Weekend per Hamen new week ke liye proper planning kar leni chahie aur Yahan Nagar gold Jaisi commodity ki baat ki Jaaye to yah continuously uptrend ko follow kar rahi thi but Friday ko nfp news release hone ki vajah se gold Ne downtrend ko follow Kiya in news Mein Jaise ke indicate Kiya ja raha tha ki USD strong Hoga To Aisa Hi hua and is bar nfp news coffee positive sabit Hui SBI gold and USD Ek dusre ke against movement karte hain SO USD strong hone per gold ki down movement start Hui aur answer sahi hai ke gold Yahan Se strong Breakout Le aur down movement ko follow Karen but yah forex market Hai jismein trend ka kuch bhi Kaha nahi ja sakta so Hamen bahut careful hokar trading Karni Hogi acche capital ke sath Yahan per entry leni chahie aur prapt money management ko follow karte hue trading Karen aap is bare mein Apne analyse se share Karen ki gold ki next movement next week mein kya ho sakti hai aur Yahan per members ko kis direction ko follow karna chahie
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим