mehnat ko Jari rakhen Kyunki Agar Ham ghabrakar business Ko Chhod Denge To Ham yahan se lifetime earning nhi kar Sakenge
              • #8 Collapse

                Re: Start mein mushkilat ate Hy humein unko bear Karna chahie mehnat jare rakhne Chah

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Minahilzarnain پيغام ديکھيے
                Assalam o alaikum jab bhi hum koi Kam start Karty Hy to us mein humein Acha knowledge aur experience Nahi hota Hy jis ki wajah se humein bhut se mushkilat ate Hy humein un mushkilat se ghabrana nahin chahie balke hamen himmat ky sath kam ko jare rakhna chahie to in Shaa Allah ek din Allah Pak humein zarur he kamyab Karen Gy agar hum start mein ane wali mushkilat se ghabra jaty Hy aur log bhi ap par batain Karty Hy keh ya kon SA Kam Kar rahy ho lakin humein ghabrana Nahin chahie blkeh humein har chiz ko ignore Kar KY himmat ky sath Apne kam ko jare rakhna chahie phir he jab hum kamyab hoty Hy to wohe log Jo hum Py batain Karty thy ap ki izat Karin Gy ya dunya kamyab logo ki izat karte Hy es liye humein kamyab hone ky liye mehnat karne hoge
                G haan dosto ap ne sahi kaha hai keh hame forex join karne ke baad start me mushkilaat hoongi lekin jab ham is me kuch month kaam kar len ge to ham yaqeenan forex easy lage gaa friends agar ham forex me knoedge ke saath work kare ge to hame forex bht easy lage gaa is liey begining me knowledge ke saath kaam kejiey taa keh ap loss se bach kar aek acha profit earn ksr sake.
                • #9 Collapse

                  Re: Start mein mushkilat ate Hy humein unko bear Karna chahie mehnat jare rakhne Chah

                  Dear apne bhut acha question keha hay jb shro ma pak forex form ma kam start karty hay posting karny ma bhut zadya mushkahat hoti hay islye pak forex form ma mehnat ko jaye rakhnaa chlye aur apni mehmet ko waste nai karna chlye phir ap kamyab hoty hay phir acha porfit haisl kar kary hay
                  • #10 Collapse

                    Re: Start mein mushkilat ate Hy humein unko bear Karna chahie mehnat jare rakhne Chah

                    Koi bhi karobaar start karen to earlier days asaan nahi hoty yeh buht hi difficult hoty hain lekin Meri opinion yeh hy k is waqt ko bare dil k sath guzara jae yah hamare liye ek sikhane wala phase hota hy jis mn hum things ko judge kt rahe hoty hain so kuch arsa hum profit ki parvah kiye bagair is Amal ko complete hone den uske bad Hamen Jab idea ho jaega ki is business mein kis Tarah move karna hai Tu hamare liye aseania honge aur ham flat way sy move krte rahain gy so shuru k dino mn relax rehain tension bilkul nahi leni karobaar ko pora time den at the end iska result zaror samne ae ga so sabar krne valaa hi Forex ki jang jeet kr ata hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Start mein mushkilat ate Hy humein unko bear Karna chahie mehnat jare rakhne Chah

                      salam to all forex members ummid hy k ap sab log theek hn gy g han bilkul aisy hi hy k start main mushkillaat atte haim hamyy unko bear karna chahyie mehnat jarrii rahnii chahyiee . duniya ka koi bhi kam h shuru ma wo bahut mushkil lagta hy aur start ma bahut si muskilat bhi ati rehti hain lakin hamy un ko bardasht karna hota hy aur kam ko karty rehnaa hota hy aur phir ahista ahista wo muskilatt khtm ho jati hy aur asaniiya paida ho jati hain to hamy un ko bradasht kar k ap kam jarrii rakhna hota hy bas aur isi trah sy forex ka bhi yahi hal hota hy start ma har trader ko foresx ma kam karna tough lgta hy aur wo bore ho jaty hain lakin kuch dino ka bad un ka dill lag jata hy kam ma
                      • #12 Collapse

                        Re: Start mein mushkilat ate Hy humein unko bear Karna chahie mehnat jare rakhne Chah

                        ji bilkul start Mein mushkilat aati Hai hamen main unko bear karna chahie mehnat Jari rakhni chahie Kyunki Agar ham UN mushkilat ko bear karenge Tu hi successful ban payenge isliye jaruri hai ki hamen Har Mushkilat ko face karna chahie hamen success mile start mein agar hamen loss bhi Ho jata Hai to hamen Himmat Nahin Har ne chahie blke hamen jyada mehnat aur struggle se work karna chahie isase hamen acchi success bhi Milegi aur hamara weekly bonus bhi achcha ban payega
                        • #13 Collapse

                          Re: Start mein mushkilat ate Hy humein unko bear Karna chahie mehnat jare rakhne Chah

                          trading buhat hi muhskil hai agar is mein ap ne kaam karna hai to buhat hi sakht mehnat se kaam karna hai agar ap ne aesa nahi kiya to ap ko loss ho ga is liye agar ap ne kaam karna hai to mehnat se kaam karian aur jitna ho sakta hai practice karain profit karain aur us ke bad ap kaam kar sakte hain agar ham ne kaam karna hai to hmain phir emotionless kaam karna hai agar ham emotionless kaam karte hain to ham earn kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Start mein mushkilat ate Hy humein unko bear Karna chahie mehnat jare rakhne Chah

                            Assalamu Alaikum friend ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge forex business ke starting mein Mushkilat Aati Hai Hamen ko mehnat Kesari hai khatm karne chahie Jo log Business mein mehnat karte hain vah Jarur Kamyab Hote Hain Hamen chahie ki ham Jo Mushkilat Aati Hai Inko Savar ke sath order Karke India khatm Karen aur is business mein Achcha Express Hasil Karen aur Achcha Sharafat Hasil Karen thank you
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Start mein mushkilat ate Hy humein unko bear Karna chahie mehnat jare rakhne Chah

                              Assalam-o-Alikum dear apki baat bilkul thik hai forex ik online business hai buth say log new hoty hai jin ko forex smjhny main muskil ati hai unko forex k bary main zyd experience nahi hota or na hi knowledge jis ki wjha sy unko buth c musklat ka smana karna parta hai unko chiye k wo apni muskil say tension na lay balky himht rkh or mehnat k sath dil laga kr kaam kry taki us is kaam ko smjh sky or achi earning hasil kar sky koi b esa kaam nai hai jis main mehnat na ki jaye mehnat karo gy tu kamyabi b hasil kar sko gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X