Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.
    Forex trading mein jitna ho sake hamen lalach se bachana chahie forex trading mein lalach ki wajah se hamen sirf loss ho sakta hai aur hamara bonus account bhi wash ho sakta hai jisse forex main hamari puri mehnat waste ho sakti hai forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye lalach se bachana hamare liye bahut hi zaruri hai aur forex trading mein main hamen imandari aur sabar ke sath work aur trading karni chahie jisse forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hum loss se bhi bach sakte hain jisse forex hamara bonus account account mehfooz ho jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

    Forex Trading me lalach hamare kamyabi k leye zehar sabit ho sakta hai. Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai. Lalach aik aisi bala hai jo hamen aksar awqat acha munafa loss me convert kar deta hai. Forex trading bohut risk bari karobar hai. Is me market ka koi pata nahi chalta k wo kab kis time karwat badal deti hai. Baaz awqat acha khasa profit loss me chala jata hai. Hamen trading k dowran jo maqsad select keya ho hal haal me zarori nahi k wo target pora ho jaye. Q k aksar awqat profit hamare target k qareeb se wapis ana shoro kar deta hai aur ulta hum bohut nuqsan uthate hen. Lalach k chakar me aksar hum jaldi me bhi trade kar jate hen jo nuqsan deh amal hai. Is waja se jo munafa mele us pe shukar hona chaheye. Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

      ji han aapke baat bilkul theek hai hamen ismein lalach nahin karni chahie balki hamara kam achcha ho sakta hai lekin hamen is main har waqt Mera ke sath kam karte rahana chahie Jo log acchi mehnat karte Hain to unko chai fayda ho sakta hai aur vahi mein kamyab Ho jaate Hain hamen bhi agar ab apne aap ko kamyab banana hai to hamesha ke liye mehnat ko aage rakhen Tak hamara fayda ho sake aur hamara ismein nuksan Na Ho jaaye bol ke Ham acche se kam yaha bhojan aur isliye har kis chij kisi Ko apna Kam achcha mil sakta hai lekin unko ismein main karte rahana chahie to bad mein unka jyada kam ho jaega aur vash mein nakam nahin ho sakte hamen bhi agar apne aap ko kam yaha banane to hamesha ke liye main ko aage rakhe to kya mera fayda ho sake
      • #4 Collapse

        Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

        hmain forum main lalach say avoid kar k h hum achy say trader ban sakty hain aur forum main kamyb trader ban sakty hain aur forum main practice kar k hi hum real main kam kar sakty hain aur forum main ghr main beth k hi hum cahy say trader ban sakty hain aur forum main knowldge k begair hum kam nai ka rskat hain aur forum main kisi bi waqt trade karr skaty hain
        • #5 Collapse

          Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

          Dear apne bhut achi bat ke hay forex trading ma kamyabi haisl karny kelye achy experience aur knowledge ke bhut zadya zourt hoti hay market ke analysis ke moment ko daikh kar trade opnen karnaa chlye trading karty waqt larch ko khtam kar phir hume trading karna chlye jo larch ka sath trading karta hay phir wo kamyab nai hota hay phir wo heshma loss ma ratha hay
          • #6 Collapse

            Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

            Dear Forex main aapko kabhi bhi greed nahin Karni chahie Forex trading greed karne se bahut jyada loss ho sakta hai Forex Mein greed bilkul bhi nahin Karni chahie Agar greed Karenge to bahut jyada log Soch sakta hai isase aapka account bhi wash ho sakta hai isiliye greed Se Bachana chahie tabhi aap Forex Mein successful ho sakte hain Forex mein jyada Se Jyada mehnat Karni chahie aur Forex Mein Apna daily work Jarur complete karna chahie Forex Mein knowledge or experience be Hasil karna chahie Forex trading karne ke liye market ko analysis Jarur kar lena chahie agar aap expert Dar Nahin Hai To aapko per ki help ke sath trading Karni chahie
            ALWAYS HOPE FOR GOOD TIME
            • #7 Collapse

              Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

              Assalamu Alaikum Tere external Business mein lalach Karne Wale kabhi bhi kam Yaha business sunao aur trader Nahin Ban sakte ho na hi vah kamyabi Hasil kar sakte hain to main Tumhen Sathiyon Se kahunga Ki ki hansi apne liye Dhani Gaurang ko increase Karen Jo log Sabar ke sath Kam Nahin karte ho kabhi bhi Kamyab Chashmah trader Nahin Ban sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

                lalach hamain kabhi bhi nhi karni chahye main ap ko bata hun ke hamare pass acha 15 dolar ka bonus ho our hamain trade main 10 dolar profit mil jai our ham use withdraw karwane ki bajai our trade kaga dian our hamain loss ho jai our hamara account wash ho jaj to woh profit bhi hamare hath se chali jai gi is lye lalach kabhi bhi na karen.
                • #9 Collapse

