forex me hum obort trading kese kar sakte hain??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me hum obort trading kese kar sakte hain??
    forex me hum obort trading kese kar sakte hain?? plz koi bata de im new in forex so seniores se request hai k plz help kar dein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    • #3 Collapse

      jnab jha tak mera khyal hai app robot trading ko ignore kery to he bhter hai kun k ager hum robot trading kerte hain to hume itna profit nai hota jitna k hum hud earn ker sekte the iss leya mera to yah he khyal hai k hum forex trading hud kerni chahiya na k robots per yaqeen kerna chahiya :)
      • #4 Collapse

        bhai robot trading kerna boht asan hai lakin iss se profit hasil kerna boht mushkil hai yah mera personal experience hai iss leya mery khyal main app ko robot trading ko ignore kerna chhaiya kun k main ne boht bar iss ki waja se loss face kiya hai :)
        • #5 Collapse

          forex mein ap jab EA use karte hain aur apne chart se attacheds karte hian aur wo khud trdaing karta hai to usko ap automatic trading kehte hain,lekin ye kaafi risky hoti hai aur apko is mein kaafi mushkil se profit hota hai.
          • #6 Collapse

            Robot trading turn baht Asian hey kgali robot instaal kro terminal main air automatic trading par click kro robot trading start krdyta hey but mujh turn robot trading pas and yailoss krawata by bht
            • #7 Collapse

              i do not know about abort trading . further i do not think that there is any use or abort trading. please tell do you have not any idea about abort trading and how e can benefit form it.
              • #8 Collapse

                dear friend mene forex trading mein robort trading kabhi nahi hai iss me app ko iss ke bare mein kuch nahi bata sakta hun mene khud robot trading start karni hai
                • #9 Collapse

                  My dear friends forex trading business main manual and robot trading hoti ha. but main to abi manual trading ki learning kar raha hon. but main ne abi robot trading ke bare main knowledge hasil nai kiya.
                  • #10 Collapse

                    dear new member ronot ko nahi use kkr sakta hai ye aik good business hai is ko kisi time bhi kia ja sakta hai ye aik acha aur real business hai is ko kiis time bhi kia ja sakta hai ye aik acha business hai
                    • #11 Collapse

                      You want to learn obort strategy. So you are srach the net. You can get the knowledge and experience. So you are learn it.
                      • #12 Collapse

                        nahi mere dost era khial hae k ap ko robot trading nahi karni chahiay kink is tarah se admi ko ziada loss ho jata hae jab k manual trading mein admi ko achi earning mil jati hae........
                        • #13 Collapse

                          forex mai hum robort trading bilkul kar sakte hai per dear mai apko yahe suggest karoga k forex mai robort trading use nhe karo is say apko kabi markets k bare mai experience nhe hoga or na he ap kabi trading samj k kar sakte hai humay simple trading he karni chaiye is say humara experience increase hota hai and robort say apko big loss b hosakta hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Bhai robot ya automatic trading ya jissy aam tor pr EA or expert adviser kaha jata hai
                            ye ik trha ka program hota hai jiss ko aap mt4 k sath compile krty ho iss mt 4 ma ye options hoty hain
                            aap iss ko meta trader ma dal kr mt4 platform k sath compile krty ho or phr auto trading k button ko On kr dety ho jiss sa khud he trading hoti hai uss program ma di hoi instructions k mutabiq

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X