lot size hi hamary kamyabi aur nakami ka rasta hota hy money management ka use

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lot size hi hamary kamyabi aur nakami ka rasta hota hy money management ka use
    hamein apny account ky hisab sy lot size use karna chaye ager hamary pass 100$ hy to pher lot size is mian o.o1 ka use karna chaye aur pehr ager hamary pass account 500$ hy to hamein acount o.o5 ka use karna chaye aur pher ager hamary pass account balance 1000$ ka hy to pher hamein lot size o.1 ka use karna chaye is cheeze ko ham money management kahty hn ager ham lalch main aker lot size ziada use karty hn to pher hamein is main account ya to double ya pher account wash mager is cheeze business nhe karty hn is lye normal lot use karna chaye aur pher ik acha profit kamana chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lot size hi hamary kamyabi aur nakami ka rasta hota hy money management ka use

    Forex Trading me money management k hawale se apki baat bulkul thek hai k Forex trading me t size hi hamary kamyabi aur nakami ka rasta hota hy money management ka use karen.Forex Trading me money management bohut zyada zarori hai. Hamen agar is pe amal karte hen to is tarah se hum bohut bare nuqsan se mehfoz reh sakte hen. Forex trading me money management is waja se bohut zyada zarori hai. Q k is me hum aone account ko wash hone se bachate hen. Aur agar hamari money management acha ho to hamara account bhi mehfooz hota hai. Money management kuch is tarah se karen k trade lagane se pehle us k nuqsan ka bhi tehmeena lagaye k agar nuqsan hota hai to mera account kitna bardasht karega. Aur wash hone se nache ga. To us k leye stop loss zarur lagayen. Is tarah hamara management acha hi hoga.
    • #3 Collapse

      Re: lot size hi hamary kamyabi aur nakami ka rasta hota hy money management ka use

      ji han aap 5 varsh ki hai hamari jo bhi lot size hoti hai vah bhi hamari na kami aur aur acchi hai kabhi Kam deti hai aur hamesha mashuka mashuka hai aur isiliye apne kam ko aage rakhne ke liye garam kamya banate hain hamesha hamesha document ko aage rakhna chahie tha ki hamari ji tension mein raat ho sakti hai to hamen bataen jyada kam mein mil paati hai aur mein Koi Na kami nahin ho sakti Ori chiraiya mein kam ko aage rakhne ke liye Ham jitna Kam hai Na karenge to hamen uthana jyada kam yad Ho jaenge Varna Koi nuksan ho sakta isiliye apne kam ko aage rakhna chahie tha ki hamara jitna kam aage rahega mein usne baat nahin jyada kamyabi milegi aur hamen kuchh nahin jyada kam ho jaenge
      • #4 Collapse

        Re: lot size hi hamary kamyabi aur nakami ka rasta hota hy money management ka use

        اصل پيغام ارسال کردہ از: farhanggurmani پيغام ديکھيے
        hamein apny account ky hisab sy lot size use karna chaye ager hamary pass 100$ hy to pher lot size is mian o.o1 ka use karna chaye aur pehr ager hamary pass account 500$ hy to hamein acount o.o5 ka use karna chaye aur pher ager hamary pass account balance 1000$ ka hy to pher hamein lot size o.1 ka use karna chaye is cheeze ko ham money management kahty hn ager ham lalch main aker lot size ziada use karty hn to pher hamein is main account ya to double ya pher account wash mager is cheeze business nhe karty hn is lye normal lot use karna chaye aur pher ik acha profit kamana chaye
        Ap ny bilkul sahi baat ki hai m agri with you
        • #5 Collapse

          Re: lot size hi hamary kamyabi aur nakami ka rasta hota hy money management ka use

          Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men kamyabi ka aur nakami ka daro madar lot size ki achi selection pe hota hey iss liay jo log trade lagatay waqt apnay balance pe nazar rakhtay hen aur balance k hisab se lot size select kartay hen woh achi money management kar k kamyabì hasil kar letey hen lekin jo log bagher sochay samjhay bari lot laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay account bhi wash ho jata hey
          • #6 Collapse

            Re: lot size hi hamary kamyabi aur nakami ka rasta hota hy money management ka use

            G hy bilkul thk kha hy hm bht hi soch semjh kr lot size use krni chya is sa hi hm kamyb hota hy is sa hi hm nakam hota hy is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra soch semjh kr qulit wark kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga forex bht hi achy business hy jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
            • #7 Collapse

              Re: lot size hi hamary kamyabi aur nakami ka rasta hota hy money management ka use

              Lot size Hamari kamyabi Aur nakami ke Rasta hota hai agar money management Ham use Nahin Karenge To Hamen ismein Hamesha last hi hoga isiliye Hamen Jab Bhi kam karna ho money management ke mutabik aur kam se kam ladko use karna hoga tab hi Ham Apna account save Rakh Sakenge Agar Ham mehnat Nahin Karenge To Kabhi acchi kamyabi again nahin kar Sakenge Hamen jitna bhi ho sake ismein work karne ke liye mehnat karna chahie Inshallah zarur profit again kar Sakenge
              • #8 Collapse

                Re: lot size hi hamary kamyabi aur nakami ka rasta hota hy money management ka use

