lalach bure bala hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lalach bure bala hai
    agar hm thora thora profit forex trading se earn kryn to hamay ek din mai bohat he ache income hasil kr sakty hian is leay ap lalach na krain lalachburi bala hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jee haan jnab app ne bilkul theek kha ahi forex trading main trader ka sab se bra dushman greed hai jiss ki waja se akk trader ko sab se zyada loss hota hai lkain iss ko ignore be nai kiya ja sekta kun k yah her insan ki nature main shamil hota hai lakin ager hum hud per control ker sekte hain to phir hum greed per be control ker he sekte hain .....
    • #3 Collapse

      salam dear
      forex trading main traders ka sb se bara enemy greed hai apko es business main kabhi greed nahe karna chahiye ap ko always acha sochna chahiye aur positive thinking rakhni chahiye apko lalich buri bala hai apko mehnat karni chahiye aur learning karni chahiye tu he ap successfull ban saktay ho so greed is a curse.....
      • #4 Collapse

        bilkul ap ka sawal buhut acha he foresx trading men ham thoda thoda kar ke din men bhut sare dollar kama sakte hen lekin hamen ziada lalich nahi karna chhiye . agr hum lalach kreyn gay to loss ko facek reyn gaynn
        • #5 Collapse

          Yes brother ap bilkul theek he keh rhe hain lalach buri balaaa hain kyun kay ager ham forex main jab bhi profit banaty hain to hmhen lalach main ziada lot use karty hain to hmhen ziada loss ho jta hai ic liye hmhen chaaiye kay hmhen lalach nhn karni chaye
          • #6 Collapse

            forex trading mein traders ko loss hony ki kai dfa ek hi wja hoti ha k wo bohat jaldi profit kmany ka lalach krty hn or is surat mein wo bohat zyada volume b use krty hn jo k unky balance ki average k hisab se bohat zyada ho jata ha or unhein loss ho jata ha. lalach se bachna chahiye.
            • #7 Collapse

              app ne bilkul theek kha ahi hamay forex mai lalach nai karna chaheyah asir or forex main trade krty time lalach sy dur rahna chahiy is sy dur rahny main hi humari kamyabi hy lalach kr k hum apna loss krty hai
              • #8 Collapse

                my brother agr hum lalach kreyn gay to loss ko facek reyn gaynn .is sya bachny ki puri ki puri koshish karni chahey jnab..........
                • #9 Collapse

                  g han g forex m lalch buhgt bori balal h ager ap is m achese kamkerte hn to apko forex aik buht hi acha income deti h ap isko smjhe tab hi ap is per km kre jo zada lalch forex m kre ga wohi forex m nakm ho jaye ga forex pe smjh k kam kre
                  • #10 Collapse

                    G janab bilkul lalach bht hi buri bala hy agar is bala ko ap forex mai use kry gy tu yay bht hi p ko nuksaan pohancha skti hy bcz yay ap ky emotions ky sath khylti hy so is sy vbht bach kr rhna chayay.
                    • #11 Collapse

                      g bhai ye misaal to forex mein bohat hi ziyada poori hoti haia ur forex mein jo log bhi llach karte hain unko is mein loss hi hota hai aur wo is mein apni tamam raqam lose kar jaate hain aur is mien earning nahi kar paate.
                      • #12 Collapse

                        lalich mein insan loss he karta hai ,chahe koi bhi kaam ho,huein froex mein greed ho k kaam nahi karna chahiye,aur aik target k mutabik he trade karni chahiye,humein apne emotions ko control mein khana chahiye
                        • #13 Collapse

                          g han app ki bat sahi hay lalach bahot hi buri bala hay hamy forex me kabi b greed nahi karna chaye or hamesha forex me low profit ko accept karna chaye
                          • #14 Collapse

                            yes dear ap sahi kha rhy ho lalch insan ka sab sy bra dushman ha or yeh insan ko boht buri tarh tabeh krta ha is ko apny ap sy dor rakhna chahia lalch wala kabi kamyabe nhi ho saktha na business my na he apni rutine life my thank you
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              gee haan builkul insaan ko laalach nhi karna chaaheye ,,aap thorra thorra he sehi but mehnat or imaandaari orr thandyy dilo demaagh syy karyn too aap kaafi zyaada haasil kar sakty hen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X