Patience level

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Patience level
    Forex trading Mein patience level bi bahut important rakhte Hain Kyunki Forex main jo log Apne trending Mein patients Nahin rakhte jaldbazi karte hain Vahi Forex Mein nakam hote hain isliye zaroori hai ki agar aap Forex trading ka business Karte Hain To aap ko Apne patients ko control Mein Rakhna Hoga aur uske level ke hisab se apni trading karna Hogi Jab aap jaldbazi se kam Lenge to aap kabhi bhi Forex Mein acche trater Nahin Ban Sakte isliye Hamesha Apne patience level per control rakhen Taake aap Forex Mein Kamyab ho sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Patience level

    Umeed karta hon ga ap sab khyart sa hon ga business ko chalane ke liye jaruri hai ke aap mehnat Karen hardworking Karen aur weekly zaida bonus earn karyn maximum aapke pass bonus hoga aap apni jyada trade kar sakte hain aur jitni jyada hamari badi trade hogi itna jyada ham aasan kar sakte hain trade karte waqt hamesha sabar se kaam Le jaldbaji nahin karni aur positive mind aur related mind k sath trading karyn pet karte hue aapke pass jitna experience aur demo kaun per jatni practice hogi aapko trade lagane mein aasani hogi hamesha apne mind mein ek target set Karen aur vo target achieve karne ki koshish karen
    ​Amir-Akram
    • #3 Collapse

      Re: Patience level

      Forex py trading main wohi log kamyab hain jo k trading main patience rakhty hain es liye dosto trading main agr kamyab hona chahty ho tu sabr kro jaldbazi ni kro aur motivation hasil kro tezi sy taraqi halal k paison sy ni hoti es liye sabr sy kaam lo
      • #4 Collapse

        Re: Patience level

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Mkamal پيغام ديکھيے
        Forex trading Mein patience level bi bahut important rakhte Hain Kyunki Forex main jo log Apne trending Mein patients Nahin rakhte jaldbazi karte hain Vahi Forex Mein nakam hote hain isliye zaroori hai ki agar aap Forex trading ka business Karte Hain To aap ko Apne patients ko control Mein Rakhna Hoga aur uske level ke hisab se apni trading karna Hogi Jab aap jaldbazi se kam Lenge to aap kabhi bhi Forex Mein acche trater Nahin Ban Sakte isliye Hamesha Apne patience level per control rakhen Taake aap Forex Mein Kamyab ho sake
        Assalamu alaikumji bilkul Forex trading mein jab tak aap patient ke sath Kam nahin karenge tab tak aap apni earning increase nahin kar payenge kyunki jaldbaji karenge sabar Se Kam nahin karenge to usse aap ko nuksan ka samna karna padta hai trading mein jab aap chalta ji karte hain bagair soche samjhe bagair analyse Kiya market ko trade lagate Hain aur rumours ki base per trade lagate Hain ya dusron ko dekh kar unke Sath comparison mein Apni trade lagate Hain to tab aapko nuksan ka samna karna padta hai ki sabse kam Karen jitna mil raha hai usi par ek tarfa Karen small trade lagaen Taki aapka Jo account hai vah bhi safe Rahe aur subah karenge tabhi aap kamyab honge
        سرکار
        • #5 Collapse

          Re: Patience level

          G belkul main apki baat se itfaq krta hon
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Patience level

            Dear friends app is mn agar kamyabi hasil karna chata han to is ka lia patience Saab sa zaroori ha kun ka sabar ka phal hamesha meetha hota ha r yeh kaam bhi bht risky is mn to patience ki Saab sa ziada zaroort hoti ha kun ka is mn patience ka baghir kamyabi hasil karna mushkil ho jata ha r aap is mn apna loss kar deta han

            اب آن لائن

            Working...
            X