Duniya mein har chij mehnat aur lagan se milati hai !

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Duniya mein har chij mehnat aur lagan se milati hai !
    Assalamu alaikum dear Forex members ummid karta hun aap sab khairiyat se honge main aapse yah kahana chahta Hun Ki duniya mein hamen har chij mehnat aur lagan ke sath milati hai hamen chahie ki Ham Forex forum per jyada se jyada mehnat Karen Dil lagakar kam Karen apne work ki quality ko behtar se behtar banane ki koshish karen kyon ke jitni varg quality acchi hogi utna hi achcha bonus samay hasil hoga aur ham usi level per trade karke achcha profit hasil kar sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Duniya mein har chij mehnat aur lagan se milati hai !

    duniya main main koi kam bhi mahnat k bina nahi apko kamybhi dela skta aapane bilkul sahi Baat Kiye Hain forex mein bhi tab tak ham mehnat ke sath Kam Nahin Karte tab tak Ham Forex Mein Kabhi Bhi acchi trading nahin kar sakte Forex Ek best online trading ka business hai Jiske Sath Sath ke Ek risky business bhi hai jismein loss hone ke chances bhi bahut Hote Hain Jab Ham mehnat aur Lagane ke sath kam karte hain tab bhi Hamen Forex ka experience Milta Hai jisse Ham Forex ke according apni trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain Forex ko join karne ke bad aapko ismein experience Hasil karna Jaruri hota hai Kyunki Forex ko join kar lena hi aapki kamyabi nahin hai aapko mehnat ke sath kam karna hoga aur ek acchi trader banne ke liye mehnat aur Lagan ki ki jarurat hoti hai jo ki aapko Ek professional trader banati hai
    • #3 Collapse

      Re: Duniya mein har chij mehnat aur lagan se milati hai !

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zain_Ul_Islam پيغام ديکھيے
      Assalamu alaikum dear Forex members ummid karta hun aap sab khairiyat se honge main aapse yah kahana chahta Hun Ki duniya mein hamen har chij mehnat aur lagan ke sath milati hai hamen chahie ki Ham Forex forum per jyada se jyada mehnat Karen Dil lagakar kam Karen apne work ki quality ko behtar se behtar banane ki koshish karen kyon ke jitni varg quality acchi hogi utna hi achcha bonus samay hasil hoga aur ham usi level per trade karke achcha profit hasil kar sakte hain.
      Salam dear members 💕ji bilkul aapane sahi kaha hai duniya mein har chij mein naat aur lagane se Hi milati hai jab ham log mehnat nahin karenge to Ham apni life mein kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte isliye hamen chahie Kya hamesha main se kam Karen agar aap chahte hain kya aap ismein kam jab ho to aapko chahie ki minut Karen aur lagane se kam Kare agar aap apni life mein kamyabi hasil karna chahte hain isliye kamyab hone ke liye minut bahut jyada depend karti hai isliye main aat ki agar aap apni life mein kabhi bhi successful nahin ho sakte kamyab hone ke liye mehnat hi bahut bada source hai....
      • #4 Collapse

        Re: Duniya mein har chij mehnat aur lagan se milati hai !

        Main aapki is baat se bilkul agree karta Hun ki duniya mein har kaam ke piche kamyabi sirf mehnat se milati hai aur trading mein bhi yahi chij aapko apply karni hai ki ise kal ko sikhane ke liye aapko jyada se jyada mehnat karni hai chahe vah mehnat chhe mahine ki ho ya 1 sal ki ho aapane mehnat karni hai uske bad aap trading mein kamyab ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Duniya mein har chij mehnat aur lagan se milati hai !

          Dunia men kisi bhi field men ya business men kamyabi hasil karnay k liay mehnat ki zaroorat hoti hey aur forex trading men bhi mehnat aik aesi cheez hey jo kisi bhi namumkin cheez ko mumkin bana deti hey aur forex trading men jo log mehnat nhi kartay woh jaldi nakam ho jatay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir mehnat karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Duniya mein har chij mehnat aur lagan se milati hai !

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zain_Ul_Islam پيغام ديکھيے
            Assalamu alaikum dear Forex members ummid karta hun aap sab khairiyat se honge main aapse yah kahana chahta Hun Ki duniya mein hamen har chij mehnat aur lagan ke sath milati hai hamen chahie ki Ham Forex forum per jyada se jyada mehnat Karen Dil lagakar kam Karen apne work ki quality ko behtar se behtar banane ki koshish karen kyon ke jitni varg quality acchi hogi utna hi achcha bonus samay hasil hoga aur ham usi level per trade karke achcha profit hasil kar sakte hain.
            hey dear how are you are right it if we are hardworking and we get a big boniface for us even working as a part of life agar aap apni life mein kamyab Hona chahte Hain to aapko hardworking karna padegi Jo log acche working karte hain hardworking karte hain mistake Nahin karte hain vah hi log kamyab honge aur aapko hamesha har mushkil Ka samna karna padta hai to usko face Kiya Karnataka usse baje
            • #7 Collapse

              Re: Duniya mein har chij mehnat aur lagan se milati hai !

