Never Give up

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Never Give up
    Forex ak asa plat form foem hy jaha hamy continiously work kaena parta hy.hamybkabhi b preshan ho k chorna nagi chahyee .hamisha koshiah karty rahyn ap ak din zror succesfull trader ban sakty hyn 😍
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Never Give up

    forex aik online business hain ham is main live or sada urdu main baat karty hian ham is main amount be invest kar sakty hain hamy aik time table bana kar is main daily apna kam pora karna chahey pher hi ham success gain kar sakty hian or acha pasia kama sakty hain yaia ik asa business hain jis mian kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zaoret nahi hoti
    • #3 Collapse

      Re: Never Give up

      ji han aapki baat bilkul sahi hai ki Hamen kabhi bhi Forex trading Mein loss ke bad give up nahin karna chahie balki Hamen Pahle Se Jyada Himmat Aur Husain ke sath Aam Karke aur Bil lagakar kam Karke Achcha profit game karne ki koshish Karni chahie aur apne se Pahle walyloss ko recover karne ki koshish Karni chahie agar aap Logon se baat jald hi e si bhi kam ko give up kar dete Hain To aap Jindagi Ki Daud Mein Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakte isiliye Mera aapko Mathura hai ki give karna Kisi bhi chij ka koi HAL Nahin hota agar aap aap ek dafa Kisi chij Ko give kar dete Hain To aap usko Dobara start Nahin Karte to aap kabhi bhi Apne maqsad Mein kam Jab Nahin ho sakte isiliye aapko chahie ki agar aapka koylas Ho Jaaye to aap Dobara Pahle Se Jyada Himmat Aur hosle Ke Sath aur Mahina ke sath kam karen to Inshallah aap Jarur Kamyab Honge aur aapka pahle wala loss bhi jald hi recover ho jaega
      • #4 Collapse

        Re: Never Give up

        Meray kai account wash hue or nuqsan huwa lakin jab main apni weakness's pe kabu paa liya to meri trading better hoti chali gai lakin sab k sath aisa nahi hai. bohat se traders khass ker newbies is business main raat o raat ameer hony k chakar main jald bazi keraty hain or loss ker baithty hain or give up ker daity hain. Life is not bed of roses humain her cheez easily available nahi hoti hai. humain struggle kerni perti hai or struggle main give up ker denay se sab kuch zaya ho jata hai. Is liye never give up and try your best. Inshallah kamyabi zarur milti hai.
        :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
        • #5 Collapse

          Re: Never Give up

          Hlat kesy b hon situation kesi b ho mushkilat to part of life hn ati jati rehti hn mgr successful wo ee hota h jo kbi b give up nh krta h hmesha kam krta rehta h hr kisi hal m to kam krty jayen lgatar kbi b give up na krein hmesha agy move krein jo ruk gya smjo wo kbi agy nh bhr skta bs aiik track apko mil gya h apny is p us waqt tk rehan h jb tk kamyabi nh mil jati apko acha kam best results best earning
          • #6 Collapse

            Re: Never Give up

            Aslam o alaikum.dear forex member apki bat bilkul thek hai agr forex pe hmen loss ho jaey to mayus na hon himmat na haren give up na kren business me har jeet chlti rehti hai ghabrana ni chahiye apna kam na roken zrur kamiyabi ho gi
            • #7 Collapse

              Re: Never Give up

              Jaise ki sabko maloom hai ki trading ek risky business hai yahan per 98% jacket to percent safety hai yahan per give up nahin karna chahie balki apne pattern ko dobara dauran se is snap karna chahie aisa karne se aap apni ladkiyon ko kam karenge aur trading ko sikhenge aur bar bar apna account pahunch karne se kuchh Na kuchh sikhate rahenge
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Never Give up

                mehnat sy dunya ka koi bhi namumkin kam ho to wo bhi mumkin ban jata ha lekn us k liye shart bs yahi ha k bnda continuous mehnat kry aur kisi bhi din mehnat ko na chory aur forex men to is chez ki boooht ziada zrort ha q k shuru shuru men jab earning nhi ho rhi hoti to ye boooht hi ziada boring lgta ha aur kam krny ka dil hi nhi krta isliye us waqt appko hosly k sath aur is umeeed k sath mehnat krna hoti ha k ap aik na aik din zror kamyab hongy
                aur kabhi bhi ye na socho k ap nakam ho gy to kabhi kamyab nhi ho skty balky ap hi wo shakhs ho jo kamyab ho skty ho

                اب آن لائن

                Working...
                X