Mehnat Kabhi Zaya nhi Hoti Pura Sila Milta Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat Kabhi Zaya nhi Hoti Pura Sila Milta Hai
    Aslam o Alakum
    dear forex members forex business jo bhi jitni mehnat karta hai use utna sila milta hai is lye mehnat mehnat kar ke hamain kabhi nhi sochna chahye ke hamari mehnat zaya na ho jai mehnat kabhi bhi zaya nhi hoti hamesha achi earning hasil hoti hai our mehnat main ek khas cheez ye hai ke ke mehnat kisi our par ap karen ge lekin is ka faida ap ko dosre kaam main ya business main bhi hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat Kabhi Zaya nhi Hoti Pura Sila Milta Hai

    Forex Trading me Mehnat ka phal har jagah meeta hota hai lekin forex me is ka maza hi kuch aur hota hai. Forex trading me mehnat aur lagan hi se ham bohut sari kamyabi hasil kar sakte hen. Mehnat hi k zarye se hum agay bhar sakte hen. Forex trading me risk bohut zyada hone ki waja se ye bohut tough karobar ban jata hai. Q k agar hamare pas is k bare me information na ho to hum nuqsan utha sakte hen. Mehnati log kabhi bhi forex trading me nakam nahi ho sakte. Mehnat kabhi zaya nhi hoti pura sila milta hai. Koshish karen baqi kaam acha hi results nakalte hn aur hamen ummeed bhi achi rakhni chaheye. Achi kur behtar ummeed rakhen. Forex trading me mehnat aur lagan hi se ham bohut sari kamyabi hasil kar sakte hen.
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat Kabhi Zaya nhi Hoti Pura Sila Milta Hai

      is forum main mhnt kar k hi hum kamyab tradr ban sakty hain aur fourum main ghr main beth k hi hum achi trader bans akty hain tab hi hum trader ban sakty hain aur fourm main entr hony say pahly is k bary main anlayse karni ho gi tab hi hum perform karny main bi asani ho saky g ta k earn karien gay
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat Kabhi Zaya nhi Hoti Pura Sila Milta Hai

        HAn g bilkul Appki BT thek h keh hmain chahye keh ham log yeh chezain mind m rakh k agy Jana chahye agar Ham kamyab hona chahty Hein to us Chex ko mind m rakh k karna chahye jiski base p ham n mehnat Karni chahye or hmari mehnat rang latti h ak na ak din to he hmary liay zarori h keh ham log us base p ham n kamyab hona h to ku na ham log mehnat karty Hein
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat Kabhi Zaya nhi Hoti Pura Sila Milta Hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
          Aslam o Alakum
          dear forex members forex business jo bhi jitni mehnat karta hai use utna sila milta hai is lye mehnat mehnat kar ke hamain kabhi nhi sochna chahye ke hamari mehnat zaya na ho jai mehnat kabhi bhi zaya nhi hoti hamesha achi earning hasil hoti hai our mehnat main ek khas cheez ye hai ke ke mehnat kisi our par ap karen ge lekin is ka faida ap ko dosre kaam main ya business main bhi hoga.
          forum per kam karte hue aapko hard work karna hota hai iske bad aapko ismein achcha result Mil jata hai aap jitni bhi mehnat karte hain aap ko iske liye hadse bonus Diya jata hai agar aap is form per hardwork karti hui ek kam kar rahe hote hain to aapko ismein kafi jyada fayda ho jata hai jo member is swayam per mehnat karte hain unko fayda ho jata hai agar aap is form per hardwork karna chahte hain to aapko ismein kam sikhana hota hai jo trader is form per apne experience share karte hain unko kafi jyada help mil jaati hai form per hard work karne ke liye aapko apna experience share karna hota hai Taki aap is form per jitne bhi information share Karen usse sab members ka fayda Ho jaaye aap is form per jitna achcha kam karte hain aap ko itna hi jyada bonus Kiya jata hai form ke rules to follow karte hue kam karenge to aapko ismein kafi jyada fayda ho jata hai otherwise aapko ismein itna jyada bonus nahin milta jyada bonus aasan karne ke liye apne karm ki quality ko improve Karen Taki aapko is form per achcha bonus milta Rahe.
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat Kabhi Zaya nhi Hoti Pura Sila Milta Hai

            Pak forex forum par kam karty waqt apko chahiye k ap zayada se zayada mehnat karyn aur hardworking karyn jo bhi forum members forum ko regular time dety hain aur hardworking karty hain aur achi quality ki post karty hain tu unki mehnat kabhi zaya nahi hoti agar apko kamyab hona hai aur pak forex forum se acha bonus lena hai tu apko is par dil laga kar kam karna hoga aur kam seekhna hoga aur apko pak forex forum k rules k mutabiq kam karna hoga tab he apko kamyabi mily gi aur kabhi apki mehmat zaya nahi hogi
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat Kabhi Zaya nhi Hoti Pura Sila Milta Hai

