Dear friedns jab aik trader market main loss karta hai tu apni kam learning ki waja say aur kam experience ki waja say karta hai aur aik trader ki sab sy nakam hony ki wajah yeh hai jab wo new iss field main ata ha tu sekhny say ziada lalch wo earn karny main karta hai jab ky kisi bhi business main jab tak experience nahi ho ga uss main ap ko earn ki bjay loss he ho ga es lea forex business main yeh samjhna har aik lea bohat zrori hai aik international level pay kam karny say pehly ap ko uss ky rules ka pata hona chahea warna ap us main ap kam kar ky loss say hasil karain es lea jiss kam main profit ziada ho uss main utna he risk bhi ziada hota hai jiss ko learn keay bgair kabhi galti nahi karni chaheay real main investment karny ki jab tak acha knowledge na ajay ap ko bonus pay he trade karni chahea aur sath sath practice aur learning.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим