Dear yah bat to ap na suni ho gi k haste make waste. yani agr ham baz kamo main boaht zyda jidy show karty hai to un se ham ko boaht nuqsan hota hai. q k jab ham aik kam sakoon se karty hai to us se yah hota hai. k ham us ka endetal view karty hai. warna ham jildi main us k short cut lagana sharo kar daity hai. to at the end ham ko loss hota hai . or yahe case forex trading ka hai. q k forex trading aik bohat he wide kam hai or yah differernt factor se asar andaz hota hai. to jab ham is main jildy karty hai to phir ham ko is main loss hota hai. to kabi b ham ko kam karny main jidly nahe karny hoty hai. or khas kar forex ki trading main and driving main jildi na karain. warna un dono se ham ko loss hota hai wo recover able nahe hota hai. think it
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим