Forex men Money Management or iss se related tafseelat zarooriyat keya han
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex men Money Management or iss se related tafseelat zarooriyat keya han
    Assalam U Alaikum Friends men details maloom karna chahta hon money management se related keh Money Management keya ha iss ki importance keya ha iss ki kitni Aqsam han kon kon se tareeqay se money management ki jati ha jesa keh Stop Loss or T P waghera kitne pips ke fasley distance par lagana chahiay keun keh stop loss or Take profit waghera ak ak creatical pecheeda masla ha iss ko Account balance ki limit ke mutabiq different account par different faslon par lagana hota ha iss ke barey men aap tafseel se keya kahna chahtey han or lot size waghera kiss tarrah set ki jati han in ka size waghera kiss kiss account par keya hona chahiay or Lot Size se related important sawal yeh ha keh Instaforex men kiss kiss size ke account par kitni lot size set ki ja sakti ha keun keh broker ne ak limit muqarrar bhi ki hoti ha woh hamare Instaforex ne kiss kiss level or miqsar ke account par kitni kitni limit muqarrar ki huey ha tamam cheezon ko detail se aap apne apne knowledge or experiance ke mutabiq share zaroor karren Shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex men Money Management or iss se related tafseelat zarooriyat keya han

    dear Forex member agar aap Forex trading karna chahte hain to aapko money management ke sath training karna Honge money management Ek Aisa method hai jismein aap apni trading secure hokar karte hain aur aap ko usse loss hone ke chance bhi kam ho Jaate Hain isliye aapko apni trading Mein Maine management ke sath training karna ho gai jisse aap acchi trading kar sakte hain aur Achcha profit Hasil kar sakte hain Forex Mein money management ke liye aap Agar apni trading Karte Hain To Gunman aapko Kuchh Baton ko focus Mein Rakhna Hoga jisse aap Forex Mein money management ke sath trading kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain
    1: money management ke liye sabse pahle aapko apni trading ke liye market ko acchi Tarah Se analysis karna hoga jisse aap market ke according apni trade find out kar sakte hain aur Usi ke sath aap market Mein Apna entry trade Le sakte hain Jab aap market ke sath trading Karenge to aapko loss Nahin hoga
    2: iske sath sath Jab aap apni trading karte hain aur Apna order Lagate Hain To usmein aapke liye jaruri hai ki aap apne trade Mein small lot size ke sath trading Karen Kyunki Jitna aapki trading Mein lot size kam Hoga utna hi aapki trading Mein risk Ka margin bhi kam hoga
    3: Forex trading Ne Jab aap apni trade Mein stop loss use Karenge to vah bhi aapke liye sabse best money management ka role play Karta Hai Kyunki isase bhi aapka account sev rahata hai aur aapko lost De kam se kam Hota Hai

    Forex trading Mein money management ka basically ke hi Mein kam hota hai ki aap apni trading ko kis had Tak secure banate hain aur aapko Kitna loss hota hai Jab Ham Apne trading Mein loss ko manage Kar ke apni trading per Lete Hain To hi Ham Forex Mein money management ke sath kam kar sakte hain aur aise hi Ham apni trading co profitable banaa sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex men Money Management or iss se related tafseelat zarooriyat keya han

      Dear forex members forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye haumay hamesha money management ko tarteeb daynay ki zarorat hoti hay Kyu Kay jab haum trading kartay hoye apna trading account ko focus nai kartay hay aur bagair experience Kay aur bagair money management Kay trading kartay hay to haumay kamyabi hasal nai hoti hay Kyu Kay haumay trading may achi earning hasal karney Kay liye bohat zayada mehnut ki zarorat hoti hay aur iss Kay liye market ki movement ko analyz karna bohaut zayada lazmi hota hay jab haum trading may market ki movement ko daikhtay hoye aur samajhtay hovey trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur haumay risky tradings karney say ovide karna chahiye Kyu Kay iss Kay liye appko apna account secure nai rakh saktay hay aur trading Kay liye account bohut zayada important hota hai iss liye haumay hamesha market ki movement Kay mutabiq trading karni chahiye aur money management ko follow kartay hoye trading karni chahiye.

      Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye market ki movement ko daikhtay hoye aur samajhtay hovey trading karni chahiye takay haum trading may zayada kamyaabi hasal Kar sakay aur kamyaabi Kay sath trading may haumay money management ko follow kartay hoye trading karni chahiye aur money management ko tarteeb daynay Kay liye haumay apna knowledge aur learning ko zayada importance dayni chahiye aur apney knowledge aur learning ki base pay trading ki practice aur money management karni chahiye takay haum trading may proper information aur proper money management Kay sath Kam kartay hoye bohut zayada kamyaabi hasal Kar sakay.

      Jab haum kamyab trading karney Kay liye money management ko tarteeb daytay hay to haumay iss kay liye basic requirements aur trading learning ki zarorat hoti hay aur haumay hamesha apni abilities aur skills ko increase kartay hoye trading karni parti hay phir hi kamyaabi hasal hoti hay jab haum proper tareekay say money management Kay sath market ki movement ko judge kartay hoye analaysis ka istamaal kartay hay to haumay bohaut zayada easiness peada hoti hay trading may money management Kay mutabiq Kam kartay hoye.

      Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye market ki movement ko analyz karna bohaut zayada lazmi hota hay aur phir uss Kay mutabiq trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur iss Kay liye haumay hamesha apni learning aur information ko increase kartay hoye trading karni chahiye takay haum trading kartay hoye bohut zayada kamyaabi hasal Kar sakay aur kamyaabi Kay sath Kam karna parta hay phir hi haum kamyab tareekay say complete knowledge Kay saath trading kartay hoye bohut zayada kamyaabi hasal kartay hay.
      • #4 Collapse

        Re: Forex men Money Management or iss se related tafseelat zarooriyat keya han

        Frex kay business men money management ko bahot ehmiat hasil hay agar ham trade karnay say pehlay pehlay money management ko manage karna ho ga kyn kay agar ham bina sochay samhay trade laga den gay to hamen loss ho sakta hay to loss say bachany ka sab say behtren treka ye hay kay ham account men equity ko madenazar rakh kar trade karen kyn kay jab ham equity ko ni dekhen gay to lot size ka abham rehta hay kay kis tara yanj kis size ki lot lagain agar ham lot size ko equity kay hisab say bara laga len gay to account ko secure karna mishkil ho jaye ga aor forum account men loss coner krna kafi mishkil ho jata hay. Aor forum account men kam karnay kelye ek achay experience ki bhi zarorat hoti hay kyn kay agar experience acha ho ga to trade karnay kelye acha decesion lay saken gay decesion best lenay kelye learning karna lazmi hay agar learning men koi masla dar pesh ho to ham seniors say mashwara lay kar apnay ilam men kami ko pora kar saktay hen to mazkora sab baten money management ko karnay kelye lazmi hen kyn kay forex men hamen kamyabi tab he ho ge jab ham ain sab baton ka khayal kar kay kam karen gay.
        • #5 Collapse

          Re: Forex men Money Management or iss se related tafseelat zarooriyat keya han

          Walekum assalam dear aapane bahut hi important topic discussion ke liye select Kiya Hai Main Apne Naal Ishq Mitha bich aapko iska jawab Dene Ki Koshish karta hun aur ummid karta hun ki meri post ko study karne ke bad aapke pass money management se related Kafi Na Lage ekattha ho jaega aur aap usko apni trading per properly apply Karke Achcha benefit Hasil kar sakte hain aur apni trading co safe kar sakte hain.

          What is Money Management :
          Money management simrat yah hai ki Jab aap Forex trading Mein kam karne Lagte Hain To usmein aap ki lot size ki selection Apne account ke mutabik honi chahie Agar aapka account balance bahut jyada nahin hai to usmein aap kabhi bhi lot size ki selection Jyada na Karen aur koshish Kiya Karen ki minimum lot size ke sath apni trading Karen.

          What is Lot Size:
          Money management ko samajhne ke liye aapko lot size ka bhi Pata Hona chahie ki Laat kya hoti hai Jab aap Forex trading Mein Ek miqdar select karte hain Jiski movement se aapko profit kya nuksan hota hai to usko lot Kaha jata hai.