                  Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

                  ASSALAM O ALIAKAUM, Jab Bhi Ham Kisi kam mein lalach karte Hain to lalach hamari kamyabi Ko Na kam kar deti hai hamen kabhi bhi Forex mein kam karte hue lalach nahin Karni chahie Jo log lalach ke sath Forex mein kam karte Hain vah Kabhi Bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte hamen chahie kam Puri mandari ke sath Apna Kam Karen Forex trading ek bahut hi acha online business hai jismein Ham ghar baith kar bhi acchi earning Hasil kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain ya Ham per hamari mehnat per depend karta Hai Jab mehnat karte Hain to Ham kamyab Ho jaate Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

                    G hy bilkul thk kha hy lalch hmri kamybi ko nakam kr data hy is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra subr sa such semjh kr wark kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga forex main hmsha subr sa wark krna wala hi kamyb hota hy nitni ziyada mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

                      Asslam o alikum dosto greed kabi bi na karian Forex main agr ap ko kamyab hona ha to Baaz awqat acha khasa profit loss me chala jata hai. Hamen trading k dowran jo maqsad select keya ho hal haal me zarori nahi k wo target pora ho jaye. Q k aksar awqat profit hamare target k qareeb se wapis ana shoro kar deta hai aur ulta hum bohut nuqsan uthate hen. Lalach k chakar me aksar hum jaldi me bhi trade kar jate hen jo nuqsan deh amal hai. Is waja se jo munafa mele us pe shukar hona chaheye. Lalach hamari kamyabi ko rok deti ha or hum loss kar dete hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

                        agar hum apna kaam lalauch kay sath kurtay haain to es say humain kamyaabi nhi nakami hasil hoti hai es liyay humain laluch say aapnaa kaam nhi kurna achahiye humain agar apna kam aachaay say kurnahai to es kay liyay humain soch samujh kay apna kam kurna ho gaa humaain es maain lalucxh ko avoid kurna ho faa agar hum laluch ko avoid kuraay gay or es kay bad hum es main apnaa kam kuray gaay to9 cahay say apna kaam kuray gay or es trah say hum loss kay chances bhi kum kur pay gaay or kaamybi bhi hasil kur laaay gaay
                        • #13 Collapse

                          Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

                          Trading world mein lalach Hamara sabse bara dushman hota hai is Se bachana hamare liye zaruri hai. Aur yah kaun si baat hai har Kisi ko is Phase ka samna karna parta hai Jo isko good way sy deal kr leta hy vo forward move kr leta hy aur jo sirf sochta rehta hy vo is k chakr mn aa jaata hy. Agar greed wale mind k sath kam kro gy tu yeh common bat hy k zyada risk lo gy aur is chkr mn tumhara loss zyada ho jaata hy. is type ki mentality ko avoid kren aur proper according to the situation chalo ge to zyada faydemand rahoge vrna lalaachi insan aj tak dunya ky kisi bhi maqam tk nahi phncha aur aisa sochne vaala har waqt doob hi jaata hy kabhi kisi ko is k through manzil nahi mili trading krte hoe is ko maximum avoid krna hi aqalMandi hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

                            yes dear kes ebhi kam mein lalach karne se kamyabi nahin milte hjy es tarah agar hum forex mein bhi lalach karty hain to humein es mein bhi kmayabi nahin mily gy es liye agar hum forex mein mehnat karty hain aur acha bonus gain kar lety hain aur ache trading experience bhi hasil kar lety hain maagar jab hum lalach karty hain to humare sary mehnat waste ho jate hy es liye humein chahiye keh hum forextrading mein kabhi bhi lalkach na karen takeh hum es mein apne mehnat ko waste nma karen lalach se hum forex trading mein apne sary mehnat zaya kar sakty hain es liye humein forex trading mein lalkach se avoid karna chahiiye takeh hum kmayab hon saken
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

                              Salam friends umeed hai AP sb khirat see hon gey friends profit humesha mehnat see Dil laga k Kam karny see r farum ko behtareen time deny see milta hai lalch to humy nakami ki taraf hi ly jay gi humy lalch kiy baghir Kam karna ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X