How to Trade on Market Momentum

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to Trade on Market Momentum
    Market Momentum pe trading karny ka kia tareeqa e qaar hai or kia is par trading karna asan or faida mand hai bajay iskay kay hum market kay levels ko find karen or koi bhi confirm level predict na kar saken?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jan market momentam kay trading karnay kay liya app ko kafi experence ki zahrooraat hoti ha kyun iss main zara si galti se bara loss ho jata ha ahsi sortahaal main scapling kamyab rahti ha aur experence trader iss main buhaat faida uthatay hain
    • #3 Collapse

      haan good sahi kaha apne janab mera mana hai sclping se hume kafi help milti hai trading mean or forxe trade businiss mean ye ke bht hi acha roll ada karha hai ese basani earn karne mean......
      • #4 Collapse

        friends market momentum forex trading ka asan option hy iski madad se huara profit barta hy or is me loss ke chance kum hotey hy.
        • #5 Collapse

          mere khyal main momentum main trading karna kafi muskil hota hai is liye main yahi kahon ga ke ap abhi scalping per trading karen aur jab ap ko bht zayda eperience ho jaye tu ap momentum per bhi trading karen aur kar sakeen ge
          • #6 Collapse

            momentum pr bhi trading ki jati hai thori mushkil hoti hai.ager zeyada experience k sath earn karen tu kamyab ho jate hain warna bhter hai ap scalping pr hi trade karen ye zeyada best hai.
            • #7 Collapse

              market ke mumtem per trading ki ja sakti hay lakin wos se pehlay aap ko market analyse karna achi taran ata hon phir aap market ke momentum ko dekhen aur wos per trade lagain ye shohro main aap ko mushkil lage ga lakin jab experience ho jai ga phir asan ho jai ga market momentum se trade karna
              • #8 Collapse

                Dear, market ki movement us hi waqt huti hy jb market ksi or stock exchange ma move huti hy like NY To London ya phr ksi bhe currency ki koi achi ya buri news aati hain tu us waqt market move huti hain. es liy mery khayl ma bhtr hy k aap achi tarha sy ksi bhe aik pair ko chos kr k us ki market tend ko review karen or us k bad he trade lgain.
                • #9 Collapse

                  g haan ager ap dekhte hain k markit ki movement up ys down hai ager jga per ap ko trand nazar aye to dear ap wha per trading ker shakte hain ap ko acha profit mill jye ga
                  • #10 Collapse

                    monementum poer be tading ke ganty hain hum ko is ka bher ma poore expewrince ho or hum ko expert be ho hum, ko confidance be ho ksa hum is ma achi proft earn kar sakty hain per hum ko is ko karn chen
                    • #11 Collapse

                      Market momentum par trading karny se faida to hota hai lekin ap ko chahiye k ap apny technical analysis perfect kare jab tak ap k analysis theek nhi hon gay tab tak ap profit earn nhi kar sakty. Forex par begair mehnat k ap koi profit hasil nhi kar sakty. Ap ko chahiye k soch samajh kar trading kare ta k ap profit hasil kar saky.
                      • #12 Collapse

                        Brother mery khayal main market momentum main trade karna kisi b trader k liye lhatry sy khali nai ho ga ku k is main zara c galti b trader ko boht zyada loss ka samna karwa sakti hy is sy bahter hy k koi acha sa level nikal k us main trade karni chahiye
                        • #13 Collapse

                          dear i would like to tell you that we all need to be an expert forex trader and i think thhat we all should learn this forex trading bsuienss from forex trading demo account and i think that demo trading si the best and the key point fo r all of us to
                          • #14 Collapse

                            dear i would like to tell you that we all need to be an expert forex trader and i think thhat we all should learn this forex trading bsuienss from forex trading demo account and i think that demo trading si the best and the key point fo r all of u
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: maan401 پيغام ديکھيے
                              bhai jan market momentam kay trading karnay kay liya app ko kafi experence ki zahrooraat hoti ha kyun iss main zara si galti se bara loss ho jata ha ahsi sortahaal main scapling kamyab rahti ha aur experence trader iss main buhaat faida uthatay hain
                              apke bth sahi hy k buaht se traders us waqt scalping start kr dety hain lakin mery hyaal se jub apko trend ka clear pta na hon to us waqt trading na kry. Q k har waqt trading krny se behtar hy k good time me trade kry taky loss na hon..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X