              Forex duniya ka sabse bada business hai is mein bahut sare log kam kar rahe hain ismein garib log bhi kam kar rahe hain aur ameer log bhi kam kar rahe hain farak yeeh nahin padta kaay es mein garib log kam kar rahe hain ya amer log kam kar rahe hain Fark is chiz ka padta hai ki Ham is business mein kitni mehnat karte hain aur kitni mehnat se khud ko Kamyab banana chahte Hain agar Ham is mein mehnat karte Hain To Ham ismein jarur Kamyab honge kyunki Allah Pak kisi Ki bhi mehnat ko co zaiye nahin karte aur usko uski mehnat Ka Sila jarur dete Hain bus hamen Sabar se kaam Lena chahie tabhi Ham Kamyab honge.
              • #8 Collapse

                Re: Duniya mein har chij mehnat aur lagan se milati hai !

                Han yaqeenan dunia main aik har chez har aik maqsad main inshan ko kamyab hony k lay buht zyda hardworking or straggle ki zurart phrtii hain jass k lay shyd buht zyda mahnat or lagan ki zurart hotii hain jass k bad hi inshan ko ja kr aik acha maqam hasil hota hain or wo buht asani k sth apny maqsad main kamyab hota hain humy forex jassy ideal or bakaml ghr bethy skun k sth passy kamny wly aik international business main zurar dill laga kar mahant k sth work krna chye....
                • #9 Collapse

                  Re: Duniya mein har chij mehnat aur lagan se milati hai !

                  ji janab hr chez ma mehnat or dil lgana prta ha agr ache results chahie hn to. but forex main mehnat se pehle isy sekhen phr mehnat kren wrna loss hojata ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Duniya mein har chij mehnat aur lagan se milati hai !

                    jee haan apne theek kaha kamiyabi k liye mehnat bht zarori hy forex mein greedy na hon r apke pass acha experience be ho take ap is mein se achi earning kar sake r forex mein be success ho sake other wise muskil ha ap achi tara se learn ker ke bari investment kero then ap ko asni se earning h jye gi liken greed fear and emotions se ap ko bachna ho ga then hi ap kamyab ho gye
                    • #11 Collapse

                      Re: Duniya mein har chij mehnat aur lagan se milati hai !

                      jee haan mehnat sy he kamyabi milti hy ap ko sub se pehle acha knowledge hasil kerna ho ga or achi investment ker ke hi ap apnme target ko poora ker sakte ho forex market ki bare me analysis karke market ki up down k bare me apni knowledge ko increase karke apni experiance ko use karke tread karna parega.
                      • #12 Collapse

                        Re: Duniya mein har chij mehnat aur lagan se milati hai !

                        jee haan you are 100% right mehnat mein he kamiyabi hy boht simple tarika hai k first learn and then earn or earning k bad apni skills ko barhana opr apni mistakes ko notice karne or hmesha greed se bachna aap ko market ke up aur down hone ka pta chal jai ga k market kab up jai ge aur kab down jai ge kab buy krna hai kab sell krna hai tab ja kr aap forex market mi kamyab ho sakte ha.
                        • #13 Collapse

                          Re: Duniya mein har chij mehnat aur lagan se milati hai !

                          Assalam-o-Alikum dear forex member apki baat bilkul thik hai koi b cheez ho wo humhy mehnat say hsail hoti hai humhy agr forex main kmybi hasil karni hai tu humhy zyda sy zyda mhenat krni ho gai lagan say kaam krna ho gai humhy daily ka target pura krna ho ga apni learning power strong karni ho gai achy bouns k liye humhy post ki quality ko acha krna ho a zyda sy zyda forex ko time dyna ho ga mehnat say kamyabi hasil karni ho gai or acha trader banna ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Duniya mein har chij mehnat aur lagan se milati hai !

                            jee haan hr cheez mehnat ar lagan sy milti hy bohat mehnet kerni hoti hey aur uskeh sath hmain planning aur rules ke bhe zrorat hoti hey in keh sath he hm kamyab ho sktye hain jitna hm forex ko time dain gain aur practice krain gain utne he julde hm kamyab ho sktey hain aur is keh liey hmian mehnut aur planninng ke zrorat hey kmayab trader bunney keh liey.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Duniya mein har chij mehnat aur lagan se milati hai !

                              g hna ap ki baat theem hum koe bhe k ah k duniya hum keio bhe kam kertya hn ti ahmn e rhum kafi bh fa da hasil n=bhe kern act ajun k ag hmn kafi faud abhe hit haheur hamn na is hsayus ks fai da tub hit ahe jub hum u mn kagn ur mehnu ndsy km ketty hn kun k asia kernay say

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X