          Importance of lot size:
          Forex trading me lot size ki selection Ek bahut hi important decision hota hai agar aapki lot size ki selection perfect aur behtarin hoti hai to isase Aapka account secure rahata hai aur aap acchi trading karne ki position Mein a sakte hain lekin agar aap ke lot size ki selection aapke account ke mutabik nahin hai to aap Hamesha Forex trading Mein nuksan Karenge aur aapko benefits Hasil Nahin ho sakte isliye lot size ki complete learning Hasil karna aapke liye bahut important hota hai agar aap iski importance ko samajhna Chahte Hain To Hamesha money management ke rules and regulations ko samajhte Hue iski selection Kiya Karen.

          Benefits of Money Management :
          Agar aap apne account Per money management ke rules and regulations ke mutabik trading kah rahe hain to aap ka account kabhi bhi wash Nahin ho sakta aur ismein aap Hamesha Apne account ke mutabik ki risk lete hain Jiski vajah se aapka account Ek Limited risk ke bad automatically trade close karne per Ittefaq karta hai isase aap ka nuksan recover karna bhi bahut Aasan hota hai aur aapka account bhi Mehfooz Raha sakta hai isliye aapko money management ke rules and regulations per Amal karte hue apni trading co safe and Secure Rakhna chahie.
          • #6 Collapse

            Re: Forex men Money Management or iss se related tafseelat zarooriyat keya han

            walaikum aslam dear member money management aik asa process hai jisme ap hr trha se secure trading kr skty hain secure trading krne k liye sbse pehly to apne account balance ko check kren kitna hai uske bad market analysis kren k prices kaha down ho ri hain kaha up ho ri hain loss ziada kidr ho profit ziada kidr ho ga market ki direction ko dekhen kaha ja ri hai close to ni hony lgi candlestick bars pe apni nzr rkhen uske hisab se manage kren uske bad jb apne order lgana hai to order krne se pehly lot size ko check krna zruri hai lot size hmesha small rkhen ta k apka balance safe rahy ziada loss de bach jaey chahy km profit ho lot size small lgany faida hai wrna big lot size pe apka account wash hony ka bhi khatra hota hai is liye in baton ka khyal rkhen jinse money ko manage kia ja skta hai or achi trading ki ja skti hai thankyou..
            • #7 Collapse

              Re: Forex men Money Management or iss se related tafseelat zarooriyat keya han

              Dear brother Forex trading me money management ko use karna Ek bahut hi acchi tric Hoti Hai Jab tak aap ismein money management ko use Nahin Karenge to aap trading Mein Kabhi Bhi success Aasan Nahin kar sakte Kyunki money management ke sath agar aap kam Karenge to uska aapko ya fayda hota hai ki aap market Mein survive kar sakte hain market ki unexpected movement se aap bus sakte hain aur aap ismein Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain aur aapka account bhi safe rahata hai agar aap ismein bagair soche samjhe koi bhi trade Karenge aur money management ko follow Nahin Karenge to aapko ismein was ho sakta hai.

              Money management ko follow karne ke liye sabse pahle aapko apna capital dekhna hota hai aapke account Mein Kitna balance hai aur usmein running trades kitni hai vah trades ka lot size Kitna use ho raha hai dear hai aapko mind Mein chij Rakhna Hogi Agar aapka account high leverage Hai To Uske main bhi aapko money management ko bilkul bhi nahin avoid karna chahie aap Agar money management ke sath kam Karenge to aapko ismein bahut jyada fayda Hoga aapka account safe Rahega dear aapka Agar account $100 ka hai to aapko chahie ki aap ismein sabse pahle lot 0.01 ki open Karen aur agar aap ismein Ek Aur Laut open karna chahte hain to aap ismein 0.01 ki hi Laut open Karenge for example aap Agar ismein 5 lots open karte hain hundred hua Allah Ke account mein to aap ki total lot 0.05 ho jayegi lekin $100 ke account mein yah lot Jyada hoti hain aapko market mein agar kam karna hai to aapko ismein bahut hi Soch Samajh Kar kam karna hoga.

              Dear jab Ham dekhte hain ki forex market Mein Hamen koi acchi trade mil sakti hai for example Jab Hamen market ki movement ka confirm hota hai ki market up down jaane Wale Hain yah market ab uptrend mein jaane wali Hai Kisi bhi candlestick pattern ya FIR aapko chart pattern se pata chal jata hai aur aap ko 80 to 90% chance Hote Hain Ki market aapke analysis ko follow Karegi to aapko ismein chahie ki aap ismein Thodi Si what size Badha sakte hain lekin vah bhi aapko money management ko follow karna hoga aapka account height risky Ho Jata Hai Jab aapas Mein money management ko follow Nahin karte.

              Money management ko follow karne ka bahut jyada fayda Hota Hai Jab aap ismein money management ko follow Karte Hain To usse aapka kaun se hota hai aapko ismein daily earning hoti rahti Hain agar aap isme money management ko follow Nahin Karenge aur ek hi trade Se Achcha profit Hasil karne ki koshish Karenge to usse aapka Kaun loss Mein Ja sakta hai aapko chahie kya aap ismein Sambhal loss istemal Karen aur ismein account management aur money management ko follow karen to Aapka ismein bahut fayda ho sakta hai aap trading Mein Kamyab ho sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Forex men Money Management or iss se related tafseelat zarooriyat keya han

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Asad88 پيغام ديکھيے
                Assalam U Alaikum Friends men details maloom karna chahta hon money management se related keh Money Management keya ha iss ki importance keya ha iss ki kitni Aqsam han kon kon se tareeqay se money management ki jati ha jesa keh Stop Loss or T P waghera kitne pips ke fasley distance par lagana chahiay keun keh stop loss or Take profit waghera ak ak creatical pecheeda masla ha iss ko Account balance ki limit ke mutabiq different account par different faslon par lagana hota ha iss ke barey men aap tafseel se keya kahna chahtey han or lot size waghera kiss tarrah set ki jati han in ka size waghera kiss kiss account par keya hona chahiay or Lot Size se related important sawal yeh ha keh Instaforex men kiss kiss size ke account par kitni lot size set ki ja sakti ha keun keh broker ne ak limit muqarrar bhi ki hoti ha woh hamare Instaforex ne kiss kiss level or miqsar ke account par kitni kitni limit muqarrar ki huey ha tamam cheezon ko detail se aap apne apne knowledge or experiance ke mutabiq share zaroor karren Shukriya
                G han dear money managmnet kafi zaroori cheez hai ager ap nay aik achi trading kay sath kam karna gai tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha achi money managment kay hisab say kam karain kiyu kay ager ap achi money managmnet kay hisab say ap kam kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap acha kam karainahnet aur lagan kay sath kam karain aur ap es mai hamesha apnye bonus kay hisab say trade open karain aur daikh kay open karain ta kay bad mai ap kaliye masla nhi banta hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath jari rakha karain aue ap hamesha acha kam kiya karain money managmnet kay kafi satye faidye hain es mai ap ko kabhi nuksan nhi hota hai ap ka kafi faida ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap apna kam acha karain money mangmnet kay hisab say he ap ka kam acha ho sakta hai tu mahnet pay focus dain ap mahnet kay sath kam kar kay es mau kafi kuch hasil kar saktye hain aur ap kamyab bhi ho jatye hain ager ap es mai achi mahnet kay sath kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam hamesha acha karain aur mahnet karna kabhi na chorain kiyu jay sub mumken hai tu mahnet pay he mumken hai ap mahnet aur lagan kay sath ager es mai acha kam karain gaye tu ap es mai kabhi nakam nhi hun gaye tu apna kam ap achye say acha karain aue koseah karain kay ap es mai khoob mahnet aur lagan kay sath kam karain aur money managmnet kay hisab say kam karain ta kay bad mai ap kay kam ki value ho aur ap aik achye trader ban pain aur ap kamyab ho pain
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: Forex men Money Management or iss se related tafseelat zarooriyat keya han

                  G han hmain money mangement krni chay jis ko follow kr k hmain apna business krna cvhay agr hmarii money mangemnt achi hoggi to hmian apny kam me profit hony k zaida chances hotty hain ni tio hmain nuksaan hony k chaces hoty hain jis ki waja sy hmara ccount bi wash ho sakta hy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex men Money Management or iss se related tafseelat zarooriyat keya han

                    W/Salam, Money management's say murad ye hy k Apni money or investment ko jo ap nay forex mein ki hey or ko achi tarha or mehfooz tareqay say managed karna hy, or money management bhoat he zarori hy trading mein kamiyab honay k liye is k bagir hum apni investment per control nhi kar paien gein isi k sath Humein Risk management per b learning karni caheye Risk management ap ki Risk ko kam kar k managed karta hy or ager hum apna Stop loss or take profit Money management or Risk management k mutabic lagana caheye tab he hum profit earn kar sakein gein.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X