Trading me jaldbazi se account wash hoti hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me jaldbazi se account wash hoti hai.
    Forex Trading me jaldbazi se ziada tar account wash ho jate hen. Mehnat karen lekar jaldbazi na karen aur analysis se sahi kaam le kar kaam kare aur jaldbazi se parhez karen. Quality se kaam karen. Jalbazi me trading karna apko kabhi bhi faida nahi de sakti. Is ki waja ye hai k k jald bazi me hum yrade lagate howe market news aur analysis ko nazar andaz kar dete hen jo hamare leye nuqsan ka bahis banta hai. Jald bazi umoman hum us time time karte hen jab market me bohut zyada changing a jaye aur hum samajh rahe hote hen k ye value ab peek ko cho rahi hai to ye is point is wapis ho sakti hai lekin aam tawar pe aisa nahi hota. Kionke market k movement analysis k through hoti hai aur wo value mazeed us se kahi door chali jati hai aur hum jald bazi ki waja se nuqsan kar bethte hen. So hamen jaldbazee is avoid karna chaheye jitna hum se ho sake. Aur apne trade ko bachana chaheye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me jaldbazi se account wash hoti hai.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے

    trading Mein jaldbazi Karne wale traders ko nuksan ho jata hai isliye aap kuchh ek office market Mein hamesha analysis karne ke bad trade open Karen agar aap is market Mein apne analysis ke liye time nikalte Hain to aapko is market Mein acchi trade mil jaati hai Jo tradus market Mein acchi trade lagate Hain unko kamyabi mil jaati hai is market Mein acchi trade lagane ke liye aapko achcha profit ho jata hai jo trader is market Mein soch samay kar kam kar rahi hote hain unko is market Mein achcha result Mil jata hai is market mein aap agar apne trading plan ke hisab se kam kar rahe hain to aapko is market mein main achcha profit Mil jata hai Jo tradus market Mein jaldbazi karte hain unko is market mein nuksan ho jata hai is market Mein apne nuksan se bachne ke liye aapko discipline ke sath kam karna hota hai uske bad aap is market Mein acchi trader ki tarah kam kar sakte hain Jo tradus market Mein apni trade open karne se pahle analysis karte hain unko is market Mein kafi jyada fayda ho jata hai is market main aapko kabhi bhi jyada risk nahin Lena chahie agar aap is market Mein soch samajh Kar kam karte hain to aapko ismein kafi jyada fayda ho jata hai aur aap ki friend per achcha profit Mil jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Trading me jaldbazi se account wash hoti hai.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
      Forex Trading me jaldbazi se ziada tar account wash ho jate hen. Mehnat karen lekar jaldbazi na karen aur analysis se sahi kaam le kar kaam kare aur jaldbazi se parhez karen. Quality se kaam karen. Jalbazi me trading karna apko kabhi bhi faida nahi de sakti. Is ki waja ye hai k k jald bazi me hum yrade lagate howe market news aur analysis ko nazar andaz kar dete hen jo hamare leye nuqsan ka bahis banta hai. Jald bazi umoman hum us time time karte hen jab market me bohut zyada changing a jaye aur hum samajh rahe hote hen k ye value ab peek ko cho rahi hai to ye is point is wapis ho sakti hai lekin aam tawar pe aisa nahi hota. Kionke market k movement analysis k through hoti hai aur wo value mazeed us se kahi door chali jati hai aur hum jald bazi ki waja se nuqsan kar bethte hen. So hamen jaldbazee is avoid karna chaheye jitna hum se ho sake. Aur apne trade ko bachana chaheye.

      Salam g bilkul Theeek kaha , trading lagany ky bad kabi bhi jaldbaazi na kren q ky aik dafa ager market down chali jati hai tu zarooor wapas bhi ati hai or up bhi jaaati hai,Trade laga rhny den trade ko khatm nhi krna chahy kitna b time q na ho jaye q ky market aik dafa lazmi upper jati hai, sirf us ky leay yh hona chaiye ky apka account thora zyada dollars ka hona chaiye kam az kam 150$ ka hona chaiye thanks.
      • #4 Collapse

        Re: Trading me jaldbazi se account wash hoti hai.

        G han apne bilkul sahi bat kahi hai Forex main jldbazi kerne say account wash ho jata hai jaldbazi bilkul bhe nhi kerne chaye jaldbazi nhi kerne chaye jaldbazi kerne say ham ghalat trade laga lete hain
        Forex kain saber k sath trading kerbe chaye.Forex main ziada say ziada market ke movement per focus kerna chaye.Forex market ke jab tak samaj na aye os waqt tak trade nhi lagane chaye.Forex nain ziada say ziada knowledge aur experience hasil kerna chaye.
        ALWAYS HOPE FOR GOOD TIME
        • #5 Collapse

          Re: Trading me jaldbazi se account wash hoti hai.

          ji bilkul trading Mein jaldbazi karne se account was ho jata hai isliye main chahie ke Jalwa Ji Na Karen aur trade ko Sahi analyse Karen FIR uski movement ko check Karen Sahi time aane per Jab movement stable Ho use Waqt trade lagaen aur profit game Karen
          • #6 Collapse

            Re: Trading me jaldbazi se account wash hoti hai.