              Assalam.o.alaikum yes dear friends apki bat bilkul drust hy Pakistan forex forum me kbi b mhnat zaye nhi hoti mhnat ka sila zror mlta hy Pakistan forex forum mein jo jtni mhnat krta hy uska utna acha sila pata hy es lye apko sochna chahiye k ap jtna ziada mhnat krein gy to utna ziada faida hasil hoga
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat Kabhi Zaya nhi Hoti Pura Sila Milta Hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
                Aslam o Alakum
                dear forex members forex business jo bhi jitni mehnat karta hai use utna sila milta hai is lye mehnat mehnat kar ke hamain kabhi nhi sochna chahye ke hamari mehnat zaya na ho jai mehnat kabhi bhi zaya nhi hoti hamesha achi earning hasil hoti hai our mehnat main ek khas cheez ye hai ke ke mehnat kisi our par ap karen ge lekin is ka faida ap ko dosre kaam main ya business main bhi hoga.
                salaam dear member............ han ji aapane bilkul sahi kaha hai Hamen chahie Kya Dil Laga Ke minut Karen Ramdev Laga Ke minut Karenge to Waqt biwi Nahin Hogi minut Nahin Karenge to vah uska Kabhi profit Nahin ho sakta jitni Jyada mehnat Karenge Apna Jata profit Hasil Hoga Agar minut Nahin Karenge to vah Gai ho jayegi isiliye Hamen chahie Ke Dil Laga Ke minut Karen aur Achcha profit Hasil Karen Mehandi log kabhi bhi Forex trading Mein nakam Nahin ho sakte mehnat Kabhi Ja Nahin Hoti pura Sila Milta Hai mehnat aur Lagan se Hamen bahut sari bahut sari kamyabi Hasil ho sakti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat Kabhi Zaya nhi Hoti Pura Sila Milta Hai

                  Mehnat say Success Kabhi Bhe Wasted Nhi Hoti Magar kamyabi ke liye good Achcha knowledge add Karke Bhi Kitna focus karen to kam hai abhi Hamare liye absolutely very very good Hogi Is Tarah profit Hamare liye maintain Hoga Hamen acchi kamyabi ke liye acche se Hamesha knowledge Ham Jab Bhi add kar ke Forex Mein kamyabi ke liye good koshish Karte Hain To kamyabi Hamen mil Jaati Hai Is Tarah profit Hamen Forex online famous Businessman Hamen aasani se Milta Hai Is Tarah Hamare liye kamyabi Aasan Ho Jaati Hai Hamen kam Koi manta achy sa karna hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat Kabhi Zaya nhi Hoti Pura Sila Milta Hai

                    Dear friend mn app kee baat se poore tarha attfaq karta hun app naa sahi kaha kaa kese kaam mn kee gie mahnat kabhi zaia nhn hoti balka app Koo uss kaa poora salis dia jata haa ess tarha forex trading mn app jatane zaida mahnat saa kaam karta rahta han too app Koo porfet kee Surat mn zaroor selia milta haa arr app akk achi earning hassal karna mn kamyab hoo sakta han app maslsal mahnat saa kaam karta rahta han too akk din app Koo kamyabi mil jate haa
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat Kabhi Zaya nhi Hoti Pura Sila Milta Hai

                      Ap nay achi baat share ki hay kay jo insan mehanat say kam karta hay woh kabhi bhi nakam nhi hota to agar ham nay apni zindagi main kamayabi hasil karni hay to hamain chaiye kay ham jahan bhi kam kar rahay hamin hamain wahan dil laga kar mehanat say kam karna ho ga tab hi hamain kamaybi hasil ho sakte hay agar ham pakistan forex kay member hain to hamain chaiye kay ham is business main daily ka kam daily krean agar ham daily ka kam daily krean gay to hamain is business main kamaybi hasil ho gi aur jo log is business main dil laga kar mehanat say kam karty hain woh hamasha hi is main kamaybi hasil karty hain to agar hamain kamayabi hasil karni hay to hamain bhi chaiye kay ham is business main dil laga kar mehanat say kam krean tab hi hamain kamayabi hasil ho sakti hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat Kabhi Zaya nhi Hoti Pura Sila Milta Hai

                        Salam friends umeed hai AP sb khirat see hon gey friends jb hum Dil laga Kar kisi Kam me mehnat karty Hain to humy is ka sila be acha hi milta hai humarai mehnat kabi zaya nai jati hai pakistan forex trading bhut acha business hai is me humari mehnat kabi zaya nai jati hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat Kabhi Zaya nhi Hoti Pura Sila Milta Hai

                          yes min apki post sa 100% agree hn sary seniors ne acha responce dia hy to mhanat kr mhanat da sila jnae khuda jane to deva bal k rakh shakir hawa jane khuda jane jis ko samjh a jye wo jus mhanat kry ga result ka nh sochy ga thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat Kabhi Zaya nhi Hoti Pura Sila Milta Hai

                            hardworking karna bahut jyada important hai kyunki hardworking ki vajah se Hi members ko kam karne mein bahut jyada acche results mil jaate Hain aur is tarah se ke Jo members apne kaam mein bahut jyada hard worker hote hain UN members ko apna Kam Karne mein bhi Koi problem nahin aati aur vah apne kam ko bahut aasani se kar lete hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat Kabhi Zaya nhi Hoti Pura Sila Milta Hai

                              Kabhi bhi mahnat ka silaaa zaya nai milta hay is liya mahanat karhay achay tarikay say mahnat karhay is liya agay barhay takay achay tarikay say agay barhay takay ap kooo fidhaa hasal hoo mahnat Allah tala jay bargha may kabhi zaya nai hotiii achay tarikay say kam karhay mahnat may azmat hay is liya acha work karnay may mhnat karhay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X