                Forex trading ma kamyabi haisl karny kelye achy experience aur knowledge ka ke bhut zadya zourt hoti hay forex trading ma balnce ka mutbik lot size use karna chlye aur bhut zadya mehmet ka work karna chlye jo balnce ka mutbik lot size use nai karta phir oska a account wash hu jata hay islye lot size bhut kam use karna chlye phir hum kamyab hu skaty hay phir acha porfit haisl kar sakty hay
                • #9 Collapse

                  Re: lot size hi hamary kamyabi aur nakami ka rasta hota hy money management ka use

                  Lot size ki choice trading k duran ahm marhla hota hy jb bhi koi trader trade open karta hai to use chij ka samna karna parta hai aur aksar new traders ko ine baton ka sahi tarike Se Hi pata nahin hota aur vo is cheez per ghalti kr bethtate hain.Lot size Koi aise hi nahin use Kiya jata isko select karne ke liye bahut sare factor hote Hain Jin ko zeer e ghor Lana parta hai aur hisaab kitab dekh kr ak khaas ratio ko mad e nazar rakh kr chlna hota hy iske andar galti Ki gunjaish nahin hoti so ek proper formula taiyar Karen jiske andar balance ka mukabala Mila uske selection ka tarika btya gya ho aur is ko dekthe hoy hi chla jae aur kuch bhi aisa na kiya jae jo k is k bilkul opposite ho aur nuqsan phnchane ka khatra ho yeh buht hi sensitive issue hota hy agr sakoon sy deal kya jae tu bahtreen hota hy
                  • #10 Collapse

                    Re: lot size hi hamary kamyabi aur nakami ka rasta hota hy money management ka use

                    Asslam o alikum, trading karte waqat money management ko lazmi mind main rakhain Forex Trading me money management bohut zyada zarori hai. Hamen agar is pe amal karte hen to is tarah se hum bohut bare nuqsan se mehfoz reh sakte hen. Forex trading me money management is waja se bohut zyada zarori hai. Q k is me hum aone account ko wash hone se bachate hen. Aur agar hamari money management acha ho to hamara account bhi mehfooz hota hai. Money management kuch is tarah se karen k trade lagane se pehle us k nuqsan ka bhi tehmeena lagaye k agar nuqsan hota hai to mera account kitna bardasht karega. Aur wash hone se becha rehe ga islye lot km rakhain.
                    • #11 Collapse

                      Re: lot size hi hamary kamyabi aur nakami ka rasta hota hy money management ka use

                      Lot size trade open krne see qabl bahot hi bari duty hoti hen ek kamyab trader apni lot size ko hamesha profitable trade ki zamanat manta he is lie hamen lot size ko pehle account balance k hisab se set Kar lena chahie ta k bad ki pareshani se bach jayen baz dafa ham money management ko yaksr nazar andaz Kar jate hen jis ka hamen during trading kafi loss hota he ham ziyada profit k chkar me bari lot ki trade lene lagte hen jis ka result bahut ho painful hota he hamen ye Jan lena chahie k bare profit k lie bari lot zaruri ni he ye technical business he is me ap choti lot se b munafa le sakte hen
                      • #12 Collapse

                        Re: lot size hi hamary kamyabi aur nakami ka rasta hota hy money management ka use

                        Pak Forex mein agar lot size Ham Agar Yahan per hi kam se kam rakhkar Ham Agar kamyabi ki taraf se trading Karen almost Marley profit Hoga aur mere liye kamyabi Hogi acchi lagna geet Is Tarah Hamare liye all time a good kamyabi ho sakti hai uske liye mere pass Hamesha very very lovely management important hi hoga milegi Is Tarah kamyabi Hamare liye Aasan Hogi Hamen Yahan per kam karne ke liye good knowledge Hi Ko add Karke kamyabi Lena Hogi Koi Kami abhi hoga Apne kam ko plaster se Karen Koi kamyabi Hamare liye kaun se ho jayegi kam ko Achcha benefit is mat kiya Jata Hai Jab Ham Achcha kam
                        • #13 Collapse

                          Re: lot size hi hamary kamyabi aur nakami ka rasta hota hy money management ka use

                          Assalamu Alaikum, lot size ki waja say zyda tak trader Forex market mein loss karty rehty hein, ager lot size "Money management" aur "Risk management" k sath na lagaya jaey, to ek choti mistake say humara bara say bara account washed ho sakta hy, humein lot size humesha low rahkna caheye Jiss say account "Washed" honay k chances kam ho jaty hein or profit b Acha hasil hota hy.
                          Instaforex is the Best broker
                          • #14 Collapse

                            Re: lot size hi hamary kamyabi aur nakami ka rasta hota hy money management ka use

                            Slam to all kia hal hy frndz
                            G han frnd trading mn sahi trade pr sahi lots use krna aur market ki diretion mn trade krna bohat hi zaroori hy aur isi way pr depend krna hm profit lain gy ya ham loss mn jayengy is liay hamain is pr work krte huy kafi achy sy analyze kr ke trading krni chahiay q keh koi bhi ghlti hamain loss ki trf ly ja skti hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: lot size hi hamary kamyabi aur nakami ka rasta hota hy money management ka use

                              kuch bhi aisa na kiya jae jo k is k bilkul opposite ho aur nuqsan phnchane ka khatra ho yeh buht hi sensitive issue hota hy agr sakoon sy deal kya jae tu bahtreen hota hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X