greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed
    ham foerx mai greed se sirf take profit or stop loss k waja se bach sakty hian is leay mera ap sb ko yah mashwaara hai k ap take profit or stop loss ko zaroor use krain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    • #3 Collapse

      dakhy bhai hum her doseri post k bad akk he post dakhte hain jo yah to greed k bare main hoti hai yah phr emotions k bare main plz abb is topic ko change kiy jaye kun k akk he type ki post kerne se banda bore ho jata hai aur iss se koi information be nai milti ...
      • #4 Collapse

        greed kia ha app ko greed kyoun karte hain???????? ap log greed sirf is leye kartee hain ke app log is me jab app ko zaida faida hota ha tu app is se aur zaida faida dehte hain aur is ke waja se app ko nuqsan ho jata ha
        • #5 Collapse

          forex mein greed apki sb se bari dushman haia ur apko chahiye ke ap is mein greed ko avoid karen kiunke ye apk kaafi nuqsan pohancha sakti hai aur apko phir is mien just loss hi hoga.
          • #6 Collapse

            Greed hona chye pr thora q k agr hm ziada greedy lain ge to loss hone ke chance b ziada hoon ge is liye hmain buhat carefully se kam krna hota he ya phr stop loss ko b use kr k ache trading kr sakte hain hm
            • #7 Collapse

              my dear greed bht hi dangerous hai forex me but agar hum chahin tu greed se bach sakte hain agar hume khud per control karna aa jaye jahan tak stop loss aur take profit ki bat hai tu mera nahi khayal hume hume inhe use karna chahiye.
              • #8 Collapse

                greed sy bachny k ley apny ap py control huna chahey warna na take pfofit kamati hei ar na hi stop loss
                • #9 Collapse

                  Greed kuch logo may hoti hai, wo traders jo forex my greed ka shikar ho jaty hain to kae moqo par unhy loss utana parta hai, likin kisi aik ki greed doary k profit ka sabab banta hai.
                  • #10 Collapse

                    Forex trading mai greed ka koi option nai hai greed ke koi place nai hai forex trading mai ap jtna work kro gy utni earning ho ge ap k pas knowldge experience active mind hardwork hain mehnti hai tu ap easly profit earn kr skty hain again again kr skty hai ye apke mehnt experience hardworkin ka reward hota hai jo forex learn krny mai krty ho esy hum greed nahi keh skty apny ap confidance hai experience hai ap bar bar work kr k profit earn kr skty ho esy hum greed nai khain gy apny work ka reward hota hai profit
                    • #11 Collapse

                      My dear friends forex trading market main greed bohat harmful hota ha. greed main a kar log bohat ziada loss kar bethte hain. is liye jo forex traders kam balance se ziada earning karne ki sochte hain un ko chahiye ke wo take profit and stop loss zaror use karin.
                      • #12 Collapse

                        dear friend me app ki baat se agree kerta hun me yeh samajhta hun ke forex trading mein loss ki barri waja lalach hai iss lye hamen chahye trading mein lalach bikul se bachne ke stop loss or take profit zaroor use karen iss se app big loss se bach sakte hain or ek had tak profit earn ker sakte hain
                        • #13 Collapse

                          after the reinvestment loss. Those. we trade fixed lot, we have a series of profits, we know that sooner or later will come elk, moose comes once, then you can move on to the next level constant .
                          • #14 Collapse

                            Forex trading main lose hony ke kuch waga hain sab se achy information ke kami or lalch or sabar tahmul se market ka wait na karna trade open or close karny main jaldy karna
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              han dear forex ko bahut mehnat say kia ja sakta hai ye aik real business hai is ko bahut say loog kr rahy hain lekin stop loss say banda kafi greed sy bach sakta hai ye aik good busineess hai is ko bahut say llog kr rahy hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X