            Assalamu Alaikum dear Forex member ji han aapki baat bilkul theek hai jaldbazi mein aap ka account wash ho sakta hai Jab aap kam balance se trading Karte Hain To loss ke chances bahut zyada badh Jaate Hain jaldbaji me Insan Ko nuksan Uthana padta hai pahle aap apna bonus Jama kar le Jab aap ka bonus Itna Ho Jaaye ki aap acchi trading kar sake tab hi aap ko Karni chahie 30 profit ke chances Zyada hun
            • #7 Collapse

              Re: Trading me jaldbazi se account wash hoti hai.

              Ji bilkul theek Kaha trading major Aadivasi ke sath Naam Karenge jaldbaji exit trade Karenge to aapko account wash ho sakta hai Hamesha bar ke sath market ko watch Karke Anya shish ke sath money management ke sath trade Karni chahie tabhi Ham Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain aur acchi earning bhi kar sakte.
              • #8 Collapse

                Re: Trading me jaldbazi se account wash hoti hai.

                trading karna ek aisa kam hai ki jo members ko bahut jyada relax hokar karna hota hai kyunki jab members trading relax hokar nahin kar rahe hote to yahi vajah hai ki FIR members ko kam karne mein jyada acchi help nahin mil rahi hoti hai aur har EK member ko agar acchi trading karna hai to UN members ko chahie ki vah pahle acchi tarah se practis karne aur uske bad successful trading ki jaati hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me jaldbazi se account wash hoti hai.

                  Jald bazii say kam karnay kay liya mahnat karhay achay tarikay say work karhay jald bazii nai karnii chahiya is liya joo ho sakta hay is liya work karhay takay ap koo acha kam karna hay too mahnat may azmat hay is liya jo ho ga work karnay may mahnat karhay target pora karhay too achay tarikay say kam karhay
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me jaldbazi se account wash hoti hai.

                    Bilkul trading me jald bazi or lalach ki waja se acount wash hojata he is lye jald bazi me a kar trade ni kare market kahi bhag ni ja rahi market ne yehi rehna he or agar jald bazi karenge to sab wash kar denge is lye pehle apna analysis kare market ki movement dekhe or us k bad koi trade len kisi ki bato me a kar ya market ki movement achi he ye dekh kar jald bazi karenge to loss hoga ya phr account wash hoga is lye kaha jata he jaldi ka kam shaitan ka kam relax mind se trade kare or kam kare jab tk account mojood he us me balance he ap market se earning kar sakte he lekin agar jald bazi me yehi wash kardia to phr kia karenge mazeed qarz ya udhar le.kar trade karenge or agar Allah na kare wo bhi loss hogaya to ap us loss ko pura karne k chakar me mazeed phaste chale jae ge is Liye jald Bazi se bache or sukoon de relax jo kar trade kare.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me jaldbazi se account wash hoti hai.

                      Hn g ap ki baat theek he k hum jub bhe rading kertay hn to um us mn juldbazi kerny lagtay hn to hamn us mn kafi nuksan ho jat ah kun k hamn nuksan islea hot ahe k hum nay bina markeet ko understand kea us mn hum kafi beeter entry n lay saktay hn
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading me jaldbazi se account wash hoti hai.

                        Bilkul thek kaha hai apny trading mai jaldbazi sy na sirf ap apna account wash kr skty hain balky ap emotionally disturb bhi ho sakty hain jo apki personal life ko disturb kr skta hai.lihaza i suggest you k ap jaldbazi sy kam leny ki bajaye patience sy kam len or apny apko step by step kamyabi ki traf gamzan kren.isi liye trading mai lalach krny sy mana kia gya hai.kuch log ziada kamany ky chakar mai jaldbazi sy kam kety hain or nuqsan bear krty hain jis sy account washout hony ka khatra hota hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading me jaldbazi se account wash hoti hai.

                          Ji bilkul aap Thi Kahate Hain Forex trading mein agar Hum koi bhi jaldbazii sy faisla karte Hain To isase Hamara account wash ho sakta hai Kyunki Forex trading Mein zara Si Bhi ek trader ki jaldi Insan ko bahut jyada nuksan Deti Hai Forex trading Mein Hamen Hamesha Saber se kam Lena chahie aur koi bhi trade open karte waqt Sabar se trade Karni chahie koi bhi jaldbaji mein kiya Hua Faisla Hamen bahut jyada lost deta hai aur Humko bahut jyada nuksan ho jata hai Hamen chahie ki trade karte waqt Hamesha Sabar ke sath kam Le aur jaldbaji bilkul Bhi Na Karen Kyunki jaldbaji karne wala trader Hamesha nuksan hi uthata hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading me jaldbazi se account wash hoti hai.

                            Assalam.o.alaikum kase han sab members rading karna ek aisa kam hai ki jo members ko bahut jyada relax ho kar karna hota hai kyunki jab members trading relax ho kar nahin kar rahy hote to yahi wajah hai kay members ko kam karne mein zyada achi help nahin mil rahi hoti hai aur har EK member ko agar achi trading karna hai to UN members ko chahie ki waha pahle achi tarah se practise kary aur uske bad successfull ho sakta ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading me jaldbazi se account wash hoti hai.

                              g ha ap ke batia thak ha our is zadi kaam kartia ha our iszadi log peer ni hotia ha gher say kay jatia ha our isd zadi kaam ni hotia ha gher say kay jatia ha bhi hotia ha our is zadi log per ni hortia ha gher say kay jatia ha our forex say kay jatia ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X